wine 🍷

23 5 0
                                    

next day wedding

outfit
sub niche aate hai
cc sudhamini ko ishara karta hai bhar aane ke liye cc or mini bhar aate hai
mini: tumne mujhe bhar kyu bulaya
cc: hamhari jeet ki khushi mein juice
mini: ye koi time hai koi humhe dekh lenga
cc: koi nahi dekhe ga sab sadhi ki tayari mein mehmano ka suaghat karne mein busy hai or vese bhi is sadhi ke baad humhari ekhri mulakat hogi
mini: tumne sahi kaha cholo fir
mini juice ka gilash utha ti hai
mini: chear
cc smile and chare
dono chaar gilash pi jate hai
anirudh sudhamini stage mein hote hai or bondita cc bhi
gaana bajh ta sudhamini or cc jaate hai or dance karne lagte hai anirudh or bondita ek dusre ko smirk pass karte hai
flashback
anirudh in telephone
bondita
haa sakha babu
mein sadhi cancel kar raha hu mujhe nahi lagta ab kuch hoga
jarur hoga sakha babu ab niche park mein aao
a hello call cut kar diya
anirudh niche aata hai bondita bhi aati hai
anirudh: tum ne mujhe yaha kyu bulaya hai
bondita: apne late kar diya mein un logo ke juice mein wine mila diya hai
anirudh: ye tumne kya kiya kyu kiya
bondita: sakha babu jisse in logo ka sach sabke samne aaye
anirudh: to iska asar to start ho jaiye ga na abhi
bondita: ye esa vesa wine nahi hai 1 ghante mein inka asar suru hoga
flashback end
kaka: ye tum kiya kar rahi ho

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now