Anything for my daughter 👩‍👦

349 35 9
                                    

I know ke main bahut hi jyada irregular hogyi hoon lekin trust me  i was trying to complete this from last ten days but it was not completing bcz mera kayin dinon se mood ki maiyyya horakhi hai aur upar se Results ki khabar ne dimaag khraab kar rakha hai
Baat aisi hai ke Likhne ke liye man hona bahut jaruri hai dabaav mein insaan nhi likh sakta yarr lekin mujhe khudpe dabaav daalna pada aur maine ye One shot likha
Main kitne din se meri friend ko kehti hoon ke aaj main One shot daalungi lekin nahi hota merese
I think meri tabiyat bhi thik nhi hai kyunki achhi nind lene ke baad bhi nind aati hai yarr

Just leave it aap story pe dhyaan do
Bade dil se likhi hai vote jarur karna aur comments bhi

Your loving writer

Lovleen Chauhan
_____

Heelu guys hope you are fit n fine So let's start
It's just an imagination so don't get offended if you don't like something

Karishma is SHO of MPT

Cheetosh don't know anything about Karishma except that she is nanad of Haseena
But Pushpa, Billu and Anuseena does

Haseena is DSP of Lucknow
🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼

Scene starts from MPT

A woman in her mid 30s seating on her chair head resting on back wearing INSPECTOR uniform

Remembering something

In hospital
A couple was arguing

Veyom: Karishma Aaj sirf tumhari vajah se humari bachhi ki ye haalat hai

Karishma: Vaniii samjhne ki koshish kijiye hum kuch nhi kar sakte the us waqt hum police officer hain rule protocols naam ki chiz bhi hoti hai

Veyom: bhaad mein gye rule aur protocols jab tum apni bachhi ko nhi bacha sakti to janta ko kya bachaogi main jaa raha hoon Gudiya ko apne sath leke tumse dur tumhari zindagi se dur kyunki mujhe meri beti ki jaan bahut pyaari hai

Karishma: vanii please aisa mat karo please

Veyom: ab to main Gudiya ko sath lekr hi jaunga and that's final tum rakho apne paas apni police ki duty aur apne rules and protocols

Karishma: kyun kar rahe ho aisa

Veyom: karishma tum saikdon case solve karti ho aur is vajah se tumhare hazaron dushman hain jo humesha tumhe chot pahuchaane ki koshish karte hain aur aaj humari bachhi ki haalat dekhi tumne uske gale pe kitna bada cut hai vo to bhala ho bhagwan ka ke jyada deep nhi laga agar lag jaata to hum apni beti ko nhi kho sakte and that's final ke main Gudiya ko lekr ja raha hoon

Karishma: hum apni galti maantw hain ke humari irresponsibility ki vajah se ye sab hua hai lekin aage se aisa kuch nahi hoga

Veyom: hoga to tab na jab ye yahaan rahegi

And he took his daughter and leave the hospital

Karishma:vaniiiiiii

___________

Constable: madam

Woman: haan santuu

Santosh: Karishma madam aapne ye file maangi thi lijiye aur is wali apke sign kar dijiye

Karishma: lao

Karishma was reads the documents

Santosh: madam aapne vaise shaadi nhi ki kya

Karishma: kyun

Santosh: nahi matlab aapki umar hogyi hai 30 plus aap bhi madam sir ke nakshe kadam par chal rahi hain kya

Maddam sir(one shotWhere stories live. Discover now