Chapter 1

5 2 0
                                    

Hey!! mai is story ki ek fictional character hu humayrah ek normal teenager ladki .

"humayrah" maine dekha ki amayra excitement mai mere pass a rahi hai

"shu thayu (kya hua) "

Ek alag he chamkan thi uski chehre par

"guess what " usne blush karte hue kaha

Aur tabhi mai samaj gai aur ek badi se smile mere face pe aaye tabhi he mere dusri bhen wah aate hai

"tune excitement tod de ?" anaira

Now mai sabse chhoti hu in bheno mai amayra fir anaira and fir mai

"rah he nhi gaya" amayra said

" arey bas, hua kya hai " i asked

" tuje hint nhi mile " anaira asked

Aab inko kya batao muje hint to mile par vo sach hai kya ?

"jo mai samaj rahe hai hu vo he hai ?" bas mai clear karna chahte hu

" arey haa gheli " anaira said

Omg yeh jab kaha tab to mere pet jise butterflies udd rahe ho isa laga aur blush to itne kiya ki baat he jaane do

"finally arman jamnagar a gaya " amayra said

I don't know but as a teenager muje randomly uspe crush a gaya aab ye sahi hai ya galat uska koi idea nhi kyuki na he mai usse mile hu na he vo muje janta hai ,ha ek baar baat huye thi but usko mai yaad hogi vo pata nhi

Meri bheno ne muje hug kiye

" kya khovai gai ( kaha kho gai)?" amayra asked

" kuch nhi chal cousin ki shaddi hai aur usse bhi to impress karna hai " i said

" dekhna vo impress ho jaye ga itne pyari jo ho tum" anaira said and i smiled

Meri nazar anaira  par gai isa laga ki vo samaj gai meri insecurity

Overthinking karte karte sham ho gai aur hume kisi aur ki sagai mai jaana tha, mai amayra ki pass gai vo meri jiju se baat kar rahi thi chat mai 

"oh ho prem chale chhe" maine uske shoulder par hath rakha aur vo darr gai

" tu bhi na " usne muje apni aur bethaya

" kya hua ?" she asked

" kuch nhi hua vo hum sagai mai ja rahe hai ? "

" haan shayad"

" shayad kya , jo yaha kuch acha khana nhi mile ga chalte hai na "

"thik hai chalte hai , but bhot late ho chuka hai " she said

" chalta hai "

Usne todhi der socha aur fir vo tyar hune chali gai

Upar se meri family ne bhi daant diye because pele humara ghar pe khane ka plan tha but acha khana tha nhi ghar par kyuki hum dono bhene bhot choosy hai anaira ne to already todha kha liye tha

Fir hum ready hue maine black color ka dress phen liya aur amu ne to grey phena tha obviously jija ji ka favorite

Hum dono bhot shy hai aur akele hum dono kya he kare to fir anaira ko mushkil se manaya kyuki teen logo ki company is better than 5 crores ki company

Hum teeno waha pochh gaye and fir

" yaar idhar to koi nhi hai akele khane mai sharam a aaye ge " amayra said

Aur yeh kehte he anaira ne gusse wale look de amayra ko

" arey chalte hai na bhook lage hai " i said

" na na kuch aur kha lete hai bhar" amayra said

" hogaya tumhara ?"

Ek to hum anaira ko zabardasti laye hai aur upar usse gussa bhi araha hai

"nathi jamavo? " anaira asked

" amm ha but.... "  amayra said

" muje bhook lag rahe hai mai yaha par he kahuge "  i said

Waha pe log ja rahe thi kha kha kar aur hum the ki abhi tak kuch nhi khaya aur hum me sharam a rahe thi plate mangane mai

" haa abb mai bolati hu kiski ko " anaira said

" haa ja " amayra said

Usne ek death stare diya

" farya karo sharam na pochda pakde ne
(ghumte raho sharam ki poch pakad ki) "
Anaira said

Finally itne arguement ki baad hume khana mila

Mai amayra ki oppsite bethe thi aur anaira mere pass mai bethe thi hum kha he rahe thi ki amayra ki expression badal gaye shock ho gaye aur kaha

" oye humayrah peche dekh "

Maine peche dekha aur muje woh dekhay diya jo shayad na dekhna chaiya tha

Arman

आप प्रकाशित भागों के अंत तक पहुँच चुके हैं।

⏰ पिछला अद्यतन: Mar 15 ⏰

नए भागों की सूचना पाने के लिए इस कहानी को अपनी लाइब्रेरी में जोड़ें!

Reality Checkजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें