Chapter 17: Kashmir Diaries

Start from the beginning
                                    

"Meri Patni ke jaane ke baad mujhe ehsaas hua woh mere liye kya thi. Mere kharab bartaav ke bawajood woh meri parwa karti thi, mujhse pyaar karti thi, meri har chhoti se chhoti chiz ka khayal rakhti thi. Uske na hone se main bilkool akela ho gaya. Asal mein kisi bhi insaan ki keemat uske jaane ke baad hi paata chalti hai. Abhi afsos hota hai ki kaash maine pehle hi usse apna liya hota. Toh sayad aaj hum dono saath hote."

Unknowingly few teardrops fell from Sidharth's eyes.

He wiped his tears and asked, "Toh aap kab tak aise intezar karenge?"

"Jab tak woh mujhe phir se mil nahi jaati. Mujhe bohut kuch kehna hai uss se mil ke. Apni galtiyon ki maafi maangni hai, usse baata na hai ki main aaj bhi uss se pyaar karta hoon."

"Aur aap sure ho ki woh aap ko milegi?"

The old man smiled sadly and said, "Milegi toh zaroor. Chahe iss duniya mein ho yaa phir uss duniya mein."

Sidharth also smiled sadly hearing that.

Later That Night....

Sidharth came back to his room and
found Shehnaaz already in deep slumber. He chuckled seeing her.

"Yeh ladki bhi na! Kuch der pehle hum zaldi kyu wapas aa gaye iss baat pe muh fula rahi thi. Aur khud room mein aate hi so gayi." He thought while sitting beside her. He bent down and kept looking at Shehnaaz's sleeping face for a long time. He became sad remembering the old man's story.

"Agar unhone apni Patni ke saath galat kiya phir main bhi toh tumhare saath galat hi kar raha hoon Shehnaaz. Tumhe har waqt khud se dur kar ke tumhare dil ko dukh pohucha raha hoon. Sana ki maut ki sazah main tumhe har pal de raha hoon jab ki iss mein tumhari koi galti nahi hai. Jo humare kismat mein hona likha tha woh hua. Par uski wajah se tum ab aur dukh nahi sahogi. Ab tumhe sirf khushiya milegi. Dekhna, main iss Kashmir trip ko tumhare liye bohut yaadgar bana dunga. I promise meri Jaan." Said Sidharth in his mind and kissed Shehnaaz's forehead.

Then he laid beside her and forwarded his hand and touch her. At first he was hesitating and thought of moving his hand back. But then he took a deep breath and kept his hand on her body.

Soon Shehnaaz moved towards Sidharth in sleep and snuggled in his arms. She was feeling comfort in his arms which Sidharth understood. He hugged her tightly and started running his fingers through her hair. He found an unknown peace while cuddling with her and slept with a beautiful smile on his face.

Next Morning...

Sidharth opened the curtains making the sunrays fall on Shehnaaz's face. Her sleep broke.

"Uth jao meri Lady Kumbhkaran. Bohut so liya." Said Sidharth and Shehnaaz yawned.

"Itni subah subah kyu uthaya?" She asked in a sleepy voice with closed eyes.

"Kyu ki kaal meri wife ne mujhe kaha tha ki hum yaaha sone nahi aaye hai." He said to which Shehnaaz laughed a little and opened her eyes.

She sat up and and said cutely, "Good morning."

Sidharth sat on the bed and said, "Good morning! Neend acchi hui?"

Shehnaaz nodded in yes.

"Abhi zaldi se ready ho jaao. Maine driver se baat kar liya hai. Aaj hum Gulmarg aur uske aas paas ki jagah dekhenge." He said making Shehnaaz surprised.

"Kya baat hai! Aaj aap kuch zyada hi excited lag rahe ho." She said.

"Pehli baar aaya hoon Kashmir mein. Excited hona toh banta hai. Tum woh chhoro.... Mujhe tumse ek aur zaroori baat karni hai."

Kuch Toh Hai (Completed)Where stories live. Discover now