10

1.3K 166 82
                                    

"To yeh hai Murtasim ki bhagori biwi."

Meerab sits quietly,intently on the sofa, swallowing the variety of sentences in different voices of people.

Suddenly someone from behind said in a serious tone,

"Ji bilkul yehi hai Murtasim khan ki biwi.Kho gayi thi kahin dhundke sahi jaga pe lee aaya."

Murtasim came forward with both hands in his pockets. Greetings to all.He sits next to Meerab and tightly holds her hand.He whisper in her eyes,

"Juban nahi tumhare pas?Jawab nahi de sakti."

A woman said with soft voice;

"Jo ek bar chor ke bhag gayi thi use dobara lane ki jarorat kya par gayi?Aur bhi to ladki thi aspas lekin tum to shadi ke naam se bhi chir jate the."

Murtsim more tightly held Meerab's hand and said;

"Dil ek hi hai mere pas aur us dil mein hukumat ki izazat bhi sirf ek ko diya hai.Dekhe aab dil ke hukmran wapas aa gayi yaha hukumat karne ke liye.Aur ek baat meri Meerab bhagori nahi thi.Mazi mein kuch hua tha humare ghar mein jiske wajah se woh yaha se majburi mein jana para.Is liye meri biwi ko kuch bhi bolne se pehle soch kar boliyega.Is baar mein aap ka lijaj karke baat kar raha hu lekin agli baar nahi karunga."

Meerab staring at Murtasim.

__________________________________

Meerab enters the room after finishing the meal. When she arrived,Murtasim is lying upright. Mobile light on face.Concentrate completely on that.He takes majority sides of the bed.Meerab walked forward with little feet.She asked softly;

"Mein kaha soyungi?"

"Mere sine mein sar rakkhe."

Murtasim pulled Meerab's soft body on the bed. She got scared first, the whole body trembled. She felt the deep kiss of Murtasim on her neck . It gradually becomes deeper.Calmly, restlessly, she pinch Murtasim.At that moment Murtasim said;

"Dekho Meerab agar mere body pe ek bhi nakhon ka nishan lagaiya to jo mein saza dunga woh tum seh nahi paoge."

Meersb shakes her eyelids.Murtasim does not wait for her reply.Places the mouth near the ear says,

"Mein to tumhe bas meri biwi ka sahi jaga kaha hai woh dekha raha tha.Tum to mujhe pura bekabu kar diya."

Suddenly the whole room became dark.The electricity is gone.Murtasim said in a dark voice;

"Mera mood kya bana mohol apne aap romantic ban gaya.Kya bolti ho kuch karu?"

A tingling sensation in the whole body of Meerab.She closed her eyes and tightly hugged Murtasim.

_________________________________

"Yeh chai jake apni sasur ko de do.Unhe accha lagega."

Meerab surprised to see the different behaviour of Salma khanam.She gives cup of tea to Meerab and she takes it from her hand.

"Jab bahu banke aa gayi to tumhe bahu manne se kya dikkhat.Tum mere bete ki pasand ho aur mujhe apni bete ki sirf khushiyan dekhna hai.Ummed hai sab kuch bhul kar hum ek nayi shuruwat karenge."

"Mein bhi yeh chahti hu.Mazi ko pakar ke beithi rahungi to kabhi age bara nahi jayega.Sab ke liye yeh accha hai hum sab bhul jai."

Salma khanam takes a deep breath and says;

"Kabhi kabhi hum majbur hote hai kuch aisa karne se jo shayed hum karna nahi chahte hai.Lekin kar dete hai.Majburi mein kiye gayi galti ke liye mazrat chahta hu."

Meerab looks at her and tries to understand her words.

__________________________________

Meerab gathered some courage.She said with a gentle breath,

"Aap apni gharwalo se baat kyun nahi karte.Bhul jaye na jo hua tha.

Murtasim smiled. That smile is incredibly beautiful.Meerab suddenly felt a tight tie around her waist. Finding herself close to his face. The gaze of Murtasim's eyes is intense, pure. Holding it a little closer, he said in a low voice,

"Mujhe bhi bura lagta jab mein unse acche se baat nahi karta lekin unke harqat jab yaad karta hu to bohot gussa aata hai.Is gusse ko bhulana mushkil hai."

"Maa bap hai aap ke.Aur waldain to apni bacchon ke bare se bare gunah maf kar dete hai to kya aulad nahi kar sakta.Jis din aap baap banainge us din shayed samjhenge jab aulad muh mor de to kaisa mehsos hota hai.Kaisa takleef deta hai yeh."

Murtasim said in husky voice;

"To baap bana do mujhe shayed mujhe bhi ek baap ke feeling samaj aay."

Meerab released herself from him and said;

"Mein aap ko kya keh rahi hu aur aap pata nahi kaha chale gaye."

Murtasim brings his lips near her lips.The voice is full of drugs,

"Yehi soch raha hu agar tin saal pehle  hum humara rishtan shuru karte to aab tak humare bacchen ho jate.Lekin koi baat nahi der thori hua hai.Baap banne ka process chalu rahega kya pata kab good news mil jai."

There is a long delay by the time the word enters the ear and is absorbed by the brain. A gust of wind blows through the veins. Unwillingly, nails pierce Murtasim's neck. The intensity of that touch continues to grow.Out of control vibes.

Murtasim ended the long kiss.After a while he said;

"Meerab  tum fikar nahi karo.Mein apne aur maa baba ke sath mamlat ko  samhal lunga.Tum sirf mere fikar karo."

Meerab smiled and Murtasim said;

"Packing kar lena hum Kaal Karachi jaa rahe hai."

"Lekin kyun?"

"Shohar ke mohabbat mein itna kho gaye ke yeh bhi bhul gaye exam aa rahe tumhara.Ya phir yeh kahu aab parai ka nahi sirf romance ka irada hai."

Meerab gets shy and hide her face in Murtasim's chest.

__________________________________

Your feedback will be appreciated

Keep voting 🙏

𝑹𝑨𝑩𝑻𝑨Where stories live. Discover now