Part 18

362 22 4
                                    

Shubman- yaar tu nahi samajega.. uska paas hona jaruri hai mere liye
Ishan- toh mera bhi toh soch na. Tu hai yaha bhabhi ke sath mein toh aditi se barsoo se nahi mila kya yaar
Shubman- jab India wapas jaunga na tab samaj aayega muje ki durr rehna kesa lagta hai
Ishan- samaj hhi aana chhiye tuze phir tuze samaj aayega mein kesa rehta hu.
Shubman- haa thik hai thik hai

Ishan gets call from Someone he sees it And looks at shubman
Shubman- aise kya dekh raha hai
Ishan picks up the call.. He was about to say something but
Sara- hello ishan
Yess the call was from Sara
Ishan- haa bolo sa.......
Sara- nahi nahi mera naam mat loo
Ishan gets confused
Ishan- matlab
Sara- shubman agar hai toh please mera naam mat loo.. Tujse akele baat karni hai muje
Ishan- haaa (looks at shubman who was staring at him) haaa okk mein... Ruko
Ishan leaves
Shubman- Ishan ruk
But ishan went

Shubman- lagta hai Aditi bhabhi hogi (smirks) chalo maze leta
hu
And went where ishan is and Silently listening from behind
Ishan- aap itna kuch plan kar rahe ho.. Mere ko vishwas nahi ho raha
Shubman- (in mind) yee aditi bhabhi ko aap keh ke kyo bula raha hai.
Shubman came in front of ishan .. Ishan sees him and gets
shocked
Shubman- bhabhi ka phone hai na
Ishan looks towards phone and then shubman
Ishan- kyoo.. Tuze kyo jaaana hai
Shubman- kyo tera dost hu na mein bhi jaana chhata hu
Ishan- haa Aditi ka phone hai
Sara was confused what is he speaking
Sara- (to ishan on call) Ishan tuze sapne mein bhi aditi nazar aati hai kya mein Sara hu
Ishan- ha muje malum hai.Shubman tu yaha hai na
Shubman- tu kya baat kar raha hai samaj nahi aa raha
Ishan- aara kuch nahi aditi hai
Sara understand
Shubman- toh baat kara meri
Ishan- nahi nahi tu call kar usse phir tu baat kar
Shubman- tere se hhi baat kar rahi hai na wo..
Ishan- par tu usse baad mein baat kar usse call karke
Shubman- tu itna ajeeb kyo behave kar raha hai
Ishan- aare tu meri sunta nahi phir mein kyo sunu
Shubman snatches his phone and without even seeing the name who she is he directly starts speaking
Shubman- hii Aditi kesi ho
Sara gets shocked now what to do Ishan makes a scared face
Sara- (start speaking like aditi) haa shubman mein thik hu tu kesa hai
Shubman- apki aawaj suni suni kyo lag rahi hai
Sara- Mein aditi hu shubman merese toh baat karta hhi hai tu toh suni suni hhi lagegi na
Shubman- haa (fake smiles) wo toh hai
Sara- shubman hum baad mein baat karte hai
And she decline the call and shubman gave it to ishan Shubman- Aditi hhi thi na wo
Ishan- toh aur kon ho sakta hai
Shubman- nahi matlab Sara jesa aawaj tha
Ishan- tuze confusion huva hoga Sara = Aditi
Shubman- hehhh?
Ishan- aare wo dono best friends hai ek hhi aawaj hoga unka
Shubman- kya bakwas baate kar raha hai
Ishan- aare jese ek shakal ke Saat log hote hai wese Ek aawaj ke doo log hote hai
Shubman- tuze kisine bhang toh nahi di na
Ishan- Holi thodi hai wo bhang denge muje
Shubman- toh aesi vesi baate kyo kar raha hai kya ek shakal ek aawaj kar raha hai
Ishan- tuze nahi pata hai shub
Shubman- muje samajna bhi nahi hai
Ishan- okkk as you wish ... Vese Sara
Shubman- kya Sara
Ishan- mein bhabhi ki baat nahi kar raha mein bol raha tha ki Sara kaam kar hotel se parsoo hume nikalna hai.. Means Do every works day after tomorrow we have to leave
Shubman- itna deeply samjane ki jarurat nahi hai itna aata hai muje
Ishan- (laughs) haa okk

