Both Ayu n Aadi looks at him , but still continues to eat

Ridhi- Addu , mere baccho ko nazar mat lagao , haye kitne pyare lag rahe hai

Advait looks at his brothers, they can look anything at that time but no Pyare

Aadi- wah bhabhi  , aapke hatho me jadu hai

Ridhi-thank u bacha , but aaj tumhare bhaiya ne bhi help ki hai

Aadi - thank u bhaiya , ur the best 

Advait smiles n looks at Ayan to speak something , but he is busy in eating

after everyone done

Ridhi- chalo jaldi ready ho jao , 2 ghnate bad puja hai 

Its Ritual in their family , on everyone's bday they will arrange a Puja

All nods 

 Advait is leaving , when Ayan kissed him on cheeks

Ayu- Thank u bhaiya for this tasty food , aap to ek hotel bhi khol sakte hai

Adv- nice idea bro , kal se hospital k bajay apne company me aa jana

Ayu - bohot late ho raha hai chalo chalo n runs from there

after sometime

all r gathered for Puja , Panditji is also there

Pandit- puja me kon baithega?

Adv- Aadi , iska bday hai aaj

Ridhi mumurs- ye hamare hamesha wale Panditji nahi hai , kon hai ye?

Adv- vo busy the , to unhone apne shishya ko bheja hai

Ridhi nods

Aadi  goes n took a pic of small kid with him ,n sits in puja , after him all also sitted back of him

Pandit saw tha pic in Aadi's hand

Pandit-ye kon hai?

Adi- mere bhai

Pandit got confused as all r grown up n how this small kid is their brother? , but as muhrat was going on , he starts Puja

after completion of Puja

Pandit ji distributes Prasad to all

n is about to leave ,but his mind is still stuck on that pic, he decided to ask

Pandit- ye aapke bhai abhi kaha hai ? vo puja me shamil q  nahi hue?

All brothers r looking at each other

Advait gathers courage - vo ab is duniya me nahi hai

all having tears in their eyes

Pandit- he bhagwan !!! ye kya apshagun karawa diya aapne

all looks at him with confusion

Pand- are mare hue insan ki tasveer aap Puja me lekar aaye , bohot bada apshagun hai ye

Aadi- mere bhai kabhi bhi koi apshagun nahi ho sakte 

Ayu- aapki himmat kaise hui mere bhai k bareme aisa bolne ki

Pandit stammers

Advait - har Puja me Aaru hamre sath hi hota hai , Pehle wale Pandit ji ko to koi problem nahi thi , aap to unhi k shishya hai , fir aapko kya dikkat hai?

Pandit - maine to sirf wahi kaha jo shastro me likha hai

Advait- maine nahi manta aise shastro ko

Pandit- aapke manane ya na manane se kuch nahi hota , aapne jo apshagun kiya hai na uski kimat aapka pura pariva chukaega , n vo bhi is ladke k wajah se - pointing to Aaru's pic

All looks at him with disgust

Ayu- aap khud jayenge or dhakke mar k nikalwaye? n he march towards him angirly

but Ridhi stops him n nods in no

Pandit leaves from their

Advait calls someone n conforts- he narrates all this to someone - muze vo asdmi us aashram me firse dikhna nahi chaiye n cuts the call furiously

Advait n Ayan looks at each other n then their brother who is about to cry now

Advai- ssh bacha , isme rone ki kya bat hai?

Aadi- unhone Aaru bhai ko ...

Ayan- kisike kuch kehne se kuch nahi hota , n vo Pandit to tha hi pagal kuch bhi bol raha tha 

Ridhi- n tumhe to pata hai na ki tumahra Aaru kitna accha tha 

Aadi nods

Ridhi wipes his tears- bday k din roega tu ?, chal jakr thodi rest kr le , evening me party k liye ready bhi to hona hai na

Aadi- muze koi party nahi manani, n leves from there 

Others looks at each other 

Ridhi - mai mana lungi use

Advait nods , he knows his wife well 

End of the chapter 
Ignore typing mistake

Hope u all like it , do votes n comments n any suggestions are also welcome

Thanks for reading .




RelationWhere stories live. Discover now