Chapter 6

1.2K 78 9
                                    

Manik car chala raha hota hai and tabhi nandini ki eyes mein kuch chala jata hai.........

Oh god meri eye......nandini said

Kya hua nandini tum theek to ho.....Manik asked her

Manik meri eyes mein nahi kya hua hai bahut jal rahi hai.......nandini said

Ek minute ruko mein dekhta hoon....nandini apna hanky do...... mujhe said

Manik pagal ho gaye ho tum meri dono eyes band hai kaise dongi tumko mein..........nandini said

And manik apne hanky se nandini ki eyes ko theek karta hai..........

Ab theek hai...ab to nahi jal raha hai.....Manik asked her

Hmm ab theek hai.....nandini said

Chalo ab mein tumko ghar chod deta hoon........Manik said

And Manik car start karta hai...

Manik apna hanky dena zara.....nandini said

And manik nandini ko apna hanky deta hai.........

And nandini jab Manik ka hanky dekhti hai to schok ho jaati hai.........

Yeh to wahi hai jo meine.......nandini think in mind

Flashback.....

Manik tum kitne careless ho apni koi bhi cheez ko sahi se nahi rakhte ho.....nandini said

Jaan ab kya kiya tumhare is majnu malhotra ne bolo......Manik asked her

Meine jo tumko khud apne haatho se jo bana ke jo hanky diya tha wo kahaan hai........nandini asked him

Baby wo to mere paas hai.....Manik said

Acha zara dikhao mijhe.....nandini said

Abhi deta hoon.....Manik said

And manik wo hanky dhundne lagta hai........

Kya hua manik nahi milla......nandini asked him

Pata nahi jaan morning mein to mere paas tha par ab nahi hai....pata nahi kahaan hoga tum ruko mein dekhta hoon.......Manik said

And manik usko sab jagaah dekhta hai........

Oh god kahaan hai wo......Manik told himself

Manik chodo jaane do usko....nandini said

Pagal ho gayi ho aise kaise jaane doon mein usko yumne itne pyaar se mere liye banaya tha and maine usko kho diya......Manik said

And manik khid ko blame karne lagta hai.......

And nandini usse baat karti hai par wo sunta hi nahi hai bas khud ko blame karta rehta hai.......
she just fuse her lips with him,
He became shocked with her sudden reaction but he also gave in he hold her waist she shivers and they were kissing each other madly,

After some time they broke the kiss.......

Manik tum kitna bolte ho.......nandini said

Yeh Kya tha jo abhi hua......Manik asked her

And tabhi nahi ko ehshas hota hai ki usne kuch time pehle kya kiya..........

Wo Manik mein to bas.......nandini said

Hmm bolo mein sun raha hoon....Manik said

MaNan~SS~Yeh Ishq Hai (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें