Abhimanyu turns to leave but was surprised seeing akshara standing there. Akshara was shocked seeing abhimanyu's anger and stern behavior towards his team. Everyone look at akshara. Arohi who was in the orientation room sees her. Akshara walks near abhimanyu who looks at her.

Akshara slowly audible to him only- vo harsh uncle ne bulaya tha kuch formalities complete karni thi...music therapy department ki

Abhimanyu nods- tum ruko (turns to his interns) aap sab ab bhi yahi khade hai...likh kar invitation du ki please kaam karna shuru kijiye

All interns immediately go for there work. As arohi was going akshara stops her by holding her hand.

Akshara- aru (smiles and hugs her) tu aaj jaldi aa gayi thi na hospital...badi mumma ne bataya mujhe...bina naashte ke hi aa gayi (gives her tiffin) ye le...maine tera favourite vegetable sandwich banaya hai...bilkul healthy hai...kha lena

Arohi looks at abhimanyu and then at akshara. She nods and takes the tiffin.

Arohi- thanks...mujhe duty par jana hai

Arohi leaves. Akshara looks at abhimanyu and forwards him a tiffin. Abhimanyu looks at it.

Akshara- maa se baat hui thi...tum bhi bina naashta kiye hi hospital aa gaye the...isliye tumhare liye

Abhimanyu smiles and opens the tiffin.

Abhimanyu surprised- broccoli

Akshara nods with a smile- pehli baar banayi hai...isliye pata nahi kaisi hogi...par mujhe pata hai tumhe zyada bread khana pasand nahi hai...isliye ye banaya

Abhimanyu- tumne naashta kiya

Akshara nods- haa...mujhe ye healthy khana bilkul pasand nahi hai...badi mumma ne mere liye kachoriya aur aloo ke parathe banaye the

Abhimanyu chuckles- cabin me chalte hai

Akshara nods. They go to abhimanyu's cabin. Akshara serves abhimanyu who eats.

Abhimanyu- bohot tasty hai

Akshara- abhi tum sab par gussa kyo the

Abhimanyu- gussa nahi karu toh kya in sab ki aarti utaaru...akshu koi dhang se kaam hi nahi kar raha...mere cabin me medicine ka stock updated nahi hai...patients ke daily check ups me delay ho raha hai...mujhe reports nahi mili ab tak...aur bhi bohot kuch...in sab ko na line par lana bohot zaroori hai varna sab ki sab is hospital se bahar jayenge

Akshara- abhi shaant ho jao...i am sure vo log sudhar jayenge...tumne unhe itni buri tatah daata hai na...main hoti toh pakka ro deti

Abhimanyu smiles and eats- vaise tumne formalities puri kar li

Akshara- nahi...vo harsh uncle busy the...kisi meeting me

Abhimanyu nods- koi baat nahi...ab chalte hai...main ek ghante ke liye vaise bhi free hu...aur mujhe hospital ka medicine stock bhi check karna hai...pata nahi vo updated hai ya nahi

Akshara nods. She goes with abhimanyu.

In administrative department

Neil and harsh were instructing people when abhira comes there.

Harsh- tum aa gayi...main tumhara hi wait kar raha tha (gives her a form) ye form bhar do

Akshara- ji uncle

Harsh looks at her- kya kaha tumne...uncle...shadi nahi hui thi tab tak thik tha...ab shadi ho gayi tumhari...ab bhi uncle bulaogi (looks at abhimanyu) haa agar chaho toh apne pati ki tarah sir bula sakti ho

Akshara looks at abhimanyu who looks away. She gets confused and looks at harsh.

Akshara- i am sorry...papa

All are surprised hearing her. Harsh thought she would call him sir while abhimanyu and neil also didn't expect this from her. Harsh gets emotional hearing papa for him after so long. He caresses her hair.

Harsh emotional- khush raho

Akshara smiles.

Harsh- ye form bhar kar neil ko de dena

Akshara nods- ok papa

Harsh leaves. Akshara fills the form while abhimanyu checks the medicine stock. Akshara gives the form to neil who leaves.

Abhimanyu- chalo tumhe car tak chod deta hu

Akshara nods. They walk towards the parking.

Akshara- abhi

Abhimanyu- hmmm

Akshara- tumhe bura laga maine unhe papa bulaya

Abhimanyu sighs- nahi akshu...unke sath tumhara alag rishta hai jo ki unke aur mere rishte par depend nahi karta...haa unke aur mere beech me hazaar issues hai par main ye bhi janta hu ki meri vajah se meri wife bhi unse apna rishta tod de...ye thik nahi hoga...so i am not angry

Akshara smiles and hugs him. Abhimanyu is surprised but hugs her back.

Akshara breaks the hug- main jaati hu...tum jaldi aana

Abhimanyu nods- jaldi aaunga...aaram se jana aur pohoch ke phone kar dena

Akshara nods. Abhimanyu bids bye to akshara who drives back to home.

ABHIRA:- ARRANGED TO LOVEWhere stories live. Discover now