Today nirmala decided that she will say sorry to shravan.so she woke up in the very early morning.she made his and Shan's favourite breakfast and was waiting for him the dying table.

On the other hand shravan was late.so he was running to get ready for him and shaan.after he got ready and made shaan ready they both were about to entered kitchen to make breakfast,nirmala stopped him.

'Shravan,Mujhe tujhse kuch baat karni hain.'

'Not now...main already late hoon aur breakfast bhi nehi banaya...raat mein baat kijiyega.'

'Maine banaya na...breakfast kyu banayega?yeh dekh Tera aur shaan ke favourite breakfast...'

'Papa dadi alu paratha banayi hain...mujhe khana hain...'saying that shaan ran to the dying table and started eating.shrvaan couldn't say after that.

But he was adamant not to eat the breakfast.

'aapko itni taqleef kyu ki...main kafi hoon apne bete ke liye.aap rest kijiye...akher itna bada accident jo hue apko.'shravan stressed the word 'accident' and taunting nirmala.

Nirmala shobbed very hard and said,'Shravan...mujhse galti ho gayi beta...mujhe nehi pata tha ki tujhe itni chot pouchayungi...woh kimini aur urvashi ne bola..'

'Kamini aur urvashi ne bola aur apne raji ho gayi!!!yeh soche nehi ki yeh sirf urvashi ki sawal nehi hain balki apke bete aur apke pota ka bhi sawal hain!yeh nehi socha ke urvashi shaan ko ma ki payar de payegi ya nehi!Un logo ki baat pe yeh vul gayi ke agar mein apke beta hoon to shaan bhi mera hi beta hain mere sab kuch hain.agar aap apki bete ke bareme socheahi hain To phir mein bhi apne bete ke bareme soch rahi hoon.aap unlogo ki baton mein itni andhi ho gayi ke yeh nehi socha jo aurat apna sara waqt make up mein hi khatam hote hain woh shaan ka khayal kya rakhegi?are shaan ko choro mera kheyal kab rakhegi? Agar tab aap shaan ki kheyal rakhenge To Yeh sadi kisliye?'shravan shouted to the core that puskar also came to there to mend the matter.

'Bhaiya please shant jo jaiye...ma ke point of view bhi to samjhiye...'puskar said in a  low voice as he also scared of him.

'Beta pls mujhe maf karde...Mujhse bohot badi galti ho gayi...pandit ji ne kaha tha ki woh bohot acchi ladki hain...sadi na karti lekin ek bar milne se kya faraq padjati?usdin tune us ladki ki ghar jane se inkaar kar dea To meri dimag pe sirf yehi ghumrahi the ki ab mein pandit ji muuh kaise dekhsungi...aur Yeh baat jab kamini ko boli tab usne kaha ki tu urvashi ko pasand karti hain..isiliye tune mana karrahi hain...aur urvashi bhi jab kaha ki woh tujhe payar karti hai. To main bhi unlogo ki baat pe raaji ho gayi....main shaan ki liye hi sadi karwana chahti thi...plsss beta Mujhe maf karde...ek baar...' nirmala was now crying like hell and here shravan was also feeling bad as she is a mother.she can do wrong with her children but all mistakes and wrong things can be ignored infront of her unconditional love and sacrifice.

Soon shravan took her in his arms.though he was also crying inside but he made stern face and said, 'Thik hain Main aapko maf karsakte hoon lekin meri 2 shart hain!'

'Mujhe sab manjoor hain.tu bas mujhe maf karde.'

Shravan chuckled 'Sharte to shun Leti..

1.kamini aunty apke friend hain.aap unse Milo na Milo mujhe koi prob nehi hain .lekin aaj ke baad meri personal batain ya shaan  ya sadi ke koi bhi baat aap  kamini ya urvashi ko nehi batayenge.

2.aap padeshaan the ki aap pandit ji ko kya bolenge toh thik hain humlog aaj usse milne jayenge lekin iske baad aap kabhi bhi sadi ki baat ya ladki dekhni ki baat kabhi nehi uthayengi.'

'Bhaiya this is not fair.'puskar said meekly and shravan shrugged.

'Care To elaborate?'

'Matlab agar ladki sach mein hi acchi hain aur agar woh sach mein hi shaan ko apnane ke liye taiyar ho tab bhi to aap usse reject karogi...to aise ladke dekhne jane mein kya fayda?'

knotWhere stories live. Discover now