30 : Their New Beginning...!!!

Start from the beginning
                                    

KABIR : kal main vaise bi vapas jara hoon tho socha kyu na tere paas akar tujhe kush hi kar doon

HARSHAD : acha tho ye bath hain

KABIR : haan

HARSHAD : phir tho main danya hogaya 

KABIR : mubarako

HARSHAD : tu sudrega nahi na

KABIR : mera chod aur tu batha....tu kab sudrega....tu kab akela rona chodega...!!!

HARSHAD : hamare beech ye bathe na bohuth ajeeb hain...isliye chel, nikal yaha se...!!!

KABIR : tu rona chodke apna saman kyu nahi thayar kartha...yaha aise baitne se acha tu navya ke sath aa saktha hain na...!!!

HARSHAD : uska pyar tum ho....uski zindagi tumhare sath hain....!!!

KABIR : tum hamari zindagi ka hissa ban sakthe ho

HARSHAD : zindagi ke safar main milne vale har ek ko apne parivar ka hissa nahi banathe

KABIR : tum nahi hothe tho shayad navya ke sath mera parivar kabi nahi bantha

HARSHAD : main tho bas ek zariya hoon kabir jo bagwaan ne tum logo ko milane ke liye isthamal kiya

KABIR : lekin

"main teek hoon" and harshad utters suddenly hugging kabir and navya ka kayal rakna....pagal hain par tumse bohuth pyar karthi hain"

"zarur....main usse koyi bi taqleef nahi hone dunga....!!!" and kabir whispers hugging him back rubbing his back trying to calm him down...!!!

"jaa ab...bohuth hogaya....!!!" and harshad moves back after a minute breaking the hug while kabir nods his head lazily and "haa haa teek hain mujhe bi koyi shouk nahi hain yaha rehne ki"

HARSHAD : tho phir ja na ruka kyu hain

KABIR : saala....jara hoon....!!!

.
.
.
.

NANDINI : kavya???

NAVYA : tum thayar ho???

NANDINI : kyu...kaha jana hain....!!!

KABIR : nandini natak math karo vapas jana hain hame tho chelo jaldi se apna saman pack karo already ham bohuth late ho chuke hain

NANDINI : main kayi nahi ari kabir jake usse keh do

NAVYA : usse??? tum manik ki bath tho nahi karri

KABIR : arey par wo tho suba hi nikal gaya....char baje dhruv ne call kiya tho

NANDINI : jhut bolre ho tum

NAVYA : nahi nandini....manik ne hame bi message kiya....ham sab sore the aur dai maa already hospital main hain shayad isliye hame bina bathaye hi wo yaha se  chela gaya.....!!!

NANDINI : wo chela gaya???

KABIR : usne kaha ki agar tum thayar ho tho

NANDINI : wo mujhe yaha chodke chela gaya

NAVYA : nandini

NANDINI : itna sab kuch hone ke baad wo aise kaise kar saktha hain

MANAN SS : ISHQ....EK ANOKHA EHSAAS #WATTS2017Where stories live. Discover now