Part 8

1.2K 135 54
                                    

TUM LOGON KO STORY LINE PASAND NAHIN A RAHA HAI KYA!?????? KYA MAIN BANDH KAR DUN YAH STORY. BAHUT SOCH SOCH KE LIKHNA PADTA HAI AUR LIKES COMMENTS NAHIN AATA HAI TO BURA LAGTA HAI....🥺🥺🥺

DEKHO MAIN YAH STORY SHURU KIYA HAI TO KHATM TO KARUNGI HI.... AGAR TUM LOGON KA PYAR MILE TO LIKHANE MEIN BAHUT MAJA AATA HAI



START

Sana: may I coming sir

Sid: yes
Ab keya hai..... said little rudely ( fake attitude ha yaar Suklaji 🤭)

Sana: vah

Sid: jaldi ....mujhe jada time nehi hai

Sana: vah mai apka kam karne ke liye taiyar hun

Siddharth narrowed his eyes at Nikhil as Nikhil was looking at Siddharth with surprised eyes

Sid: to tum man gaye

Sana: ha srif apne dost ke liye

Siddhartha clenched his fists tightly but said with normal voice

Sid: ok

Sana: kab se join karu

Sid:kal se

Sana: kal se ......par mujhe iss bare Main Koi pata nahin hai mujhe preparation ka thoda time chahie

Sid: koi jarurat nahi hai... Kal subah 8:00 baje Aakar Miss Priya se Milo vah tumhen Sab kuchh Bata dengi

Sana: par aise

Sid: time over miss kour... Abhi aap ja sakte ho

Sirf yad rakhna subah 8:00 baje tak aapko office a jana hai

_______________________________________

As Shehnaaz leaves, Nikhil asks Siddharth how it's happened

N: Aisa kya ki hai tune Jo itne jaldi se man Gayi

Sid: miss Sana kour bhul chuki hai ki unki har Ada ko main bahut acchi tarike se jaanta hun

Flashback

Just as Shehnaaz was leaving Siddharth's office room, Siddharth called Sagar

Sid: Sagar Mere baat pura nahin hua
Abhi Tak

Sagar: sir ek minut dijiye main Shehnaaz se thoda baat karke aata hun vah upset ho gayi hai

Sid: per agar mere baat khatm nahin hua To Tum Shayad bahut jyada upset Ho jaaoge

Sagar: boliae sir

Sid: Maine suna hai tumhare mom ko high blood sugar ka problem hai tumhen Shayad pata nahin hai hamen yah jitna Bhi employees kam karte Hain UN logon Ko Apne parents ke liye hamari taraf se Mumbai ke sabse acche doctors ke pass free mein checkup karne ke Ko milta Hai

Sagar: oho achcha

Sid: ab Dosti aage hai ya ma yah soch Lo... If you work here, you will be very comfortable in life with all the benefits you will get. Today, as much as your mother has worked financially and physically behind your studies, you need to take this opportunity to make her future better....

Sagar: mujhe samajh a Gaya... Main Mera pura Kashish karunga

Sid: Mujhe kam dekhna hai ...mujhe successful man bahut hi achcha lagta hai

Then

Sagar: Papa Ki death hone ke bad mom Akela Sab kuchh Sambhal rahi hai unhone unka pura savings khatm karke mujhe parvaya hai... meri life ke shuruaat mein agar Main itna bada company ke sath kam kar paaun to yah Mere liye bahut Badi baat hota hai ...per theek hai tu jo Sahi soche

GEHRAIYAN 2Where stories live. Discover now