PART-8

260 9 0
                                    

                 Haseena

Why is this so complicated? What is the truth? Who's the culprit? I was thinking about every aspect possible in this case. Thinking of something I stood up and went to the hall.
" Santosh jara hame vo suit case Lana Jo hame sudhir ke Ghar pe Mila tha." I said.
" ji madam sir." She said and went to the store room.
" kaa baat hai maddamsir? Achanak se aap u suitcase kaahe mangva rahi hai?" Karishma Singh asked.
" ham bas ek baar use check karna chahte hai."
As santosh brought it I wore my gloves and start inspecting it.
" dekhne mein ye ek local company ka hi lagta hai. Jara iske baare mein search karo Santosh." I said.
" isme search karne ki kyaa baat hai maddamsir. Mai hi batati hoon ki ye ek suitcase hai jo samaan rakhne ke kaam aata hai aur ye hame sudhir ke Ghar pe Mila tha aur iske andar se hardware parts nikle Hain." She said innocently. I sighed and glared at her saying," ye hame bhi pata hai Santosh hamara matlab hai iss bag ki company ke baare mein pata lagao."
" ohh! To aap aise aa rahi thi." She said rotating her hand in their Signature style.
" Haan. Ab pata lagao." I said and she brought her laptop and started searching for it.
" Sahi kaha madam sir aapne company local hi hai infact yahi kanpur ki hai." She said.
" kanpur ki company hai iska matlab iski supply aaju baaju ke areas mein bhi Hui hogi." I said .
" aur sujata bata Rahi thi ki sudhir hardware parts kanpur se hi mangata tha." Pushpaji said.
" Haan par isse kaa pata lagega maddamsir?ye suitcase kanpur kaa bhi ho sakta hai yaa yaaha ka bhi." Karishma Singh said.
" hame ab andhere mein tir to chalana hi hoga Karishma Singh. Khair time ho gaya hai sab log Ghar jaiye. Night duty kis ki hai?" I said.
" Hamari hai madam sir." Cheeta answered coming inside the thana.
" thik hai khayal rakhna. aur aankhe khuli rakhkar duty karna." I said him.
" ji ji madam." He said nervously. I took my cap and baton from cabin and left for home.

*

It's next day 4th after the incidence and we still don't know who that two people are.

I entered thana and after calming their daily 'baketi'
I was about to go in the cabin when billu entered saying " jiske pichhe pad jaaye uske mooh se nikle haay haay I am billu the spy."
" Ama o billu the spy kaaha mar gaye the,Haan?" Karishma Singh asked.
" Gaye honge apne chor association se Milne lekin unhone inhe bhaga Diya hoga aur ab inko bhook lagi hogi to isliye aagaye thane. Hai na billu ji?"
Santosh said.
" Santosh ji aapko kya pata ki hamare chor association me Mera kitna sanman hai agar main vaha jau Naa to Raja, Raja ki tarah rakhenge vo mujhe Haan. Pichhle saal mujhe___" billu was interrupted by Karishma Singh
" Haan Haan pata hai vo award Mila tha 'best chor' kaa."
" aur handsome chor kaa bhi." Billu said
" haa. Vo jo bhi hai kuch kaam kaa baat ho to batao Varna Kato apne billu nivas mein." Karishma Singh said.

I was fed up of their talks.

" kaam kaa baat haan. Vo dikke mein Jis aadmi ki laash mili thi uska pata chal Gaya hai." Billu said.

My eyes sparked with happiness.

" kya pata chala hai billu?" I said.

" maddamsir ye jo aadmi hame dikki me Mila tha uska naam Ravi Sharma hai aur iska kanpur me hardware related bohot bada business hai. Filhal iski family mein iska ek beta aur biwi hai. Unka address aur phone no. Ye raha" Billu said while passing a piece of paper.

Karishma Singh took it and as she finished reading it.
" kaa baat hai bilote. Kamaal hi kar diye bey tum." She exclaimed.

Billu raised his collar looking towards Santosh who had teased him. She gave him an look.

They were literally kids.

" bohot badhiya billu. Pushpa ji kal hi ravi ke biwi aur bete ko Thane bulaiye." I ordered.

ANUSEENA- Just Once In An EraWhere stories live. Discover now