"Tumne pookara aur hum chale aaye... Jaan hateli par le aaye re..." Neil entered singing this song. He sat beside them on a chair. Pushpa ji gave him a plate of breakfast.

Karishma smiled while Santu made a weird face. She said, "Neil bhaiyya, aap yeh gaane ka kaam Anu bhaiyya par chhod do please... Badi meharbaani hogi aapki." 

"Haan haan udaa lijiye humara mazak. Thik hain, maante hain ki Anu jaisa nahi gaa sakte hum. Par aap bhi ek baat jaan lijiye, aapke Anu bhaiyya bhi humare jaisi acting nahi kar sakte. Sab fida hai hum par. Pata hain, humari performance dekhkar ladkiyon ne khoon se email karna shuru kar diya hain hume..."

"Khoon se email...????" Anubhav, Karishma, Santosh, and Pushpa ji looked at him. 

He passed a hopeless smile and said, "Woh aaj ke date mein khat kaun likhta hain? Iss liye bol diya. Arey aap log emotions ko samjho naa yaar... I mean humari acting dekhkar sab hum par marte hain. Aap jaante nahi ki hume sab kitna pasand karte hain... khaskar ki ladkiyan..." 

"Hehehe..." Santu showed her tongue to him.

Pushpa ji said, "Arey bas bhi karo tum sab. Na mauka dekhte ho na waqt, bas kabhi bhi shuru ho jaate ho."

Anubhav finished his breakfast and put his plate on the small table before him. He wore the coat which Karishma had ironed some minutes ago. He took his bag. 

Everyone had finished their breakfast. Anubhav went to Pushpa ji and hugged her. 

He said, "Aaj humare liye bahut bada din hain. Aaj vidyalaya mein bahut prasiddh aur bade bade sangeetkaar aane wale hain. Aashirvaad dijiye ki hum apna rangmanch karya-sampadan achchhe se kare jisse woh khush ho jaaye..."

"Kya achchhe sw kare?" Neil, Karishma, and Santu asked while making confused faces.

Anubhav looked at them and replied, "Stage performance!"

They again made faces. Anubhav again looked at Maa and added, "Maa, waise toh humne isse pehle bhi kayi baar sabke saamne manch par gaaya hain parantu pata nahi kyun aaj alag lag raha hain. Satya kahe toh hum thoda sa chintit bhi hain.

Pushpa ji smiled and cupped his face, "Anu, tum kha ma kha tension le rahe ho. Hume poora bharosa hain ki tum bahut achchha gaaoge unn sabke saamne. Aur iske aage aur bhi bahut mauke milenge tumhe. Aur dekh lena tum ek din bahut bade gaayak aur sangeetkaar banoge."

Anubhav smiled and Neil complained making a cute pout, "Saare aashirvaad inhe hi dengi aap? Humari toh kisi ko padi hi nahi." 

Pushpa ji pulled his ear and said, "Nautanki ki nautanki hi rehna hain tumne. Aur suno, tum bhi ek din bahut bade abhineta banoga. Aur aaj ke tumhare play bhi mein bahut achchha karoge."

"Sach?" he showed his 32 teeth.

"Much!" Pushpa smiled.

Then, Anubhav said, "Achchha, ab hum dono chalte hain. Behna, aap samay par aa jaana. Hum thoda jaldi jaayenge kyun ki hume thoda sa purvabhyas (rehearsal) bhi karna hain wanha... Aur chutki, aap toh nahi aa paayengi apne abhyas ke kaaran..."

"Haan bhaiyya... Agar hume exams ki taiyyari nahi karni hoti naa toh main zaroor aati..." Santu felt sad. 

Anubhav cupped her cheek in his right palm, "Koi baat nahi, Chutki. Aap apne abhyas par dhyaan dijiye."

Neil and Anubhav were ready to go when KariTosh excitedly said, "All the best to  both of you."

They smiled and left.

BEAUTY AND THE BEASTWhere stories live. Discover now