On 6th September (Morning)
Shubman gets call from Sara as he was leaving from the hotel To India
Shubman- haa bolo sara
Sara- kya tum darwaja khol sakte ho
Shubman- matlab.... tum yaha aayi ho
Sara- jii haaaa
Shubman runs towards the main door and immediately open the door and saw sara standing their
Shubman- tum sach mein ho.
Sara- nahi alian khadi hai yaha pe
Shubman- (hugs her tightly) i will miss you Sara
Sara-(hugs him back) will miss you too shubman.

Ishan sees them and fake coughs and they both break the hug blushing
Ishan- vese yahi rehna hai kya.
Shubman- khash reh pata
Sara sees him with lots of love
Sara- shubman ye loo (giving him tiffin)
Shubman- ye kya hai.
Sara- ye meine banaya hai.. Laddu hai tumhe bohot pasand aayenge
Shubman- thank you
Ishan- aur mere liye
Sara- isme se kha lena.. Tum dono ke liye hhi banaye hai Ishan- ohhh(teasing them) I thought only for Shubman
Sara - nahi ishan tum bhi khav... And have a safe journey will miss you both Ishan and shubman smiles...
Sara- chalo mein chalti hu(looking at shubman with lots of emotions)

They both were just lost in looking at each other.... they were having mixed of emotions in their mind their heart & They understand their work but yaa they both were emotional Sara was going and shubman was just seeing her ...
Ishan came towards shubman
Ishan- agar ye tuzse pyar karti hai toh ye palat ke dekhegi
Shubman- kyaa ishan chup
Ishan- palat....palat
Shubman- Palat
Sara turns and smilesss....and she went
Ishan hugs shubman
Ishan- dekh bhai dekha usne kyaaa dekha bhai kya hasi wo uffff
Shubman- (smiles) dekha hoga vese hhi.. Isse ye thodi pata chalta hai ki wo pyar karti hai ya nahi
Ishan- yaar tuze uske aakho mein nahi dikhta hai kya Shubman- muje uske muh se sunna hai
Ishan- aacha chal thik hai ....hume India mein phele
Chandigarh jana hai right.
Shubman- aare haaa papa ko Sara ke baare mein batana hai Ishan- shub mein kya bolta hu phele tu usse propose kar phir bata na apne family ko
Shubman- but mein already ye bata chuka hu ki I am in love Ishan- wo bhi hai okk chal koi na

They both leave for airport and ishan gets a message from Sara he reads it and smile came on his face and he was looking at shubman...
The message-- Shubman ko uss surprise ke baare mein kuch mat batana..... Jese humne plan kiya hai wesa hhi sab kuch hona chahiye..uske friends ko bhi inform karna...ye birthday uske life ka sabse best birthday hoga and jo mein gift bhejungi wo shubman ko dena .......

Shubman and ishan both reach chandigarh and they both went to shubman house
Keart open the door and saw shubman and ishan standing she immediately hug both of them as the both are sons to her.
She welcome them and they both sat on the sofa
Keart- kaisa raha safar
Ishan- aunty Safar khubsurti hai manzil se bhi lekin yaha safar se jyada manzil mazedaar hai Keart and lakhwinder kaughs
Shahneel- kuch takleef toh nahi huyi na aane mein.
Ishan- takleef kaisi... Aab takleef jayegi kyoki kal shubman ka birthday celebrate hoga
Lakhwinder- aur nahi toh kyaaa....bada maza aayega
Shubman smiless
They all were having chit chat and after some time they all went to their respective room and sleep

-----------

Shubsara: the love story💗Where stories live. Discover now