udta teer

1.1K 58 10
                                    

After watching meerab in  the house a chaos takes place

In anwar's portion of haveli

Anwar to meerab in her room: dear you relax till I go and meet others

Meerab fearly: baba par main akele

Anwar: yeh tumhara ghar hain araam se raho, Khao, so jao , aur enjoy karo

Samjhi meri meerab bahadur hain , yeh darne wali meerab meri nahin

Making meerab smile

Anwar: kuch khaane ka mann hain toh mulaazima ko keh kar banwa lo

Meerab: nahin

I am bit tired can I sleep

Anwar: tumhe ijaazat ki jaroorat nahin

Yahaan tumse ijaazat li jayegi beta kuch bhi karne se pehle

Tum kisi se ijaazat nahin logi

Main baba hu tumhara meri jaan , hukum karo apne Baba pe ,haq hain tumhara

Main aata hu

Meerab: baba

Woh...

Anwar: kaho beta kya hua

Meerab: apka phone chahiye

Jahaan Main rehti thi uske makaan malik ko bata Doon ki main kahaan hu nahin toh mohalle mein log baatein banayenge

Anwar: jaroor lo ( taking out his phone from pocket)

Anwar left Meerab's room and move towards bhabhi begum portion

Meerab locked her room from inside

( we all know why)

Shehnawaaz portion:

Maa begum  :  how can Anwar bring her back and why now?

Where was she till now

Aur Tum murtasim bhoot bane uske peeche chal diye bekhayaali mein

Haya tumhe na kheechti , Tum toh pahuch gaye they apni mehbooba ke peeche uske dum challe bane apni bekhayaali mein

Apni izzat ka toh khayaal karo

Haya : crying par ab woh kyun aayi hai maa begum

Aap usse wapis bhej dein

Maa begum : Haan main Anwar se poochoon toh zara

Kis ki ijaazat se woh us ladki ko yahaan utha laata hain

Anwar from back: kiski ijaazat leni paregi mujhe mere hi ghar mein apni beti ko laane ke liye

Bhabhi begum aap shayad bhool rahi hain Meerab ka baraabar haq hain is haveli par jitna murtasim ka

Baeaabar ki jaaydaad hi hakdaar hai meerab

Main aapke marhoom shohar ka chota bhai hu woh bhi saga

Yaad hain naa apko

Haya: mamu jaan
Maa ka matlab

Anwar roaringly: tumhe itna lihaaz bhi nahin jab do bade baat kartein hain toh beech mein nahin bolna chahiye

Bhabhi begum yeh kaisi tarbiyat di hain aapne is ghar ki ladkiyon ko

Pehle mariyum aur ab yeh Haya

Bhabhi begum: Anwar tum kehna kya chahte ho

Anwar: main yeh kehna chahta hu

Doosron ki bachhiyon par ilzaam lagaane se pehle humein alne girebaan mein bhi jhaank Lena chahiye

Sensing situation going somewhere else

Khan VS KhaniWhere stories live. Discover now