zindagi ek suhana safar hai

6 1 0
                                    

Kehete hai zindagi ek suhana safar hai
Pal mein rulati hai, pal mein hasati hai yeah zindagi;
Bar bar ghirati hai, par phir uthne ki wajah deti hai yeah zindagi;
Har din ek nayi muskil la kar khadi kar deti hai,
Par phir use suljane ki himaat deti hai;
Har kar jitne ka hosla deti hai yeah zindagi;
Roz naye insan se milati hai hume, taki hum yeah samaj sake k sab kch ek jaisa nhi hota;
Nahi sab kch hamesha tumare paas rehega;
Dosto mein bhai chari and bhai - behan mein yaari karna sikati hai yeah zindagi;
Har rishte k khaati - mitthi yaade banati hai yeah zindagi;
Kisi ke muskurat k wajah hai, toh kisike pyaar karne k wajah; toh kisike jine k wajah hai yeah zindagi;
Sahi kehete hai log zindagi ek suhana safar hai!!

Short Peom From A Lost SoulWhere stories live. Discover now