a understanding life partner (must read)

Start from the beginning
                                    

Hm: aap teek toh hai na KRISH?

KS: haan main theek hoon kyon mujhe kya hua hai hasi?

Hm could see that he was crying in the bathroom and hm ask to ks.

Ks: krish aap andar ro rahe the kya?

Ks: nahi toh hasi main kyon rounga aaj toh meri aur aapki engagement hai main bohot khush hu toh rounga kyon?

Hm: krish.... (sadly)

Ks: (controling his tears) aaj HUMARI engagement hai aur kuch din main shaadi bhi ho jaayegi phir hum dono ek ho jaayenge hasi?

Hm: krish aap....

Ks (interfere): vaise aaj aap bohot khoobsurat lag rahi hain...
Main bhi na isme lagne wali kya baat hai meri hasi hain hi khubsurat.

Then hm hold ks hand take him inside bathroom and lock the door so no one can come there and said.

Hm: krish hamari baat suniye.

Ks: haan suna raha hoon hasi kahiye kya baat hai?

Hm: aap ro kyu rahe the?

Ks: maine kaha na main nahi ro raha tha hasi.

Hm: hum aap ko bohot acchhe se jaante hain aap ro rahe the krish.

Ks: hmm... Ye toh hai lekin aap ye bhul rahi hai ki mard ko dard nhi hota aur wo rote bhi nhi Hain.

Hm: ab isme gender wali baat kaha se aa gyi Krish aur dard gender based nhi hota hai jaise chot lgne par insan ho ya janwar dono ko takleef hoti hai waise hi rona bhi sabko aata hai aur ye kisne kaha aapse ki mard ko dard nhi hota aur mard rote nhi hai hmm....

Ks: kisne kaha kya hasi samaj society sabhi yahi toh kahte hai ki mard ko dard nhi hota aur mard rote nhi hai aur Jo ro de wo mard nhi hota.

Hm shocked hearing all these word of ks mouth and said.

Hm: ye aap bhi bohot acchhe se jante hai aur hum bhi krish ki mard apne taklifon ko chhipane mein aage hote Hain iska ye matlab nhi ki unhe dard aur rona nhi aata. Bas baat itni si hai ki unhe koi jaldi samjhne wala nhi milta jo unki baat ko samjhe na ki unko judge kare.

And then Hasina hold Krish's shoulder and says.

Hm: aap hum par bharosa kijiye jo bhi baat hai humse share kijiye hum use samjhne ki puri koshish karenge na ki aapko juge.

Then Krish looks into Haseena's eyes and Haseena says.

Hm: ha krish Bharosa kijiye hum par hum aapki hone wali wife hain aur Life patner ka matalab bhi toh yahi hota hai na ki wo apne husband apne life patner ka hamesha saath denge unki baat ko dhayan se sunenge samjhnge phir jakar kisi decision par pahuchenge na ki unki baat ko sunte hi unhe judge karenge hmm...boliye....

Ks was really felt blessed that he found such a understanding wife hearing hm words her every word was understanding him and he said.

Ks: hasi...

And Krish just hugged her tightly and after few sec hm hugged him more tightly.

After few minutes hm break the hug
And holding Krish's face lovingly and asks.

Hm: krish kya hua hum hundred percent sure ho gaye hain ki koi toh baat hai Jo aapko andar hi andar khaye ja rahi hai aapko pareshan kar rhi hai bataiye hume kya hua sab thik hai na?

Then Krish lovingly holds Haseena's right hand with both his hands and said.

Ks: hasi main bohot lucky hu ki mujhe aap jaisi itni pyaar karne wali aur mujhe mujhse bhi zyada samajhne wife mili hai. Agar aapke jaisi har kisi ko uska life partner mile na toh wo kbhi khud ko akela mahsus kar hi nhi sakta hai.
Aur rahi baat kuchh chhipane ki toh dur use koi problem ho bhi nhi sakta hai aur agar hoga bhi toh dono milkar usse aasani se lad skte hain.

Unexpected Journey Of KarEena Where stories live. Discover now