Chapter 41

839 73 18
                                    

Nandinis POV

Zindagi kab kese age bargti chali jate h pata hi nhi chalta haina .... Jab hum waqt ko tham rahe hote h tab wo bhag raha hota aur jab ussy kisi bhi tarah khatam karna chahe to esa lagta jese age hi nhi barh raha.

Hamare shadi ko kab 8 mahiney beet gaye pata hi nhi chala .... shaid is liye bhi kun k mujhey in 8 mahinon men kabhi bhi ajnabi wali feeling nhi aye. Jo dard mere sath men shadi k waqt leke aye the wo shaid waqt ki raftar k sath behte chalegaye.

In 8 mahinon ne buhat kuch badal dala mera sab k sath interaction .... rishton ki khatas kab meethas men badal gaye nhi pata chala ...

8 mahinay pehle jo larki aye the is Ghar men aj wo sahi mainon men ek bahu h Bhabhi h lkn ek rishta abhi bhi adhura h wo jo sab se anmol h sab se khas h sab se important h ... jis ek rishte se yeh baki k rishte h

Aur wo ek naam Manik
Jis k bagair shaid ab zindagi adhuri h ... namukamal se h .... bemainay h ...

Manik

In 8 mahinon men Manik aur mere beech koi zyada fark nhi aya h Han ab hum ache dost zaroor h .... fark aya h to wo shaid hamare feelings men h ... mere feeling men.

Insan apna dil kab kise har jata h ussy nhi pata chalta .... pyar ka ehsas buhat son ko pyar hone k kai time baad hota h lkn mujhey nhi mujhey yeh ehsas bhi hua aur admission bhi k Han men Manik se pyar karne lage.

Kab kahan kese wo sab Phir kabhi bataongi lkn abhi men is ehsas ki feeling ko cherish kar rahe hun aur karna chahte hun.

Yeh feelings jee to rahe lkn in ka Izhar abhi karna baqi h .... manik aur mene yeh rishte ki shruwat dosti se ki the .... jo sab se pure rishta h .... manik mere best friend bana chahte the aur shaid ab wo kahin na kahin us muqam pe aa bhi gaye h.

Men .....

M: Nandu Kia kar rahe h ap ?

Nandini closing the diary abruptly

N: kuch nhi ap kab aye ?

M: uff madam Phir se yeh diary .... Yaar men is diary se buhat jealous hun ...

N: (smiling) kun jee isne kia begara h apka ?

M: Kia nhi begara h ! Mujhey pata h tm is men apne emotions likhti hun .... apne khayalat likhti ho ..... mujhey wo sab janna h.

N: manik mere hobby h diary likhna .... aur esa nhi h men ap se apne emotions share karte hun ....

M: ( smiling ) jee jee madam janta hun .... bas thora sa jealous hojata hun issy ...

N:( laughing ) kuch bhi manik .... kher ap change karlen men apki chai leke ate hun.

Manik nods and nandini soon leaves to bring his tea

Maniks pov

8 mahinay kahan gaye nhi pata lkn In 8 mahinay men ek cheez jo buhat ache hue wo h mera aur nandini ka rishta .... mana k hum buhat close nhi h lkn hamare beech se wo hesitation kahin na kahin In 8 mahinon ne khatam karfi h .... fasle ab bhi h magar In faslon ko tai karne ka rasta ab dhundhla hua wa sa nhi h ....

Manik smiles in his thoughts and soon shakes his head and goes to change in casuals.

In the kitchen
Nandini is making tea when she is joined by the fab 4

C: oho Kia ban raha h ?

D; kabhi to khane ka naam lena band karlia kar bhukkar

Cabir makes a face on this and ignores him

Mu: yeh to possible nhi h .... kher bhabhi ap Kia bana rahe ho ?

N: chai (smiling at their banter )

Mu: oh chai bhai k liye ??

Nandini nods smilingly and all smiles seeing her so relaxed but how can our cabir baba stay all quiet

C : Yaar bhabhi ap na is sookhi mirch (mukti) ko bhi kuch sekhao.... shadi baad hamare naak katwayegi sasural ja k

Mukti punches him in stomach

Mu: tu .... tu ...

Ca: truk truk tu truk truk tu tada tada

All laugh at cabir while mukti stand with her mouth touching ground

Mu : dafa ho Tm

N: aray cabir seekhane ki kia zaroorat h jab shadi k baad karna parta h to sab khud hi ajata h .... lkn men sooch rahe hun hum na apki shadi kardete ap ki bhook ka ilaj hojayega is tarah

Nandini supporting her sister in law takes a dig at cabir

Cabir makes a face at that while nandini smile and mukti was laughing madly then turning to mukti she says

N: aur wese bhi mukti ka to mujhey tension nhi h because chup chup k hi sahi lkn usne abhi k sare favourite dishes banana seekhle h infact in men pro hogai h wo .... I am not joking I have tried it

Mu: BHABHIIIIII

Mukti who was beetroot red in colour after her secret was exposed and was about to be exposed further shrieked loudly to stop nandini but alas too late no !!

Al: ohhh tabhi kabhi kabhi mujehy mukti k pass de masalon ki smell arahe hoti h

C: aray waah re sherni to to bare tez nikli aur chupi rustam bhi

All burst in laughter on cabir statement while mukti was more red if possible and this was all witnessed by a pair of eyes who heart was in peace and full of happiness seeing this.

What else a man wants ! Haina ! Ek hansta khelta ghar dramebaz bhai behn aur un k jese hi dost ache se biwi jo sab k sath ghul mile.

With a content smile on his face he left with an ache left in his heart the only which is when would she .... na when would they confess their love .... !

Zindagi .... ehsas h jazbat .... yeh guzarne k sath mehsoos ki jate h .... guzarte apnon k sath lkn khas pyaron aur pyar karne walon k sath bante h !


Hellooo peoplesss !
Look who is back the second time ... dil o jaan se mazrat please maaf kardo and itna motivate kardo k yeh is baar apne ikhtetam pe ajaye ..... bas kuch chapters ka sath aur !

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Apr 14, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

MANAN FF DestinedWhere stories live. Discover now