chapter 24

96 4 0
                                    

Continuation;

At Amma's house,

Meenu: kya hua tum jaldi ageye?
Faazi: Kuch kam tha office mein isliye waha se jaldi agaya.
Meenu: Amma, mishi aur gul appa kese ayenge?
Faazi: Miskin bhai he, woh laenge unhe ghar.
Meenu: Accha thik hai. App bethe edhar. Mein pani leke ati hun.
Faazi: Saath mein pyaar bhi lete ana😉
Meenu: Thik hai 😳.

At evening,
In lawn,

Hadi: Mujhe kyu bolaya hai ?
Mishi: Mera nikah final hone wala hai kisike saath.
Hadi: Toh mein kya karu?
Mishi: Pyaar ke phul jhade kya pyaar tak hin tha kya?
Hadi: Ab kya karna hai bologi tum?
Mishi: Mein kya karu? Pyaar ka izhaar bhi mein hin karu kya ab?
Hadi: sabar karo. Faazi se baat karne wala hun Mein ajj.
Mishi: Kya!???? APP SURE HAI?
Hadi: Han. Ab jao! Woh ane wala hai.
Mishi: Thik hai. Ja rahi hun. 😒

After a few minutes,
Faazi: Hadi tum bade jaldi agaye! Kya hua time pai ana toh tumhari adad nahi hai?
Hadi: Ab saale saab ne bulaya hai toh ana toh padega! Kya kare ab dost thodi nah ho!😮‍💨
Faazi: Accha ji?! Ruk tu....
Hadi: Arey mazak kar raha hun, mazak. Bas bas maar mat! Thik hai sorry😂. Wese bulaya kyu?
Faazi: Mein meenu ko leke london jah raha hun 7 saalo ke liye!
Hadi: Accha.............. Ek minute, Kya!!!??!!😱











To be continued...

chupke chupke (my style) ✅Where stories live. Discover now