And...the war continues

621 99 132
                                    

At the Dinning Table all were seated with a horrific silence and eating the food.
With Anuseena randomly smashing the things.

Now, with the need of eating Achar both kept their hands on the same bottle of Lemon pickel.
And then looked at eachother with fiery eyes.

Haseena: hume Achar kahana hai.

All looked at Anuseena

Anubhav: Hume bhi achar khana hai aur ek min Apko toh Nimbu ka achar bhata nahi hai na?
Aj kaise kha rahi hai?

Haseena: aise he...maan kiya humara... takleef hai apko?

Anubhav: (murmuring) Sara jeevan he kasht daiee hai ab toh.

Haseena: kya?

Anubhav: kuch nahi.

Haseena: ye jo man he man mein bol jate hai na...sab samjhte hai hum aur aaj achanak apka bhi ye achar khane ka maan kyu kar Raha hai sab pata hai hume.

Anubhav: kya pata hai?

Haseena: yehi ki Nimbu ka achar apko Kamna ki yaad dilata hai.

Anubhav frowned.

Anubhav: are stri ab ye kamna kon hai?

Haseena: 10th std roll no. 34 humari classmate. Jab dekho tab apse cipkane ka bahana dekti thi...are Thi kya? Hai aj bhi hai Collage tak usne apka peecha nahi chhoda.

Anubhav took the barni in his hand and dashed it on the table.

Anubhav: toh uska iss...iss Achara se kya samband hai?

Haseena: kyu nahi hai? Ek baar apne Uske ghar ke Nimu ke achar ki kya tareef kar di, vo roz apke liye ye...ye Nimbu ka achar lane lagi.

Now, Haseena Dashed the barni on the table and all closed their eyes.

Anubhav: bol toh ap aise rahi hai jaise hum usse kehete the ki humare liye achar laiye.

Now, Anubhav Dashed the barni on the table and all closed their eyes.

Haseena: Kehete nahi the lekin bade maze se khate toh the...ye achar.

And again,
Haseena Dashed the barni on the table and all closed their eyes.

Anubhav: ye achar toh khane dijiye ye toh humari Mata ne banaya hai

Haseena again Dashed the barni on the table and all closed their eyes.

Haseena: lijiye khaiye, Kamna ki kamna mein

Anubhav was now he'll frustrated and thus he was about to throw the Barni when Pitashree stopped him.

Pitashree: beta, beta...vo idhar dedo. Bekar he tum dono ke vivad mein vo Barni kyu pise.

Anuseena looked at the Barni and Anubhav quietly gave it to Pitashree.

Abbu: (murmuring) Barni Bach gaiee.

Pitashree: Saubhagya se.

Anubhav turned to leave.

Anubhav: Mahavidyalaya jaa rahe hai. Aana hai kisi ko?

Suddenly entered Anuradha.

Haseena: Accha hua Anuradha tu aa gaiee, hume Collage jana tha.

Anuradha: (confused) ok.

Haseena held Anuradha's hand and left.

Anubhav huffed and dragged Mohan out.

Ammi: Bechari Humare Ghar ki Shanti,

Abbu: Bohot Acchi thi,

Maa: lekin aaj subha savere he

Pitashree: Bechari ka Dehant hogaya.

__________________________________

Here Anuseena reached the collage and the Four were in the parking when Kamna came their.

Kamna: Anubhav...Meri Mumma ne tumhare liye Nimbu ka achar bheja hai.

Anubhav looked at Haseena and then at Anuradha.

Anubhav: Apki Mata ke kya hum jamata (Son-in-law) lagte hai?
Jo vo humare liye roz ye achar bhej deti hai.

Kamna: Anubhav...

Anubhav: (loudly) ek baat aj ap haath bandh lijiye, Na apka humse koi sambandh aur na he apke gahr ke achaar ka humse koi sambandh hai.

Kamana: Kyu itna bura hota hai mere Ghar ka achar?

Anubhav: Ghatiya, bakwas, Ganda , agar punha humare samaksh prastut kiya toh hum phek denge.

Saying that Anubhav left from their.

While our Trio kept staring him going.

Anuradha: Jiju ko kya hua hai? Iss tarha toh unhone kabhi kisi ladki se baat nahi ki.

Haseena: shayad hum he over react kar gaye.

Anuradha: Matalab?

Haseena: bad mein bata te hai.

Saying this the trio left not before Mohan apologizing Kamna.

Anubhav directly went to the class and sat on his place.

Mohan came to him.

Mohan: tumhe pata tum abhi kya kiye ho?

Anubhav: nahi, parantu hume ye avashya pata hai ki hum iss samay kya karne wale hai?

Mohan: kya karne wale ho?

Anubhav: tumhari Hatya.

Mohan: m..mai...mai kaha kuch bola nahi ...mai kuch nahi bola

Mohan remained quiet.

Here Haseena too entered the class but sat in front of Anubhav's bench.

Haseena: kya zaroorat thi Kamna ko itna kuch sunane ki?

Anubhav remained silent.

Haseena: Anubhav hum apse baat kar rahe hai.

Anubhav: subha se aap bhi hume kamna ke vishay mein tane kaas he rahi hai na?

Haseena felt guilty for dragging the topic.

Haseena: Accha...s..sorry.

Anubhav: nhi nahi ap kyu kshama maang Rahi hai, haar baar galti toh humari hoti hai..

Haseena: Anubhav...

Anubhav got up from his place and left.

Anuradha: le...ab mana jiju ko. Unka ghussa nak pe rehta hai ye toh samajh ata hai. Lekin Tera ghussa kitna out of control hota hai?

Haseena: Sorry keh toh rahe hai yaar.

Mohan: Iss baar Anubhav bohot ghusse mein hai bhabhi, sirf ek sorry se baat nahi banegi.

Haseena: (pov) kitne acche mood mein the Anubhav Aaj, humne naraz kar diya unhe.

Haseena smiled.

Haseena: (pov) Par ab hum apne Mr.Husband ko manayege.

__________________________________

Precap: Naraz Piya ji
__________________________________

𝙏𝙖𝙪𝙢𝙧𝙖- 𝙁𝙤𝙧𝙚𝙫𝙚𝙧 𝙏𝙤𝙜𝙖𝙩𝙝𝙚𝙧 Where stories live. Discover now