part 3Mr and Mrs Malhotra "
manik next day redy hokar niche aata hai sab brakfast tabel par bethe hote hai .
myikti - hai bro wats up .
manik - nothing special all fine .
dadi -sab fine hi rehta hai tere liye to main hi fine nahi ho bas .
manik -oh plese dadi not again ok .main office jaa raha ho mughe normel way main jaane de bahut importent meating hai mairi blesing de leacture nahi .
head down karke khada ho jaata hai
dadi ye dekh kar nihal ho jaati hai aur sar par hath rakh kar blesing deti hai aur forhead par kiss karke
dadi - jo bhi kaam.karo osme kamyab raho jo chaho woh paao lekin ghar main bahu bas mairi pasand ki.laao ab jaao .
sab ye sun kar hansne lagte hai aur manik naraj naraj sa dadi ko dekh kar .
manik - dadi phir se wahi topic start kar diya aap ne
dadi- to tu mughe manjori dede ki teri dulhan main pasand karke laao bas .
manik - ok di manjori ab khush but sister nahi aayegi ghar main alg alg ghar se bahu layengi aap samghi .
dadi - thik hai maire lal ye shart msnjor hai mughe jug jug jiyo ab khush khush jaao kaam par .
manik sidha nikal jaata hai aur dadi .
dadi - dekho nyu karwa li han tumhare bete se bahu to ab mairi pasand ki hi aayegi iss ghar main teeno ki par dhurav ka number baad main aayega pehleye dono nipat jaaye kyu dhurav
dhurav - ya dadi aap kare in dono ki main intejar kar longa no problem .
mukti -oh ho bada sharif ban raha hai aalia ka raj kholo kya .
dhurav ;are marwayegi kya chup reh plese .
mukti - de 1000 chup rehne ke abhi ki abhi .
dhurav - de raha ho tumhari jaisi behan ho to dushman ki kya jarorat hai le pakd
dadi - dhuerav kahen ke paise deraha hai behan ko .
dhurav - mairi ladli behan hai dadi leti rehti hai jab jarorat ho tab kyu mukti
mukti - ya dadi sab se pyara bhai jai maira hamesha tayyar rehta hai help ke liye .
dadi - bhgvan kisi ki najar na lage maire bachcho ko kitne pyare hai sab
nyunika - ji maa yeto sahi kaha aap ne sab bachche bahut hi pyare hai hamare responcible care karne wale ..
scene change .
mr malhktra - sar pakad kar bethe hote hai .tab hi navya nandani aati hai
nandani - papa kya hua aise kaise bethe hai aap
mr malhotra - beta kya karo noukri hi chali gayi mairi aaj .
navya - kya noukri chali gayi papa aap ki ab kya hoga .
mr malhotra + pata nahi aage kya hoga ab
nandani - but papa achansk se noukri kaise chali gayi aap ki.
mr malhktra - malik ne factory band kar di hai beta sab worker ko do mahine ka adwanse dekar ab aage kya hoga bhagvan jaane .
sarla - aap dil chhota na kare ji.hum.hai na sab thik.jo.jaayega dekh na aap .
mr malhktea - kaise thik hoga sarla samgj nahi aata
sarla - aap harish se baat kare na woh koi madad kare aap ke .
mr malhktea - barso se nahi
mila os se ab kaam ke liye yad karo ose bada bhai ho main oska kabbi palt kar aaya maire pass milne ke liye pasand ki shadi karke gaya tha das sal pehle tab se aaj tak nahi aaya oski bivi milna pasand hi nahi karti haisarla - to hum kon sa onke pass mumbai jaa kar reh rahe hai koi kaam hoga to bata dega bas aap baat to kare oske land line ke numbdr hai maire pass do aap ko
mr malhltra - lao do karta ho baat tumhare kehne par umeed to nahi hai kuchh mughe osse
phir woh apne chhote bhai harish malhotra ko call karte hai .
harish- namste bhai sahab aaj itne dino ke baad aap ko mairi yad kaise aa gayi .
mr malhktra - bas tumne bhola diya to maine bhi bhola diya tumhe .
harish - maine nahi aap ne bholaya mughe beta ki tarha the aur osi bete ko anath kar diya ek jara si baat ke liye .
mr malhotra - maine bhola diya tum to aa sakte the maire pass main zinda tha mara nahi .
harish - bhai shab kya bol rahe hai aap bhabhi se baat hoti rehti hai mairi jab dil kare tab .
mr malhotea sarla ki tarf dekhte hai woh najre chura leti hai .
harish - aap ne aaj call kyu kiya bhai sahab ye batao .koi pareshani hai .
mr malhotra -han woh chup ho jaate hai
harish - bhai sahab bole kya baat hai chup kyu ho gaye aap
mr malhotra - woh mairi nkukri chali gayi hai harish ab main kya karo .
harish - kya karo kya sidha sab ke sath apne bhai ke pass aa jaye bahut bada ghar hai hamara sab sath rahenge noukri bhi mil jsayegi .
mr malhltra - par tumhari wife
harish - woh aap ki bahu hai bhai sahab aur ghar maira hai maine banaya hai osne nahi to aap befikar hokar aa jaaye koi tenstion na le bas .
mr malhktra - noukri mil jsayegi na .
harish - bhai sahab mil jaayegi aap fikar na kare aur jald se jald aajaye bas .
mr malhktra - thik hai .
aur call cut kar dete hai .
sarla - kya kaha osne
mr makhotea -tum osse baat karti ho aur mughe bataya nahi aaj tak
nandani navya hum bhi chachu se nitara se baat karte hai .papa ab dantna nahi hume aap chachu ne kya kaha ye bataye
mr malhotra - mumbai bolaya hai hum sab ko ab wahi rahenge hum sab oske sath .
nandani - wow papa mumbai sapno ka shehar maja aayega ab to .
navya pov cabir malhotra bhi to wahi par rehta hai na kya milega mughe woh pov end .
so ye hua part pora kaisa laga
YOU ARE READING
Mr and Mrs malhotra. (Complite),
Short StoryA manan and kavya love story I hope you like it