Part 23

1K 127 24
                                    

Shehnaaz entered the store room but suddenly She pinned against the wall with two strong hand before she turning on the light......

Sana: yea kya hai Siddharth.... choriye mujhe

Sid: nehi
Pehle thik se bat karo

Sana: dekhiae samne se hatiye mujhe yea ghi lekar niche jana hai....puja mai der ho jaye ga

Sid: pehele bolo itna gussa isss chotisi nak mai kaise ata hai.....

Sana: bahat ate hai .ab hatiye yeha se

Sid: I am very serious .....pure bat sun ke jao

Sana,: uska har time apse chipak Ke rahena Mujhe pasand nahin aata Hai

Siddharth released one of her hands and with that hand he holds her waist then brought her closer to him , he was bringing his face close to her......

Sid: Koi nahin chipak raha hai Mera sath ......sunegi Mere bat

Sana: nehiiii

Sid: okay theek hai Chali jao Magar Iske bad yea mat kahena "Siddharth aap mujhe kyun kaha nahin mujhe ...Main nahin jata apko chorke"

Kyunki Puri baat Na samajh Kar chale jaane ka aadat tumhara Hai samjhe

Before Shehnaaz could answer, Siddharth opened the door of the store room and went out. Shehnaaz doesn't know what to do .....when she walks out with the container of ghee in her hand and bumps into someone.

Sana: sorry sorry.... Tujhe Lagi to nahin na

Ruhu: bhaiiii

Sana: keya

Ruhu: Maine bhai ko kabhi itna desparate nahin dekha Hai kisi Ke liye .......pahli bar dekha unhe Tere liye vahan se uthkar yahan Tak aaye Hain ...unka Puri baat Sun liya kar

Sana went down and handed the container of ghee to Rita Ma. Then came and sat next to Ruhu

Sana: Ruhu bol

Ruhu: keya

Sana: idhar aja

Purohit ji started the puja and some more bhajans were playing beside him. Due to which it was not possible to talk there, so Sana took Ruhu's hand and brought her a little distance

Sana: kya hua bol

Ruhu: Tere jaane Ke bad..

Hi beautifuls......Nikhil greeted them both as he entered the door

N: hi Sana I mean Shehnaaz kaisi ho aur vah khadoos kaha hai

Sana: khadoos na kahiye.....
vah hai na samne baithe ....jaaiye

Ohooooo...The two joked together.....

As soon as Nikhil present there, Siddharth gets busy with him

Sana: keya tha

Ruhu: gusse mein chale Gayi Magar tujhe pata nahin bhai pahle se Hi Dolly ko mana kar chuka tha magar vah kisi ke bat mante to na... Aaj bhai ne sabke samne waise ki uske papa Ke samne Bhi Mana Kiya

Flash back

Dolly: chalo Siddharth hamen ek sath Puja per baithana hai aur Main hotel se ready hokar I hun isliye

Sid: peheli bat main pahle bhi tumhen kah chuka hun ham bade ho chuka hai hamari dosti ek taraf aur Hamare culture ek taraf Mere culture Mujhe yah sab karne nehi deta hai .. bahar yah sab kuchh aam baat Hai Magar Hamare yahan nahin isliye please yah sab karke Hamare Dosti Ko khatm mat karo.... aur ek baat ham Puja mein ek sath nahin baithenge Kyunki Hamare yah Puja mein Do jivan Sathi yah aise do koi jo ek ke sath ek Dil se juda Ho vahi baithata hai... Tum mere dost isliye hamari dosti Sahi rakhne ke liye hamen thoda line ke andar rahena jaruri hai

Flash back end

Sana: sachchi... Shehnaaz said with a big smile

Ruhu: sacchi sachchi sachchi .....ab chale nahin to ap ke Siddharth munh fulake baithe rahega pura Puja

Sana: tu chal ... Main yah phone attend karke aati ho do tin bar a chuka hai Shayad office se hai

Ruhu: jaldi ajana

Sana: hello

Manager: madam ham kab se Sir ke phone try Kar Rahe Magar phone nahin receive ho raha hai

Sana: aap log ko pata hai na Aaj Ghar mein Kitna important Puja Hai FIR aap phone kyon kar rahe hain

M: mujhe maaf kar dijiye madam mujhe pata hai Magar ek problem a Gaya Hai jiski wajah se sir chahie the

Sana: theek hai main dekhti hun

Siddharth is busy talking with Nikhil on some important matters while Pooja is going on. All around is filled with the sound of puja music.

Shehnaaz repeatedly tried to say something to Siddharth.
Siddharth can't answer Shehnaaz's words in all this busyness because on the one hand he was busy with puja and on the other hand the anger of the morning settled in his mind so he didn't want to talk with Shehnaaz at that moment.

Sana: siddddarth please mere bat suniye

N: Siddharth sunle yaar uske bat

Sid: abhi mujhe haban main bathna hai bad mein baat karte hain......

Sana: ab keya karu

N: koi important baat hai

Sana,: ha vah...

AS:beta Nikhil idhar aja mujhe tujse kuch kam hai

N: ak min sana, mai ata hu

Sana: ok

Ab keya karu

Hello manegar sir mai office a rahi hu

_______________________________________________

Sana: boliae sir.....

M: Madam...vah hamare Khandala bale factory ke workers kam nehi karna cha raha hai....aur half kam karke bandh kar dia hai magar ak din bad hamare model vah dress pehen kar hamare yearly calendar shoot karegi.....par lagta Hai nehi ho payega.... hamare bahat loss hoga madam

Sana: kuch nahi hoga mai abhi niklungi

M: par Madam sir ko bolna jaruri hai

Sana: sir bahat busy hai...mai nikal kar unhe ph kar dungi....

M: thik hai Madam

__________________________________________

Sukla house

Purohit ji: Siddharth baba ab Arti hoga .......Rita ma ne kaha hai issbar pehele ap Arti karenge....

Sid: hmm....magar iss bar mere sath koi aur karegi

P: par Siddharth apke ghar ke iss puja mai srif gharbale hi kar sakte hai

Sid: mujhe pata hai.....vah mere ghar ka hi hai....jaise dadi....ma ....Ruhu mere liye hai...waise hi vah mere sab kuch hai....

Ma Shehnaaz ko bulao....vah mere sath Puja mai baithengi...

Siddharth announced full hak for his jaan
But His announcement split the people who are present there into three groups



Galti maaf karna


Please like
Please comment
Please follow



GEHRAIYAN 2Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu