One month later.

20 0 0
                                    

Satya: Mom aap Ruksana ki family ko jaanti thi.? I mean, unki death kaisey hui kya aapko kuch pata hai.?

Satya's Mom: Haan beta acche se jaante the hum unhe. Isi basti me rehtey the woh log, Daya Mayi ke yahan pe kaam kartey the. Daya Mayi ka import aur export ka buisness hua karta tha, Ruksana ke papa usi ke transport section me kaam kartey the aur uski maa woh Daya Maayi ki haveli pe kaam karti thi. Phir achanak ek raat na jaane kaisey unlog ki car ka accident ho gaya aur woh mar gaye. Us samaye Ruksana kareeb 4 ya 5 saal ki thi.

Satya: Ohh no! Kitna bura hua Mom.

Satya's Mom: Aaj bhi hum sab ko woh raat yaad hai woh bhayanak kaali raat jab ye khaufnak haadsa hua tha.

Satya: Haan Mom.

Satya's Mom: Woh tho bhala ho Daya Maayi ka jisne Ruksana ko apni bacchi ki tarah samjha, usey padaya, likhaya, uska sara kharcha uthaya. Woh uske chacha Wajid ke saath rehti hai bachpan se hi.

Satya: Ohh accha Mom.

Satya's Mom: Hhmm tum so jaao bohot raat ho gayi hai mai chalti hu. GN.

Satya: Ok. GN Mom TC :)

Morning

Aaji aap baat karogi na Antra ke papa se? Raghu says.

Aaji: Haan rey baba mai baat karegi na par sahi time aane tho dey.

Pakka na aaji.?

Haan Raghu pakka.:)

Accha mai college chalta hu, apna khayal rakhna. (Touches her feet and leaves)

Khush reh.:)

Hello.? Haan princi kaka? Kya mujhsey baat karni hai.? Haan mai college me hi hu, mai abi aa raha hu. (Raghu cuts the call) chal machmach office jana hai princi kaka ko kuch baat karni hai apne se.

Machmach: Mere liye ladki wadki tho dhundke nahi rakhi unhone? Phir tho tu do min de mai abi touch up karke aata hu.

Raghu: Abey dhakkan! Kuch bhi haan? Chal. (Bangs his head)

Mm: Ouch!

Princi: Aa gaye tum dono?! Have a sit. Hum iss saal apne college me Fest rakhna chahte the. Wahi batana tha.

College Fest?! (Both look at each other)

Princi: Haan. Sahi suna tumlog ne college fest. Tarah tarah ke programmes hongey aur competitions bhi, inn sab me tum dono ko humara saath dena hoga. Got it?

Raghu: Haan woh sab theek hai kaunse competetions ho e wale hai.?

Princi: Art, science, music, singing, dancing, painting, debate, quiz waghaira.

Mm: Arey baap rey music ko chord kar baaki sab apne liye out of syllabus hai. Kek apun nahi lene wala kisi me bhi part.

Rasika: Machmach -_- tumse jitna kaha hai tum utna hi karo baaki sab karne ke liye college ke students hai na. Aur haan agar Rv chahe tho woh inn saaaabbb me part ley sakta hai, woh hai bhi multi talented more or less.

Princi: Ehem ehem! Tho Raghu saarey students audi me gather karo hum yeh news sabko sunatey hai. Tumlog chalo hum aa rahe hai.

Raghu: Theek hai Kaka. Chal Mm.

               •••Audi•••
Princi: Good Morning students! We all have gathered here for some exciting thing to discuss. We have decided to keep college fest this month. So, as per the plan we have some cultural programmes and competetions.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Sep 06, 2017 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Vey MahiyaaWhere stories live. Discover now