Episode 9 shivani problem

Start from the beginning
                                    

She open the note and is shocked she read that address 4 timez she is hell angry

She take 4 guards from house and went to that address

So i will not keep suspense the address was shivan house

Tony enter in house

Mohini whisper ab kya hoga

Manoch said raghu na kisi sa baat to ki thi help ka liya pata nahi kya hua

Shivani said app ijazat deinto mein haseena sa

Manoch said nahi

Tony sit on sofa

And said abhi tak saman nahi bandha

Manoch said yeh hamara ghar hai hum kahin nahi jainga

Tony said abto bhagwan khud bhi ajain lekin phir bhi tumha jana to parha ga

Suddenly haseena enter and said yeh tumhari galat fehmi hai

Everyone look at her

Shivani and family is shocked

Manoch ask tumna bulaya

Shivani said nahi

Haseena come and sit infront of tony on sofa

Tony ask tum kaunho ???

Haseena said batana zaruri nahi samajhti keyunka aghar batadiya to tumhari halat kharab hojayegi

Tony said kya bakwas hai jao yahan sa

Haseena said jaoga to tum pyaar sa kehrahi hoon inka peecha choredo

Tony laugh and said teri do takka ki larki ki baat keyun manun

Haseena said aghar baba ne na kaha hota to tum abhi apna paron pa na khara hota chahun na to maar ka aisi jagah dafnaungi ka kisi ko lash bhi nahi milagi

Tony said jao na yahan sa warna

He stand and about to come toward haseena

Guard stop him and point gun toward him

Haseena said barhal hum hain haseena malik malik furqan ki beti

Tony is shocked and scared

Haseena stand and said kya hua jhatka laga na ab aram sa in document's pa sign karo

And aik file sa kuch document nikala and keep it on tabke

Haseena said jaldi karo warna

And guard gun load his pistol

Tony knows ka yeh kuch bhi karwa sakti hai kisi ki himmat nahi ussa kuch bolsake

Tony silently sign

Haseena said good lijiya uncle app sign kijiya ab

Manoch sign

Haseena said aur ab yeh app rakhiya yeh ghar wapis apka naam hogaya hai aur ab kisi ki itni himmat nahi ispa nazar bhi dal sakeaur tum who ever you are ainda yahan ya kisi ka saath bhi aisa karta nazar aye to chaha bhagwan aka keyun na kahe hum sayyam nahi rakkhainga

Tony ask mein jaun

Haseena ask mainna kaha and indicate a guard

Guard hold his collar and usko leka chala gaya

Manoch ask yeh kahan gaya

Haseena said choriya usko khair ab problem solve hogaye hai

Manoch said shukriya waisa apko kaisa pata chala

Haseena said woh baba ki company mein aio employe hai rajesh usna bataya pata nahi kya dost ki nand bhabhi pata nahi kisna . Usna bataya warna apnon koto itna sabhi trust nahi aur nahi kuch manta hain

And look at shivani

Shivani feel guilty shivani said dekh hassu

Haseena said uncle dubara koi mashla hua to bataya ga and turn to went

Shivani hold her arm

Haseena jerk and said dur raho keyun rokrahi ho hamara rishta hi kya hai

Shivani said hassu

Haseena said haseena malik naan hai hamara

Shivani said yaar im sorry

Haseena said oh please shivani yeh sorry hamein nahi chahiya jaka usko do jisko tum apna samajhti ho jiska saath tum apni problem share karsako . Hum hi pagal tha jo tumha apni best friend apni behen sab samjha aur tumna hamein kuch nahi

Haseena was really hurt

Shivani said............

Precap : naraz haseena

Sirf Dost ???Where stories live. Discover now