inter cast

361 25 13
                                    

Heelu guys hope you are fit n fine So let's start
It's just an imagination so don't get offended if you don't like something

So basically this Os is based on Casteism in our society specially when its about marriage
Kitne logon ne apna pyaar khoya hai sirf is jaati ke vajah se
Aaj main isi problem ko main point banakar ye One shot likh rahi hoon agar kisi ko bhi kuch bhi galat lagta hai to keh sakta hai
🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼
So let me tell you about some modification

●Karishma is unmarried
●There is no lalla
●Anuseena are married they have a son who is 2 years old : Veer singh
●Anushma are not siblings nor cousins they are just colleagues
●Karishma lives with ammi
●Karishma considers ammi as her mother and haseena as her sister or friend
●Karishma is SHO of MPT
●haseena is DSP of Lucknow
🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼

So let's start

Morning
In mpt
A boy(karan) and a girl(simran) comes to mpt

Ps:ji boliye hum kese shayta kar sakte hain aapki

Karan:ji hume Karishma madam se milna hai

Simran:bahut zaruri hai

Pushpa ji calls Karishma who was in record room
She comes

Ks:ji boliye kya sakte hain aapke liye

Karishma saw them they were nervous

Ks:pushpa ji lagta hai shaadi ka card aane wala hai hume ek aur

Ps:matlab

Ks:ji boliye kon nahi maan raha shaadi ke liye aapki

They said together:hum dono ke  ghar wale nahi maan rahe

Ks:vahi Inter cast wala chakkar

Karan:ji vahi hai isliye hi aapke paas aaye hain

Ks:kaam kya karte ho

Karan:software engineer hoon main achha khasa kama bhi leta hoon mere gharwalon ko ladkiyon ka kaam karna bhi manzur hai bass

Ks:aur tum kya karti ho(to girl)

Simran:main nurse hoon city hospital mein mere papa aur mummy dono hi teacher hain

Ks:achha matlab agar itne hi modern khyaal wale hain tumhare ghar wale to tumlogon ki shaadi se mana kyun kar rahe hain

Simran:madam unhe pehle koi dikkat nahi thi lekin fir meri na ek bua hain unhone na unhe jaanbujh kar behla fusla diya ab vo maan nahi rahe

Ks:aur tumhare mummy papa(to boy)

Karan:madam vo to achhe bhale thik the lekin fir pata nahi unhe ekdum kya hogya jab se tauji se mile hain

Ks:matlab tum dono ke hi mata pita taiyaar hain lekin ye samaj ke log inhe piche kheench lete hain

Karan:ji

Ks:achha to ab kahaan milenge tumdono mata pita

Simran:abhi to school mein hi honge
Karan:mere papa abhi apne office mein honge aur mummy behan ke ghar gayi hui hain meri

Ks:tumdono ke ghar mein kiska faisla patthar ki lakeer hota hai

Simran/karan:dadi

Ks:aur ye dadiyan kahaan milengi

Karan:ghar par hi milengi

Ks:dono apna adress hume do aur mobile no. Bhi karte hain kuch

They give her their adress and mobile no.

Maddam sir(one shotWhere stories live. Discover now