Zaan😂

4K 247 4
                                    

Adu- chalo..
Adu- vaise time toh tumhare pass nhi hoga mere lie
Zain- kyu??
Adu- tum ja rahe ho na snake or crocodiles se shaadi karne
Zain- accha shaadi haan🤣🤣
They went to a restaurant,
Adu- restaurant?
Zain- haan,madam aapne khana toh khaya nahi hoga aapne
Adu- nhi maine kha lia
Zain- kya khaya?
Adu- salad and toast
Zain- pagalll..khane ki baat kar raha hu khane ke saath khane vale ki nahi
Adu- zain..maine yahi khaya hai
Zain- yeh koi khana hota hai pagal
Adu- to phir kya hota hai khana
Zain- jo yaha milta hai vo
Adu- zain, tu hi kha ye khana, mujhe nhi khana ,ek toh itni mushkil se control kar rhi hu upar se tu aur pareshaan kar mujhe.
Zain- koi baat nahi madam,ek din khaane se kya ho jata hai
Adu- bohot kuch ,vaise bhi tu toh fit hai.
Zain- theek hai chal chalte hai ,mai ghar ja kar kha lunga,socha tha tere saath beth kar khaunga
Adu- kya? Tune khana nahi khaya.
Zain- nahi
Adu- chalo abhi lo khaane ko kuch
Zain- ??? Abhi toh keh rhi thi ki mai nahi khaungi
Adu- nahi mai nahi khaungi sirf tu khaega.
Zain- mai khaunga toh tere saath hi varna nahi
Adu- accha thik hai,tu bohot ganda hai zain
Zain- i know it ,accha bata ki kya khaegi?
Adu- ummm..sandwich
Zain- sandwich?
Adu- haan khana hai toh kha varna mai ja rhi hu khud
Zain- nhi..nhi ruk kha le mai kuch or kha lunga.
Adu- ok.
They eat up ,zain drops adu to her house.
Zain was waiting for her to turn back and say "bye"
Adu- turns back and says"bye"
Zain becomes happy and goes back to his house.
(At zain's appartment)
Abhi- kaha gaya tha tu???
Zain- kahi nahi
Abhi- chal khana kha le .
Zain- khana??
Abhi- haan ,maine banaya hai bengan(eggplant) ka bharta
Zain-  yaar mera pet bhara hai.
Abhi- tu kahi ...
Zain- haan yaar adu ke saath gaya tha  khana khane.
Abhi- bata toh deta pagal,ab yeh bharta kon khaega?
Zain- yaar rakh de mai kal kha lunga.
Abhi- theek hai.
Phirse zain and adu chatting (you know they care for each other)
Zain- so gae??
Adu- haan, bs ja rhi hu soone,kya hua?
Zain- kuch nhi mai bhi ja raha hu soone
Adu- thankue!!
Zain- kyu?
Adu- mujhe yaad dilane ke lie ki mujhe jana hai kl kahi
Zain- kaha??
Adu- kyu batau?
Zain- plz na
Adu- Are vo na zaan
Zain-  zaan!!!  tu uske saath date par ja rhi hai!!
Adu- nahi sun puri baat pehele
Zain- bol
Adu - vo zaan ka b'day  aa raha hai isliye uski tayaari karni hai buthu punnu ne bola tha.
Zain- accha

Adiza feelsWhere stories live. Discover now