Mishti- woh so.....

Just then Mishti saw Abir in driver's uniform, leaning to the car and smiling seeing her. He raised his eyebrows. Mishti smiles.

Gardner- madam ji.

Mishti (smiling seeing Abir)- Hmm.

Gardner- Mishti madam.

Mishti came back to reality. She looked towards the Gardner.

Gardner- Madam aap theek hai na??

Mishti again looked towards Abir, but saw the driver leaning to the car and using his phone.

Mishti (in mind)- Yeh kya pagalpan hai Mishti?? Tujhe har jagah Abir kyun dikh rahe hain??

She sensed her heartbeats increasing. She was talking deep breaths to calm herself her racing heartbeats, but of no use.
_____________________

CID Bureau.

Tej- O sir ji, pyar na badi kutti cheej hoti hai ji. Koi pyar mein na hi pade toh achha hai.

Rv- Tej bhaji, aapko abhi pyar hua nahi na?? Jab hoga, phir puchheinge aapse ke aap kitna door bhaage iss kutti cheez se.

Tej- O na na sir ji. Inn sab se toh door hi bhale hain. Apne Abir sir ki haalat toh hum dekh hi rahe hain.

Raghav and Iqbal look towards Abir.

Abir was holding a file in his hand and was smiling like a fool. Raghav noticed that Abir sahab ne file ulti pakdi hai. All 3 try to suppress their laugh seeing Abir.

Raghav goes to Abir and pats his shoulder. Abir came back to reality and looked towards raghav.

Raghav (giving a meek smile)- Kya kar rahe ho bhai??

Abir- kya kar raha hoon?? Case padh raha hoon.

Rv- pichhle ek ghante se??

Abir- case important hai, time lagta hai padhne ko.

Rv (Again giving a meek smile)- Jaldi, kaafi jaldi padha ja sakta hai.....

Abir was confused.

Rv- ......agar file seedhi pakad lo toh.

Abir's eyes widened. It was then he noticed that how he was holding the file. He immediately held it correctly. Raghav, Tej and Iqbal laugh. Abir was feeling shy. He looked everywhere but them.

Rv (teasing)- aaye haaye!! Mukhde pe laali toh dekho.

Iqbal- lagta hai ke kissi ko Bhabhijaan ki bahut yaad aa rahi hai.

All laugh. Abir looks at them with his mouth open, but then smiles all blushing.
_______________________

Mishti was sitting in her room.

Mishti (to herself)- mai kissi Abir se baat nahi karungi. Pata nahi kaunsa Abir kaun nikal aaye. Kabhi Jugnu bhaiya, kabhi Darshan kaka, kabhi driver bhaiya, toh kabhi khaali hawa. Mai baat hi nahi karungi.

Just then, Ketki came running to her.

Ketki- bhabhi!!!!!

Mishti was startled.

Ketki- bhabhi, mujhe na aapko ek kamaal ki baat bataani hai.

Mishti (confused)- Kya??

Ketki- bhabhi, aapko pata hai maine Internet pe dekha hai. Heartbeats badh jaati hain.

Mishti (confused)- hain??? Heartbeats badh jati hai?? Kaunsi bimaari mein??

Ketki- pyar mein. You know bhabhi, maine Internet pe dekha tha ke jab koi pyar mein hota hair toh usski dil ki dhadkanein 20% tak badh jati hain.

Mere Humsafar...Where stories live. Discover now