chapter 11

1 1 0
                                    

Wha per sbko bhot musibatein aati hai sb hi apna jadoo ka upyog krta hai whaa pr bhot ganaa jungle hota hai aur sunsaan bhi jb wo waha jata hai bhot si murtiya dekhti hai ki jo log unshe phle waha gye the unka bi haal bura tha kitna log ko dikkhate hui per per Aakar kar vah Apne Manjil Tak nahin pahunch paye vahan Tak pahunchne bahut jyada mushkil tha vahan per pahunchne ke liye bahut se mushkilon ka Samna karna pad sakta tha vah log yah baat samajh Gaye to jab unhone yah pathar ki Murti dekhi UN logon ne socha ki ham aage jaenge to hamen bahut jyada savdhan rahana padega kyunki hamen ho sakta hai जगह-जगह per bahut se musibatein a sakti haiunko yah baat samajh nahin a rahi thi ki unko kidhar Jana chahie kyunki aage koi rasta bhi nahin dikh raha tha ki vah log jaenge samne ek bahut hi bada samundar tha ya Nadi kah sakte hain uske aage ja pana mushkil ho rha tha  phir unhone apni jaadui ka bahut istemal Kiya per unhen fir bhi is baat ka pata nahin chal raha tha ki unhen kahan se Jana chahie FIR kuchh is samay bad yah pata chalta hai ki yahan per Jo Nadi dikh rahi hai uske upar ek gilhari ja sakti hai to ham kyon nahin ja sakte asal mein vah Nadi Nadi nahin Hoti hai vah Nadi bhi ek Maya bhi nahin Hoti hai jisko dekhkar ham bhi uske upar se chal pa rahe hain aur usko paar kar lete hain aage chalte Hain to vah pata nahin ek gufa mein a jaate Hain aur gufa mein sari ke sare jagah aur aane jaane ke jitne bhi vyast hote sare band Ho jaate Hain unko jaane ke liye koi bhi jagah nahin mil rahi ho sath mein Kavya bhi bahut jyada dar jaati hai tabhi Arjun kahta hai ki daro mat mujhe aisa lag raha hai ki yahan se kahin per mere pass hawa a rahi hai mere balon per hawa lag rahi hai ki Arav khta yha kha se a sakti haikyunki is gufa ke Charon taraf pathri pathar hai aur pattharon ke Siva kuchh nahin aur yah pathar bhi hamare najdeek aati ja rahi hai tab kahta hai ki nahin hawa a Rahi hai to mahsus nahin Ho pa raha hai kya FIR dekhte hi dekhte vahan per hawa aati hai aur vah log kahate ki han yahan chal rahi hai hamen bhi mahsus ho raha hai aur vah log use Deewar per kud jaate Hain aur phir wo deewar k arpar ho jate hai

Ek Anokhi kahaniWhere stories live. Discover now