Teri raza teri marzi

Meri toh hai bas yeh arzi

Tere liye jina ho mera

She decided then and there "Aap chahe jitni bhi dooriyan badhalo Raman, mai hamesha apki hi ban kar rahungi"

Paaun tujhe ya na paaun

Khona tujhe mai na chahun

Hoke rahu mein toh bas tera

"Aap chahe mujhe apnayein ya nahi par mai aapse hamesha pyar karti rahungi"
Her resolve got stronger.

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum dil se gaye hum jaan se gaye

Hum dil se gaye jaan se gaye

Haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum tujpe mitte Haan tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

No lines could describe her condition better than the lines she just heard. Indeed she had lost herself in his love.

Koi na sahe aisa gham bhi

Kar na sake aankhen num bhi

Ya rab hai tujhse ye dua

She thought about what she was going through a while ago. She wanted to discuss her problem with her close ones yet could not share it with anyone.

Saath koi kyun ho aise

Saath kabhi the na jaise

Pal me paraya sab hua

"Sahi hai....Mere sath bhi toh yahi hua hai. Ek hi pal me Raman ne mujhe paraya kar diya" 
a tear escaped her eye.

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum dil se gaye hum jaan se gaye

Hum dil se gaye jaan se gaye

Haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum tujpe mitte Haan tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

Tears were not stopping anymore. 
"Agar apki khushi mujhse door hone me hai to yahi sahi. Mai bas aapko hamesha khush dekhna chahti hun Raman" she sadly decided and as if the lyricist had heard her, the next line played:

Dil ye bole mein le aau

Tere labon ke aangan mein 

Dhoop si khili ek Zindagi

Tere naino ke sawan mein

Ek dhank saja paun main 

Aisi ho meri bandagi

She was amazed at how well the song depicted her present state of mind. She was glad she tuned into the radio station.

Tere is ishq mein tere ishq mein

hum dil se gaye hum jaa se gaye

Hum dil se gaye jaa se gaye

haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

hum tujpe mitte ha tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

She was so lost in the lyrics that she forgot why she had tuned into the Radio station in the first place. her trance broke as the song stopped and the RJ started speaking.

"Wow! That amazing song was from a daily soap Na Bole Tum Na Maine Kuch Kaha which came back with a second season on popular demand.
Na bole tum, Na maine kuch kaha!
Isn't the title so intriguing?

Aksar real life me bhi aise hi hotha hai ke hum sochte hi reh jathe hain ke apne dil ki bath kahein ya nahi aur na hum kuch keh pathe hain na woh. Duniya me isi wajah se kitni hi aisi love stories adhoori reh gayi hongi. 

So dear listeners!
Agar aapne ab tak apni dil ki bath apne special someone se nahi kahi hai to mai to yahi kahungi ke boss jaao aur keh do ke
'Hum tere bin ab reh nahi sakte,
tere bina kya wajood mera' 

Jab pyar kiya to darna kya?
Jao aur bindaaz bol do.
Agar usne maan liya to 'Mauja hi Mauja' aur nahi maana toooooooo.....
koi aur mil jayega.
Hahahaha
Just joking haan.

But on a serious note, I just wish ke aap apne dil ki bath apne pyar se kehdo.
Ye afsos lekar kyun jeena ke
'kash maine kaha hota to aaj zindagi kuch aur hoti'

On that note lets attend the next caller...hello..."

Ishita felt her hopes rising. The RJ was right indeed. 

She was back to where she was in the morning. She washed her face and redid her make up to look as beautiful as she wanted to this morning. 

She had made a decision. Confrontation? or Confession?

------Dhun abhi baki hai-----


I have been an ardent fan of NBT before YHM. Call it co-incidence, the lyrics of the title song of NBT went with the story so well that i couldn't help but adding it to the series. I hope u enjoyed this part. The much awaited part is coming soon.

Do share ur thoughts

Chahat Ke Dhun: A Musical Series #Completed जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें