PART 17

1.3K 119 11
                                    

In Abhimanyu's cabin

Abhimanyu was sitting on his chair when he hears a knock. He asks them to come in. Rohan neil and akshara walk in.

Rohan- sir aapne bulaya

Abhimanyu looks at them one by one.

Abhimanyu looks at rohan- haa...kitne saal se mere sath kaam kar rahe ho

Rohan- do saal sir

Abhimanyu nods- good...i am sure do saal kaafi hote hai ye jaan ne ke liye doctor rohan ki hospital me mujhe personal equations pasand nahi hai

Rohan lowers his head- sorry sir

Abhimanyu strictly- aapke senior ki life me kya ho raha hai us par dhyaan kam dijiye aur jo hospital me ho raha hai us par focus kariye

Rohan- sorry sir...aage se aisa nahi hoga

Abhimanyu- it better not happen...leave

Rohan nods and leaves.

Abhimanyu looks at neil- neil...kya kar raha tha tu...tujhe acche se pata hai ek tu hi hai jise main hospital ke bahar aur hospital ke andar bhai ki tarah treat karta hu...tere alawa maine kisi ko permission nahi di hai mujhe hospital me mere naam se bulane ki...yaha tak ki tauji taiji tak mujhe doctor abhimanyu bulate hai...par tu bhai bulata hai...lekin akshu ke sath aisa nahi kar sakta hai tu aisa...mujhe yaha bhai bulata hai...chalta hai...koi fark nahi padega par akshu ko bhabhi nahi bula sakta yaha tu

Neil- lekin kyo bhai...i am sure jaise aap ko koi problem nahi hai vaise bhabhi ko bhi koi problem nahi hogi

Abhimanyu sighs- i know...main janta hu akshu ko koi problem nahi hogi par neil samajh meri baat...ye akshu ke liye hi thik nahi hoga...accha sun...tere hospital join karne ke bohot pehle se main yaha kaam kar raha hu...ek senior doctor ban chuka tha main...aur tu toh administration me hai...ham dono ka kaam hi alag hai...isliye itni problems nahi hui...par akshu ka case alag hai...sabse pehli baat toh akshu kisi aur family se aakar hamari family ka hissa ban rahi hai...aise me pura staff yahi sochega ki akshu is hospital ka hissa sirf isliye bani kyoki vo hamari family ki bahu hai...jo main nahi chahta...bahar ke log jo kahe...i don't care par hospital staff hamari extended family hai...aur dusri baat...abhi hamari shadi nahi hui hai...tu abhi se akshu ke sath aise sabke samne bhabhi bhabhi karta rahega na toh unhe lagega ki akshu yaha time pass karne aa rahi hai...ek baar akshu ko adjust karne de yaha...music therapy department shuru hone de...fir jitna marzi chahe apni bhabhi ke sath reh lena

Neil understands- i am sorry bhai...main samajh gaya (looks at akshara) i am sorry too bhabhi

Akshara smiles- are nahi...in fact thankyou neil...yaha mera itna sath dene ke liye...har step par mujhe support karne ke liye

Neil smiles- welcome bhabhi...ab aapko mere chidku bhai se toh bachana hi hoga na...by the way abhi break time hai...aap log romance kar sakte ho

Saying this neil runs as abhimanyu glares him.

Abhimanyu shakes his head in disbelief- ye ladka nahi sudhrega

He hears akshara's giggles and looks at her. Akshara stops laughing.

Akshara- i am sorry...aage se main dhyaan rakhungi ki aisa naa ho

Abhimanyu nods- vaise ek baat puchu tumse

Akshara nods.

Abhimanyu- vo...tum...vo...tum rohan se kya baat kar rahi thi

Akshara looks at him confused- doctor rohan se

Abhimanyu looks at her- haa vo...jab main nisha ko check kar raha tha

Akshara remembers- oh...vo toh main puch rahi thi ki nisha ko kya hua (abhimanyu takes a sigh of relief but then looks at her) i mean mujhe laga tha ki use koi normal sa bukhaar ya fir kuch typhoid jaundice jaisa hoga (akshara in sad tone) par jab tum use check karne aaye toh samajh aaya ki vo heart patient hai...bas vahi puch rahi thi doctor rohan se

ABHIRA:- ARRANGED TO LOVEWhere stories live. Discover now