chappal -08

919 55 5
                                    

Murtasim and meerab returned from University. Anwar sees them from living room and calls meerab. Meerab looks at murtasim. He signals her to go and leaves from there. Meerab knew where this is going to go.

Meerab:" bolein".

Anwar :" yaha akar bhetto beta baat karni hai thumse ".

Meerab comes and sits beside him.

Anwar:" admission karwa liya".

Meerab :" ji ".( No expression).

Anwar :" meerab kya tumne wakai mujhe maaf kar diya".

Meerab:" Pata nahi ".

Anwar :" kabhi na karna.....jo galthi maine saloon phele ki thi..uski koi maafi nahi.....na mai uske layak huna.....tumari maa bhi mujhe maaf nahi kargi..... Allah Ta'la ne rehmat beji thi mere Ghar mei maine uski kadar hi nahi ki....us insaani Jaan ko jise aye Chand ghante hue hai ise apne maa ka qatil  ban Diya...jab tak Bhai the unhone tumare faisle lene ki zimmedari le thi aur unke jaane ke baad ye zimmedari mujhe leni padi.. kyuki Mera jo juda tha tumare naam ke sath.....aur itane saalon Tak...tumare faisalon par aise haq jata tha raha jaise..maine apne baap hone ki sari zimmedari Puri ki hai.....mai is wakath hosh mei nahi ye samjh hi nahi paya ki is insaani Jaan Jo mere wajood ka hissa hai...usne bhi tho apni maa koi hai...us waqt use sab se zayada zarurat meri thi... mujhe iske liye baap aur maa dono bana tha....margar o zimmedari leni ki bajai maine use hi apne maa ka qatil  ban Diya.... isliye Bhai ko majbooran tume...".

Meerab:" karachi walo ko Dena pada tha...haina.... kyun Kiya tha apne ye...mai beti thi isliye na ".

Anwar:" nahi nahi bilkul nahi........bahot mohabbat kartha tha mai tumari maa se bepanah....jaise murtasim kartha hai tumse....aur jaise tum murtasim se karthi ho * she lifts her eyes and looks towards him thinking is it true* maine kabhi nahi soch a tah ki tumari maa mujhe inati jaldi o chod ke chali  humare kabhi nahi socha tha.....uske Jana mujhe sadma de Gaya tha.....aur sadme mei insaan aise galta thi kar detha hai ki.....us sadme mei mujhe samajh hi nahi ki..nadia jate jate apna akas mujhe de gayi thi.....aur maine use tokra diya.....use kisi aur ki hawale kar diya....* Tears started flowing from his eyes*...tume pata hai mai khudgarz admi ye soch ki jab Waqas ne tume sachi bata hi di hai tho...tum mujhe apna baap man logi ..hala ki mai ye deserve hi nahi karta....pata hai maine tumari shadi mujhe se kyun karwai ".

Meerab:" kyunki apko laga ki meri aur khwaish ye  bad jaye gi....apko laga ki  kahi  apki izzat par koi harf na ajaye haina ".

Anwar :" Haan".

Meerab:" agar apko itani hi nafarat thi mujhe se tho..app kyun chate the ke mai apko baba bulao jab app tho mujhe beti hi nahi mante the ".

Anwar :" khudgarz hogaya tha isliye...".

Meerab:" aisa hai tho.....jab Mera aur murtasim ka accident hua tha tho..aur maa begum mujhe Ghar se nikal na cha thi thi tho apne kyun roka..".

Anwar :" jab mujhe hospital se phone aya ki tumara accident hua hai tho mere pairon tale zamin nikal gayi thi...Ghar se hospital Tak mai hai azab se guzar tha..... mujhe tume khone se dar lag raha tha...jaise tumare paidaish ke wakath lag raha tha......agar us din tume kuch hojatha na.. mujhe na lagta ki mai ye seha pata......jab Maine tume hospital mei Sahi salamat dekha tho....tab mujhe sukoon Mila....tum meri aur Nadia ki mohabbat ki nishani thi....mera apna khoon....us din mai ye baat samjha....aur jab bhabhi begum ne tume Ghar se nikal ne ko kaha....tab mujhe bahot zyada gussa aya...ki ye aise kaise keha skati hai...tum bhi is ghar ki beti ho.....tumara baap ka bhi Ghar hai ho kaise nikal sakti hai o tume....us raat meri ankhon ke samne o sari zyada thi ane lagi..... mujhe  khud se gin hone lagi...tum meri beti thi mai tumare sath aise kaise kar skata tha.....tume apne baap ke hote hue apne hi Ghar mei rehane ke liye murtasim se shadi karni padi.. shayad isiliye mere aulaad mujhse nafrat karti mujhe apna baap nahi manti...mai yahi deserve karta hun...jab tumne ye kaha ki tum karachi wapas Jana chathi tho mai bhi tumare sath nikal pada kyuki Maine soch liya tha ki abb mai sirf apni beti ki Khushi ke bare mei sochunga..gar tum tum mujhe apna baap na mano tho bhi chalega kyuki Mai ye deserve hi nahi karta....agar Khushi murtasim se dur hone ki ho tho ye hi sahi..baad mei jaye aise izzat jo beti ko Khushi na de sake....".

Tere Bin ( a new version )[Completed]Where stories live. Discover now