part - 2

3.5K 99 13
                                    

In rohit room,

Abhira is sitting in front of rohit and caressing his hairs.

Krish: bhabhi ab rohit bhaiya thik hai. Ab aap bhi thoda aram kijiye.

Abhira: nahi jab tak nikky apni aanke nahi kolega tab thak mein aise hi rahungi.

Sanjay: krish bilkul sahi kehrahi hai princess. Aise hi chalegi tho tumhari bhi health thik nahi hongi tho rohit ka kayaal kaise rakegi tu?? Aur agar tumhe kuch hua tho tumhari woh sadu wale maamu meri jaan lega woh.

Abhira: thik hai maamu. Mein aram karne jaarahi hoon. Dadi sa kahan hai?? Aur app mere Karan maamu se itne kyun darte ho??

Sanjay: tumhari maamu ki gusse se Pata nahi kya hone wala hai Kal?? Aur Maa sa apne kamre me hai. Kyun pucha??

Abhira: kyunki mein dadi sa ke pass Jake Sone Wali hoon. Kyunki jab bhi dadi sa ke saath hoon tab mujhe apni mummy ke saath hone ki ehsaas hoti hai. Apko Pata Hai maamu. Bacchpan me jab bhi koi Papa ke bareme pocha tho ya phir mujhe bully Kiya tho maamu ne sab ki band Baja baraat nikla. Bacchpan se kisi bhi chiz ki kami kabi hui hi nahi. Mein kabi akela hi nahi raha. Koi ek mere saath hamesha rahte hai. Sab mujhe apne palko mein bitake raka. Par Mumma ke jaane ke baat aaj pehli baar akela feel Kiya. Aaj pehli baar anath feel kar raha hoon. Jab armaan ne mujhse jagda Kiya niche tab Kitna bura feel Kiya kisi ko nahi Pata. Aur armaan aur ruhi ke baare me mujhe pag phere ke din hi pata tha. Par meine kisi ko nahi bataya kyunki mujhe dar tha ki kahi meri wajah se dono bhaiyoon ke beech dooriyaan Naa aajaye. And I also feared this only. Dadi sa ne kuch bhi kaha tho mujhe bura nahi laga. Because unke daat me unke pyaar hai. But when Maa sa supported armaan and scolded me and also when swarna scolded me mujhe bahut bura feel hua. Kya mein itni buri hoon maamu?? with that she broke down in tears.

Sanjay immediately hugged her. Her tears were heart wrenching ti him. Krish's eyes also had tears.

Sanjay: don't cry princess.  You have everyone with you. Mein hoon, Maa sa hain, tunhari nikky hai aur baki bacchoon bhi tho tujhe apni di Maan ghi hai. Aur theri maamu, maami, bhaiya, bhabhi sab Haina. Tho kyun ro rahi tu. Don't worry sab thik ho jayega. Ab Maa sa ke pass jao.

With that abhira left.

Krish: papa aaj pehli baar bhabhi sa ko aisa dekh rahi hoon. Aaj meri wajah se yeh sab hogaya. I am really sorry papa.

Sanjay: you are not at all at fault krish. In fact even I am seeing her breaking like this. As far as I am know, she is not only called as princess but also she have been treated as princess. She won't do anything in her home. All the works are done by servants. She has been cherished and nurtured throughout her life. Because she is the last gift of her father. But from the time she came to this house as DIL isn't happy. She was always sad. Only time I see her smiling is the time she is with you guys. I know once kairav comes he won't be quiet. His anger is something which people wish not to see.

Krish: Is that so papa?? Anyways aap jaake aram kijiye mein hoon bhaiya ke saath.

Sanjay: thik hai. 

With that he left.

In dadi sa room:

Abhira: kya mein andar aa sakti hoon dadi sa??

Dadi sa: aao na beta. Batao kya baat hai??

Abhira: kya mein aapke Godh me so sakti hoon?? Woh...woh..woh kya haina mujhe mumma ki bahut yaad aati hai. Isliye yahan aayi mein.

Dadi sa: koi nahi beta. Aao.

With that she made abhira lye on her lap.

Dadi sa: I am sorry abhira.

Abhira: kisliye dadi sa??

Dadi sa: for everything beta.

Abhira: it's OK dadi sa. Mujhe neend aarahi hai.

With that she slept. Dadi sa slowly without disturbing her sleep shifts her to pillow.  And sleeps hold her.

Next morning.

All got ready and came down except dadi sa, rohit and abhira because both are sleeping.

Vidya: jamai sa rohit aur abhira kahan hai?? Aur Maa sa bhi nahi aayi abhi tak. 

Sanjay: aapko kya hai usme bhabhi sa. You are asking as if you care for them. Specially princess se.

Vidya: aisa nahi hai. I care for them. I just asked why they are not here.

Sanjay: rohit didn't woke up till now.  And princess aap sab kudh jaake dekhiye.

Kiara in hurry: fufa sa bhabhi sa is missing Pata nahi kahan hai woh.

Sanjay: aap sab log jaake Maa sa ke room mein dekhiye.

When they all entered what they all saw shook them to the core. Shock would be an understatement. 

They saw abhira is sleeping peacefully in dadi sa's lap and she is caressing her hair lovingly.  Just now rohit also comes.

Rohit: good morning dadi sa.  I think I am hallucinating that bhabhi is in your lap.

Dadi sa: it's Truth rohit.

Rohit: what?? (He shouted)

Dadi sa: don't shout princess so rahi hai. Uski neend kul jayegi. I know you are also sad and heart broken which is also princess condition so don't worry. (To others) all of you leave us alone except jamai sa. 

With that everyone left. 

Dadi sa: we know everything beta. Kal abhira ne sab kuch Bata diya hai Hume. Actually Kal subah hua kya haina and she says everything that happened.

Rohit: itna sab kuch hogaya. Aur yeh mere princy hai??

Sanjay: yes. She is your princy.  Not just this. But also say everything that happened in his room.

Rohit: princy ne mere baare me soch saari pain and hurt she kept herself and cried. You are right fufa sa from the time she came to this house she is only get hurt and pain. Only time was smiling is with us only. As far as I know her she doesn't know how to hide our emotions at all.  She used express it openly but here she was perfectly hiding her emotions and we didn't even know what she is going through?? If abeer bhaiya comes and asks us what will we answer him??

Sanjay: I understand that beta but for now let her sleep we will move down so that we don't disturb her sleep.  I guess she is sleeping peacefully after so long I guess.

With that all the three of them moved down. 


Games Of Destiny - A Abhimaan short storiesWhere stories live. Discover now