chapter 12

1 1 0
                                    

ab bolo धीरे-धीरे aage badhate hain to vahan per ekadam se Kavya ko dikhta hai ki usi ki tarah koi dikhne wali ladki vahan se ja Rahi hai Kavya usko dekhkar ekadam se bhatak jaati aur Kavya uske piche chalne lagti hai jab Kavya uske piche chalti hai uske aur dost Rohan Anvi Kaira Arjun Aarav Riya sab milkar school ghumne lagta hai ki ekadam se vah Kahan Chali gai aur vahan per Kavya abhi tak uske piche hi ja rahi thi Jahan per vah ja rahi thi uske aage ek bahut hi bada jwalamukhi tha agar use per gir jaati to use per vah mar bhi sakti thi aur usko sab dhundhne lagte Hain yahan per sab usko dhundhte Hain ki aakhirkar Chali kahan gai sab faisla karte ki unko alag alag dishaon mein jana padega usko dhundhne ke liye jaate Hain usko dhundhne ke liyeaur har Disha mein sabko Kavya milati hai aur sare ke sare Kavya hi hote hain Kavya Jaise dikhne wale sab ke sab pareshan Ho jaate ek dusre ko phone karte hain aur sabhi kahate Hain ki hamare yahan per Kavya hai sab log bahut pareshan hote hain aur sochte Hain kitne sare Kavya kaise ho sakte hain inmein se koi Na koi asali hai aur koi nakali hai sabke sab nakali hai ek hi asali hai har EK Disha mein ek iron najar aati hai to sab kahate Hain ki unse baat karo aur yah pata karne ki koshish karo kyon asali Kavya hai ki nahin FIR unse bahut se sawal poochhne lagte Hain ki unka birthday date kab aata hai uske mummy papa ka naam poochha jaaye to unke mummy papa ka kam poochha jata hai per har ek sawal ka bahut acche se jawab de rahi hoti hai apne pahle ke bare mein apne pass ke bare mein to tab thodi hadbadahat Hoti hai tabhi yah log samajh jaate Hain ki asali Kavya Kaun hai tabhi sab ek phone mein hi Yojana banate hain aur asli kavya ko lekar aage bdhte hai

Ek Anokhi kahaniNơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