|| Chapter 2 :- Naitik takes the decision ||

335 21 8
                                    

Naitik and Akshara leave for office. Naira was alone now so she called Tushar.

Tushar : hello jaan... Bolo kya hua?

Naira : Tushar...

Tushar : naira kya hua? Tum ro rhi ho? Naitik uncle ne kuch kaha kya?

Naira : nahi... Aur mai nahi ro rahi... Par jald hi roungi agar tumne time pe decision nahi liya toh...

Tushar : matlab?

Naira : matlab ye ki papa bohot serious hai meri shaadi ko lekar... Tum jaldi mere papa se baat karo na... Varna vo meri shaadi kisi aur se kara denge...

Tushar : (chuckles) hitler is on full mood huh...

Naira : tushar ye mazak nahi hai... Mai sach keh rahi hu... Papa ne toh maasi se keh bhi diya hai mere liye ladke dekhne ke liye...

Tushar : chinta mat karo jaan... Aur stress bhi mat lo... Tumhari shaadi mujhse hi hone wali hai...

Naira : toh mere ghar aao aur papa se humari shaadi ki baat karo...

Tushar : ye kaam tumhe macchar maarne jitna asaan lag rha hai kya jaan? Kya tum bhi tension leti rehti ho...

Naira : Tushar tum bohot lightly le rahe ho... Meri baat suno na...

Tushar : jaan... Tum bhi janti ho ki mai koi bhi baat lightly nahi leta... I think you know that...

Here, Naitik comes outside and sat on his two-wheeler. He realised that he forgot the keys so he went back in the house. The keys were kept on the dining table. He took them and turned to leave.

" Tushar! Tum meri baat sunne wale ho ya nahi? Ye matter bohot serious hai! " a loud voice came from upstairs. That voice was of Naira.

" itni tej awaj? Chal kya raha hai iska? " Naitik thought and went upstairs to check. Naira's room's door was open. Naitik stood the door listening to her while she was in the balcony backfacing him. She didn't knew Naitik has come. She continued her talk.

Naira : dekho... Papa bohot jyaada serious hai meri shaadi ke mamle mein... Matter haat se bahar jaane se pehle ek baar papa se aake millo na pls... Hum bataenge na unhe ki hume shaadi karni hai... Ha... Mujhe kuch nahi pata... Tum bas aa rahe ho... Batao kab aa rahe ho?

Before anyone could talk, Naitik shouted from behind,
" aaj! "

Naira immediately recognised the voice and looked behind scared. She cut the call immediately. She was shivering due to fear. Naitik angrily came to her.

Naitik : abhi bulao... Nahi nahi abhi bulalo use... Kisse baat kar rahi thi? Vahi Tushar na? Usse shaadi karni hai tumhe? Do rupaye kamane ki akal hai kya usme? Do rupaye?

Naira : p... papa...

Naitik : bachpan se saare zidd pure kiye hai ha tumhare...

Naitik sighs and calls Akshara.

Naitik : jald se jald ghar aao... Sawal mat karo ghar aao... Leave application baadme bhejdena... Jaldi!

Naitik cuts the call and looks angrily at Naira. Naira had started crying by now.

Naitik : phone do...

Naira : papa...

Naitik : (shouts) phone!

Naira gives the phone to him.

𝓡𝓮𝓱𝓷𝓪 𝓣𝓾 𝓟𝓪𝓵 𝓟𝓪𝓵 𝓓𝓲𝓵 𝓚𝓮 𝓟𝓪𝓪𝓼... ❤ ~Kaira FF Where stories live. Discover now