Kareena's nok jhok

1.4K 265 27
                                    

Here is another part

Next day

Hm came in children's room

Hm- bacho

Both- good morning ammi while kissing on her cheeks

Hm- good morning.

Hm- ek baat puche aapse

Both- ji ammi

Hm- aap dono hume kabhi chod kar to nhi jaoge na ( she had slight tears in her eyes)

Jannta- aapse dur kya hum reh sakte hain

Krish- didi ne shi bola

Hm- promise kro humse, kabhi hume chod kar nahi jaoge

Both- promise

Hm smiled with teary eyes nd spread her arms

Both hugged her, she kissed on their heads nd tightly hugged them

Hm- aapki ammi aapke bina nhi reh sakti

Jannat- hum jaante hai or hum bhi aapke bina nhi reh sakte haina krish

Krish- hn

Hm- achha ab ready ho jaiye fatafat se warna schl jaane mein deri ho jayegi na

Both- ji

At dining table zoya nd Mp were fighting with each other

HM- aap dono bachon ke jaise kyun jhagdti rehati hai

Zoya- hasii main nhi jhagdati ye jhagadti hai

Mp- hji mai nhi ye

Sp- tum dono phirse shuru ho gyi chup chaap baitho

Both- huh!

KS comes there with jannat nd Krish

Zoya nd MP together- hyee kya dijkhati hai ye nd looked at each others nd gives sharp look nd turned faces another side

Hm was surprised to saw them together, ks smirk.

Children sit beside HM nd Ks sit beside SP

HM hold her kids' hand tightly with insecurity.

Sp- waise tum dono jaante kaise ho ek dusre ko

Zoya- shaadi hui hai dono ki ( casually)

Both- kyaaa

Mp- kji aapne mera dil tod diya, mai to aapke saath shaadi ke sapne dekh rhi thi or aap pehale he shaadi karke baithi hui hai ( dramatically)

HM- ji ab agar pta chal chuka hai to thoda duri bna ke rakhiye

All looked at her with open mouth

Hm- h....humara mtlb aapko jyada dukh nhi pohanchega

Sp smiled.

Zoya- shivani pta hai in dono ke  apni apni ideology ke wajah se bade charche the

Sp- mai sunna chahti hoon

Zoya- ek hai jazbaaton ki devi yaani hasii or dusri hai kaddak karishma, believes in tod phod

Ks- zoyaji e aap humari tarif kar rhi hain?

Hm bite her lip to suppressing her laugh

Zoya- n....nai abhi shuru karni hai, pura Lucknow darta tha inke bhukal se or abhi bhi darta hai

Krish- aap gundo se dishoom dishoom bhi karte ho

KS- hn

Krish- aap to meri hero ban gyi

Kaisa hai ye bandhan SHAADI YA SAZAA(completed)Where stories live. Discover now