Haseena ask kya karraha th ap log
Santu said batain sun raha tha
Haseena said wao so honest
Santu said thank you
Haseena node her head in disbelief
Pushpa said ama chup karo jadbuddhi humto oil check karraha tha
Ahmer said haseena mein chalta hoon dhayan rakhna
Haseena smile and said jee
Karishma ask jiju thora dair aur rukiya na
Ahmer said nahi nahi 4 hours baad flight ✈ hai
Haseena said jaka msg kardijiya ga
Ahmer said jee and he went
Santu said kitna boring hain app dono
Cheetah said unromantic bhi
Haseena said to aur kya karen
Santu said abhi karlijiya baad mein privacy nahi mila gi joint family hai
Haseena said woh log aisa nahi hain bohot open minded hain
Karishma said kash aisa hi ho aghar na hua to humto hainhi aik aik ko dekhleinga
Haseena chuckle and said app kabhi to bhaukal dikhana ka ilawa kuch soch liya kijiya
Karishma said bohot mushkil hai madam sir
Pushpa said naa mumkin hai hamara bhola bhala masoom lalla kato bhag hi phoot gaye
Karishma said PHOOT GAYE PHOOT GAYE BHAG nahi baat kuch bhi challaye ho mudda kuch bi challa ho apka lalla ka bhag kahan sa asakta hain
Haseena said SILENCE
Santu said madam sir apka silence bara accha hai mahabharat bhi horahi ho app silence kahen aisa khamoshi hojati hainna
Haseena said bas aik app hi chup nahi hoti
Santu cutely said madam sir
Haseena smile and said mazak karraha tha
She gets happy
So after 1 week
There is everything goinf all right
Haseena ko regularly apna in laws sa bhi baat hoti hai
So one day
At 5 pm
Rayan rameen and irha are coming from there friend house i an sunsaan road
Rameen and rayan ki larai hui
Irha and rameen gari sa utar gaye
Rayan na manana ki koshish ki but they were not listening
Irha is also trying to control the situation
Rayan hold rameen hand usko zabardasti gari mein bithana ki koshish ki but she not listen ( actually woh teeno isko mazak mazak mein leraha tha seriously nahi )
Then some ladies in maroon sari came
A young girl hold rayan back collar and said ka larki ched raha hai woh bhi hamara hota hua
Old lady went to rameen and irha and said fikr nahi karo hum agaye hain ab chimgari gang ka hota hua koi tumha dekh bhi nahi sakta
Rameen said lekin
But kuch nahi suna
Irha na jaldi sa haseena ko call milaye and tell everything
Woh rayan rameen and irha ko lekar gaye
In rangreiz gali hall
Rayan said jaisa app sochraha hain waisa kuch nahi hai yeh meri behen hai
Binni said ayeeeee zyada bakwas mat kar abhi ruki hui hoon meter ghoom gaya na ta tu bolna ka layak nahi bacehga
Rameen said yeh sab bolraha hai bhai hai mera
Saira said tumha issa darna ki zarurat nahi hum police jaisa nahi hain ka dabave mein aka chore deinga bas shivani ko ana do
Binni said agaye jijji
Shivani came just like in show and sit on sofa and ask kya kiya isna ???
Binni said sarak pa larki ched raha tha aur ab bolraha hai ka behen hai
Irha said yeh such kehraha hai
Shivani said tum sure ho ka ched raha tha
Binni said haan jijji sabna dekha hai
Outside haseena came with karishma
Gang member stop them and said yahan vardi wala allow nahi hai
Kareena push them and enter
In hall
Rameen irha and rayan is relief to see her
A gang memeber about to hit stick on haseena . But someone hold that stick it was karishma she said karishma singh ka hota hua madam sir ko dekh bhi nahi sakta and hold that girl wrist tighly
Rameen rayan and irha went to haseena
Shivani said tuto wahi haina haseena malik urf jazzbaton wali bai
Haseena said kis jurm mein leka aye jo yahan hum chaha to tumha abhi arrest karsakta hain
Binni said is duniya mein koi paisa nahi hua jo jijji ko arrest karsaka . Tum dono na yahan aka bohot bari galati kardi hai aur yeh larka khula amm in larkiyoun ko ched raha tha and iska haath bhi pakra and points toward rameen
Haseena said tumha pata bhi hai indono ka kya rishta hai . Saga bhai behen hain dono
Shivani said aur yeh tu kaisa janti hai zahir hai iska maa baap honga koi bara admi isiliya tu iski himait karrahi hai
Haseena said mein isiliya janti hoon keyunka mein inki bhabhi hoon
Everyone are shocked
Rameen said tabsa wahi to bata rahi hoon yeh mera bhai hai hamari aik randon topic pa behes hogaye aur mein gari sa utar gaye and yeh sab
Haseena said aikto tum log kanoon ka khilaf kaam karraha ho
Shivani said theek hai theek hai manti hoon galati hogaye merasa ja ab yahan sa yahan yeh khaki wala allow nahi hain
Haseena said theek hai jaraha hain lekin aik baat yaad rakhna woh din dure nahi jab tumha hatkari laga ka TUMHARI IS LANKA SA GHASEETTA HUA NAHI LAGAYE TO HAMARA NAAM BHI HASEENA MALIK NAHI
Gang memeber about to hit them
Shivani indicate them no
Shivani said tuna mujhe dhamki deka accha nahi kiya jazzbaton wali bai ab iski saza tujha bhugatni parha gi . Aur waisa bhi unofficially hi sahi kaam to hum kanoon kahi karraha hain lekin yeh baat teri yeh khaki nahi manegi lekin andar sa tu manti hai
Haseena said nahi kanoon ka khilaf jana wala kabhi nahi bachta
Shivani said theek hai mukabla karna chahti haito karla sikast tu tujha hi hogi
Karishma said yehto waqt batayega
They went
Kareena drop rameen irha and rayan to home and went thana
Haseena said santosh sharma is chingari gang ki sari information nikaliya kal tak
Santu said jee madam sir
Karishma said inki maut aye hai isiliya humsa panga leliya hai ab inko pata chala ga humsa takrana ka anjaam
YOU ARE READING
Kareena Forever Friendship , Misunderstanding And Love
Fanfictionpeep into story and look . haseena alag hogi thori