Dear Comrade ch 24

63 1 8
                                    

Rashmi:-theek hai main taiyar hun shart manjur Hai mujhe
R/m:-mujhe pata hai tu mentally taiyar nahin Hai per yah Teri jindagi ka sawal hai i m sorry beta mujhe maaf kar de
Rashmi:-maa aap sorry mat boliye yah sab kuchh ine society walon ke liye ho raha hai aur main mentally taiyar nahin Hui yah baat sach Hai per agar Maine sir se shaadi Kar Li to society walon Ko lagega ki UN log jo bol rahe hain vah sab sach Hai main Aisa nahin chahti isliye main mana kar rahi hun
R/f:-Teri baat bhi sahi hai per Teri jindagi ka sawal Hai main nahin chahti ki tu agar kahin per interview dene ke liye jaaye agar UN logon Ko yah sab pata chale aur tere is hadse ki vajah se Teri naukari ya FIR koi jindagi mein koi bada kam ruk jaaye main Aisa nahin chahta beta hamen galat mat samajhna
Rudrik:-Vijay Tum ek official prastav to Dena hi hoga Varna yah shaadi jaldi mein ho rahi hai fir bhi shaadi nahin lagegi yahan per jyada koi rituals nahin honge per proposal to Dena hoga
Riya:-ek bahut achcha sa official proposal chahie
Tiya:-han han sir
Vijay:-main aap sab ke baton Ko man rakhte hue Rashmi tumhen yah prastav de raha hun kya Tum mujhse shaadi karogi
Tiyash:-aise nahin sar ekadam alag tarike se aise to sab kahate Hain
Vijay:-to main Rashmi Jaise chahti hai vaise prastav dunga okay so
"Kya tum mujhe tumhara dear Comrade banaogi for forever ♾️ "
Rashmi:- han bolna to nahin chahti per okay banaungi
Next day at shaadi mandap
Vijay:-cal utna nautanki karne kya jarurat thi mujhe nahin karni shaadi bol rahi thi Puri uchalte uchalte mandap mein a gai
Rashmi:-itna Rona aaya mere sath majak kar rahe ho maine Kitna Sapna dekha tha Kitna kuchh hoga maine shaadi mein aur aaj dekhiae Mandir mein shaadi ho rahi hai I am not feeling well mujhe bahut Rona Hai mujhe
Riya:-Teri anniversary celebrate kar lena as dream shaadi
Tiyash:- finally tujhe Tera dear comrade mil Gaya
Tiya:-ab to tu love comrade love comrade nahin karegi na
Rashmi:-agar love of comrade baare mein ek aur baat boli to Tera munh Tod dungi
Rudra:-meri bahan ko sambhal kar rakhna Vijay da bahut gussa aata hai ise
Vijay:-gussa nahin Rona aata hai ise Maine dekha tha college mein kaise ro rahi thi uhhhhh 🥺🥺🥺
Rashmi:-aap meri mimicry karna band karenge aap
Vijay:-I am just showing how you cry like a baby,
Everyone start laugh 😂🤣🤣🤣
S
Pandit ji :- lijiye mangalsutra pahnaiye
Vijay main rashmika ko mangalsutra pahnaya aur shaadi complete ho gai
Everyone give them blessings
And the shadi complete they go back to the Hyderabad and everyone know about the shaadi

Story does not end here
The official part will post soon
Precap:- maha chapter
Vote comment and share

Dear Comrade Where stories live. Discover now