Chapter 5

466 42 1
                                    

MPT

HM reached at thana. All salute her.

HM: Pushpa ji sab ready hai na.

PS: ji maddam sir. Ye rahe phool aur unka cabin bhi taiyar hai.

HM: thik hai SS koi naya case.

SS: Nahi maddam sir.

HM: Ok get back to work. Hum cabin mein hain koi kaam ho to bol dena.

SS: ji maddam sir.

After 1 hour

Billu came and say
" Nayi SHO aa gai hain."

Everyone stand on the gate. KS was coming on bike. She get down from bike.
Everyone except HM was happy. HM was in shock.

KS come infront of her and salute her.
Jai Hind Maddam sir.

HM gave her bouquet.
Jai Hind Mahila Police Thana mein aap ka swagat hai. Andar aiye.

They all go inside.
HM: To hum hain yahan ki thana incharge SHO Haseena Malik. Aur ye hai humari team.

CC: Jai Hind Maddam.Constable Cheetah Chaturvedi women psychologist.

SS: Jai Hind Maddam. Santosh Sharma Constable cum cyber crime incharge.

PS: JAI HIND. HEAD CONSTABLE PUSHPA SINGH.

Stamp her feet and say in her style making everyone scare.

KS: Aaram se Pushpa ji is umar main vaise hi fefde kamjor ho jate hain.

Pushpa ji first frown but salute properly.

PS: Jai Hind Maddam. Head Constable cum counseling expert Pushpa Singh.

MA: Jai Hind Maddam. SI Meera Awasthi reporting.

Billu: Aur main Billu the spy. Yahan ka permanent kaidi aur inka team member.

KS: Jai Hind.

HM: Thik hai ab sab apna kaam kijiye aur Karishma Singh aap hamare cabin mein aaiye.

In Cabin-

HM: Aapka haath kaisa hai.

KS: ab thik hai MS.

HM: Kya hum jaan sakte hain ki subah aapne hume kyon nahi bataya ki aap hi KS hain.

KS: Agar subah bata dete to aapko surprise kese dete.

HM nod her head in disbelief.

HM: To point par aate hain. Aapke case solve karne ke style ke bare mein humne suna hai. Par aapko bataden ki ye maar peet ke tarike yahan nahi chalenge.

KS: Aise kaam kaise chalega?

HM: Jazbaat se.

KS: Matlab?

HM: feelings.

KS: Haan iska matlab Hume pata hai par police force mein jajbaat ka kya kaam.

HM: KS vo jazbaat hota hai.

KS: Vo jo bhi ho par jo aap kh rahi hain ye impossible hai maddam sir.

HM: Impossible ko possible karna hume achhe se aata hai.

KS: Thik hai to aap bhi aajma ke dekh lijiye.

HM looked at her. Both had a intense eye lock. Outside oiling gang was hearing there conversation.

PS: Hey Shivji! Ye log to pahle din hi jhagdne lage pata nahi aage kya kya hoga.

                                       

Evening
HM's house

HM was reading book in hall. Ammi was in kitchen.

Ammi: Haseena kal hamare pados wale ghar mein ek ladki aayi hai. Bahut achhi bachi hai. Humne use aaj dinner ke liye bulaya hai. Tum hamari thodi madad kar do.

HM: ji ammi aye.

After some time doorbell rings.

HM: hum dekhte hain.

HM open the door and find KS there.

HM: Ab aap humara picha bhi karne lagi.

KS: Mana ki aap khubsurat hain par hum itne bhi vele nahi hain. Hume ammi ne dinner par bulaya hai.

HM: Ammi?

Ammi came there.

Ammi: Are Krishu beta andar aao.

HM: Krishu?

Ammi and KS hug each other.

HM: Aapko nahi lagta aap dono ek hi din mein bahut jyada comfortable ho gayi ek dusre ke sath.

Ammi: Comfortable hone ke liye time nahi insaan sahi hona chahiye.
To KS: Krishu tum betho yahan mein abhi khana lagati hun.

KS: Ji ammi.

KS sit on sofa, grab tv remote and on the tv. HM was standing there.

KS: Are MS bethiye na apna hi ghar samajhiye.

HM(shockingly): Abhi tak to humara hi samajh rahe the.

She also sit beside her.

HM: To aap hain humari nayi neighbour.

KS: Ji koi shak.

HM(under the breath): Matlab ab na thane mein shanti milegi na ghar mein.

KS: Kuch kaha aapne.

HM: Kuch suna aapne.

KS: he he nahi.

HM: Vaise ammi ko kafi pasand aayi aap.

KS: Ab hum hain hi itne achhe.

HM: nahi nahi vo ammi ko is umar mein bhi cartoon achhe lagte hain.

KS looked at her annoyingly. She was about to say something but ammi called them.

Ammi: Aajao khana taiyar hai.

KS: Aapko to hum baad mein dekhenge.

HM: Dekh lenge kon kisko dekhega.

                                     

That's it for today.
Please vote and comment.
Share your suggestions.


MPTWhere stories live. Discover now