Life after the leap nd meeting of kareena✨

1.6K 296 64
                                    

Here's next part ❤

Hm was studying a case related file sitting in her room when she heard someone shouting from the other room.

Hm- ye ladki bhi na nd entered in the room.

A girl of 15 years was standing there angrily

Hm- jannat kya hua

Jannat- ammi ye photo humare kamre mein kya kar rahi hai, aapko pta haina hum inse kitani nafrat karti hain

Hm- or hum bhi aapse baar baar keh chuke hai wo aapki maa hai

Jannat- jisaki wajah se humari ammi ki ankhon mein roz aansu aate hai wo humari kuch nahi lagti, humari sirf ek he maa hai or wo hai sirf aap

Hm- Jannat humari baa.......

Jannat left the room angrily

Hm- Ya allah kya kare hum is ladki ka

And then she picked up the photo frame of KS.

She moves her hand on her photo nd a lonely tears drop escaped from her eyes.

Agar inta he pyaar karti ho to jaane kyun diya unhe

Hm seeing the person nd smiled

Zoya- tum muskura rahi ho

Hm- chalo tumhe ek shayri sunate hai.

Badi behisab hoti hai mohabbat,

Par itna sa hisab apne wajud ka bhi rehne de

Ke jab kabhi dekhun aayne mein khud ko

Mai mai he rahun or tu tu he rahe

Hm- hum unse pyaar karte hai or hamesha karte rahenge lekin hum unhe zabardasti humare saath rehane ke liye nhi bol sakte. Jab tak wo khudse pyaar karna nhi sikh jaati wo kisi se pyaar nhi kar payengi.
Or ese mein agar hum unhe rok dete to humare pyaar mein wo apna wajud he mita deti.
Or hum nhi chahte wo pyaar mein khud ko he kahi kho de.

Hm- shayad.....shayad abhi tak koi or unki zindagi mein aa gya hoga ( smiles with teary eyes)

Zoya nodded her head in understanding way.

Hm- niche chale

Zoya hummed nd left the room

Hm once looked at pic hugged it near her heart nd kept on the side table.

At dining table

A boya of 7 years- didi kya hua aapki naak kyun laal hai kiska sar pohda aaj aapne ( innocently)

Jannat gives him sharp look

Boy- Oho kisi ko gussa aa raha hai

Jannat-ammi hum bta rahe hai agar krish ne hume pareshaan karna band nahi kiya to....to mai

HM- krishna aapse chote haina, ese baat karte hain choto ke saath

Krishna- Maine kuch nhi kaha

Jannat- o really

Hm- jannat

Jannat- par ammi

Hm- ab dono chup chap khana khaiye or aapki naanijaan aane wali hain

Both- Nanijaan aa rahi hai (happily)

Hm- ji ab khana khaiye

Both start eating happily

Jannat- waise Maasi

Zoya- boliye princess

Janant- aap shaadi kab karne wali hai (teasingly)

Kaisa hai ye bandhan SHAADI YA SAZAA(completed)Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang