beginning

2K 60 2
                                    

The scene starts with murtassim came to farukh house in search of meerab and meerab hiding around the wall outside the room in the balcony

Murtasim enter the same room but disappointing left the room

Outside He found some paper lying like prescription

He read it and the prescription belongs to some pregnant women whose name is not mentioned but indications to have proper diet , regular check up and sonography after 3 months.

He asked the man: maa ban ne wale ho ya baap showing him the prescription

Farukh stammered and police came to arrest him and he in fear state answered that the prescription belongs to his wife who is pregnant but left him due to some misunderstanding

Murtasim left the house saying him to bring his wife back

After Murtasim left , farukh closed the door and meerab came back

They had a conversation and it was decided she will go back to uncle aunty house if she really wanted to hide from murtasim

Only they have to wait for she time so that murtasim will leave

Time lapse of 2 years

Meerab's baby neesam of 1 year and in haveli murtasim and haya marriage preparation started

Meerab was changing clothes of neesam

Farukh: bibi tumhe ek khabar deni hain ( standing on the door facing outside)

Meerab: bolo farukh

Aa jayein main bas is shaitaan ke kapre badal rahi thi

Farukh: murtasim khan nikaah kar raha Hain

Uski kisi cousin se

Uska naam

Kya tha

Meerab: Haya

Farukh: Haan

Aap janti ho usey khan

Meerab: smiling

Woh chodo aur yeh batao tumhe kitni baar batana parega tum mujhe meerab bula sakte ho aur Tum bhi

Ab toh khan bhi nikaah kar raha hain

Farukh: na bhai na

Aur aapko maine pehle bhi kahaa hain aap khan hain hum sabke liye

Bas aap apne aapko akela Naa samjhe aur Lautney ki taiyaari karein 

Aapke hukum par maine haveli mein anwar sahab ko phone kiya tha

Meerab: yani nikaah ki taiyaari humare dhamake se

Farukh: mere liye kya hukum hain ab

Meerab: Tum neesam ko le kar uncle aunty ke paas pahucho

Aur jaldi wapas ana

Farukh: ji

After 3 hrs

Meerab alone in the same house

Someone knocked at the door

Meerab opened

It's anwar

Anwar: crying meerab meri bacchi

Mujhe toh laga tha main bhi waqas ki tarah tumhe dekhe bina hi chala jaunga

Meerab shocked but didnot cried ( in mind mera badla aur gehra ho gaya khan sahab)

Meerab: aap kaise hain baba

Anwar: phir se kaho

Meerab: aap...

Anwar: nahin baba keh kar pukaaro
Meri jaan

Meerab: baba

Anwar hugged her

Anwar : meerab ghar chalo

Meerab: nahin baba main murtassim ke ghar nahin jaungi

Anwar: woh sirf murtasim ka nahin tumhara bhi ghar hain

Meerab: baba please

Anwar: main tumhare bina Mar jaunga bete aur aneela ko toh socho

Woh toot gayi hain

Meerab: theek hain

Par meri ek shart hain

.......

......

....

Listening her shart Anwar got
surprised, tensed but agreed....


Few additions:

Meerab bhi khan hai jaise murtasim hai 

Toh agar murtasim ke paas uska ghulam bakhtu hai

Toh meerab ke paas bhi farukh hai

Also Anwar ab baap Hone ka har farz nibhayega

Tbc...

Behaya ko bhi jawaab diya jaayega
Shadi ka bhoot jiske sar chadha hain uska bhi utaara jayega

Khan VS KhaniWhere stories live. Discover now