schließlich gehörst du mir

5 0 0
                                    


*Vaish calls Aryan*

Vaish : Tu call kyu nahi uthaa rahaaaa thaa !

Aaru : So gaya tha mai !

Vaish : Left wale room mae aa, abhi ke abhi !

Aaru : Kyaaa kyuu !

Vaish : Aara hai yaa nahi !

Aaru : Aa raha hu yaar !

*After few minutes*

Aaru : Kyaa eh eh ayeee, Kya kaare the tum !

Vaish : Oye Aisa kuch nahi hai !

Aaru :  Dikhra hai voh toh !

Vaish : Arshh sir yeh half naked na aap apne ghar soya kre, aur apki wjha se yeh glat samjh raha hai !

Arshh : glat kya samjh rha hai ! sahi toh samjh raha hai, abhi just todi der phle !

Vaish : kya toh huh aap kya kya bol rahe hai !

Arshh : sach kh raha hu mai toh , acha bye guys its already 4am i have to go now , good night tesero !

Vaish : Aishhh jinjhaaa is admi ne toh mujhe pareshan krneka jaise maksad saa he bna liya hai !

Aaru : Chal uth jldi, safai pesh krni hai yaa fir saza he suna du sidha !

Vaish :  Yaar kya kh raha tu kuch nahi hua aisa vaisa, tere wala kaand toh bilkul nhi!

Aaru : Chl bahar walk par chlte hai sab bataiyo !

Vaish : Haan ! chal batati hu !

Aaru : Bataa ab !

Vaish : Mai na uske side mae beth gayi, mereko ajeeb sa hone laga fir maine aur usne baate kari fir thodi der baad usne meri tarf jhuk kar ki mai ghar jaa raha hu aur eye wink kr diya !

Aaru :  Aaree waahh phele toh badi jak thi isse yaha rukne ki

Vaish : Yaar ab samjh nhi aara mai usse face kaise krungi eak voh tera kaand bataungi saale tujhe toh mai !

Aaru : Chal soja subha tera seminar hai, araam se kal dono kaando ke baare mae baat krenge, kitne baje janna hai tujhe !

Vaish : 8:30 baje tak phauchna hai kyuki mai 3 interns Manav aur Arsh hum sabko Germany janna hai seminar ke liye  !

Aaru : Aarree waah bhot bhadiyaa chl jaa fir aake miliyo !

Vaish : Haan fir waha par meri soul sister bhi toh hai, that's why i am so excited

Aaru : Teri excitement toh voh Arshh nikalega dekhiyo tu jaheel sa toh hai voh !

Vaish : zindagi se alkasa raha shayad tu !

Aaru : Haan haan zaroor !

Vaish : Chal mai sori !

*After few hours *

Aaru : Aayee rukmani uthjaaaa 8:30 baj gaye hai 2 ghante se uthaa raha hu bhang pike sogyi kaise uth jaaaa teri flight missss hojayegiii !

Vaish : Kyu chilaa raha nashukaran !

Aaru : Tujhe seminarrrr mae janaa hai teri flighttt haiii !

Kaha hum Kaha tumWhere stories live. Discover now