Maa k liye kya likhu
Maa ne khud muje likha hai
Maa duniya hai meri
Maa chaya hai meri
Maa khusiyaa hai meri
Maa zindagi hai meri
Maa toh maa hai meri
Muskil rasto ka safar bhi aasan lage yeah meri maa k dua oo ka asar hai
Ayee rab meri maa toh hamesha salamat rakhna baas itni si dua sun lena meri🙏😇😊