Chapter-37: Bridging the gaps

184 28 0
                                    

Next day
Bengluru
9:00 pm

Navya had just returned to her room after a hectic day at her university. She changed into comfortable clothes and was sitting in bed.

Then she received a video call. The dullness on her face disappeared seeing the caller of it. It was from Vihaan. She took no other second to pick up the call.

Vihaan: Hello sweetheart.

Navya: Hello.

Vihaan: How was your day ?

Navya : Too much hectic but now I am done with all the examinations and practicals.

Vihaan : That's great.

Navya : You didn't sleep well again, you look too tired Vihaan.

Vihaan: Wo aaj na wo Kolkata wale clients se meeting thi, to na presentation banate huye subha ke teen baj gaye the.

Navya: You could have done it by any employee. You can't do everything by yourself Vihaan. You have already too much on your plate.

Vihaan: Actually it was a very important deal and I don't trust any outsider for it and I don't want to put a burden on dad's shoulder at this age.

Navya: I am not asking you to run away from your responsibilities but at least look after your health.

Vihaan: Mera dhyan rakhne ke liye tum ho na mein sabka dhyan rakh lunga tum mera rakh lo, bas itna bahut hai.

Navya raised her eyebrow and said , " Ye mat sochna ki door hu to tumhari khabar nahi rehti mujhe. Mujhe Amaira sab bata deti hai ki jaha baki employees 6 baje ghar aa jate hai ye janaab 8 baje tak overtime kar rahe hai.

Vihaan murmured under her breath, " Ye Amaira bhi na mujhe fasa kar rahegi ".

Navya said, " Khabardaar usse blame kiya to aur apni aadatein sudhar lo tum. Warna ".

Vihaan teasingly asked , " Warna ? ".

Navya said , " Warna mujhe khud aana padega tumhara routine sahi karne ".

Vihaan said , " Sweetheart tum yaha aa jaogi to fir apki degree kon pura karega".

Navya: Mr. Singhania badaam khaya kijiye. Meri degree khatam ho chuki hai. Kal graduation ceremony hai meri.

Vihaan slammed his palm over his forehead and said , " Sorry mein bhul gaya tha wo kaam ke chakkar mein.... ".

Navya : Isliye kehti hu ki kaam mein itna busy mat ho jao ki bhul jao ki tumhari life mein meri bhi jagah hai.

Vihaan: Tum mere life ka koi part nahi ho jo thoda sa space du tumhe, tum puri life ho meri.

Navya : Flirt karna kab band karoge ab hum relationship mein hi hai to impress karne ki jarurat nahi hai.

Vihaan: Tumhe to end tak impress karne mein laga rahunga.

Navya: Acha ji waise kisliye ?

Vihaan: Tumhara dil har din thoda thoda sa jeet kar aisa lagta hai jaise saari duniya jeet li ho.

Navya: Thoda rest kar lo ab tum mujhe bhi kal ki preparation karni hai.

Vihaan: Mumma papa aa rahe hai kal fir ceremony ke liye.

Navya: Nahi wo mumma ki tabiyat thik nahi hai aur papa ko bhi office se holiday nahi mil paa rahi hai.

Flames of LoveOnde histórias criam vida. Descubra agora