Part 37

561 33 6
                                    


Next day everyone got ready and had breakfast, and after sometime pandit ji arrived.

Savithri - namasthe pandit ji, aap ek baar mere bete aur bahu ki kundli dekhe batayie ki kaunse din subh hei shaadi ke liye

Pandit - ji, he saw them, yeh logon ki kundli ki hisaab se bees din baad bohut acha muhrat hei, agar aapko koi aitraaz nahi ho tho ussi din karskathe hei shaadi

Savithri - aapko kya lagtha hei Sudha ji

Maasi - ji mujhe koi problem nahi hei iss muhrat se

Savithri - tho thik hei pandit ji, ham yehi final karthe hei

Pandit - ji thik hei

Maasi - pandit ji koi dosh tho nahi heina kisi ki kundali mei

Pandit - ji nahi, koi dosh nahi hei, aur tho aur aane wali bahu ki charan bohut subh hei,bohut kushi layegi iss ghar mei, socho ki lakshmi devi aapki ghar mei kadam rakhne vaali hei

Both Ahaan and Ishqi looked at each other and blushing.

Chachi - woh tho hei pandit ji, hamari bahu hamari ghar mei kadam rakhne ke pehle hi bohut saari kushi laayi hei

Sarla - ji tho shaadi ka date fix hogaya na, pandit ji ham engagement kab karsakthe hei

Pandit - ji, chaar din baad bohut acha hei engagement ke liye

Savithri - thik hei chaar din baad engagement karthe hei, bees din baad shaadi

Sonu - haa, hame shaadi ki preparations karne ke liye acha kasa time milega

Kartik - haa afterall "Ishqaan" ki shaadi hei, ham bohut ache se karenge

Maasi - Ishqi aur Ahaan beta aake pandit ji ka aashirwaad lijiye

They came and took blessings. After pandit ji left, they fed each other's sweet to celebrate it.

Ahaan - guys, ab jaldi se tayar hojayiye hame ngo jaana hei

Chachi - haa, ham tayar hojayenge

Everyone left for ngo. 

Rakesh - namasthe bhaiya, meine sab ready rakha tha, aapne bola apni family ke saath aanewale ho

Ahaan - thankyou Rakesh, aur yeh mere family hei, he introduced everyone to him, and guys yeh Rakesh hei yaha ka sab dekh raha hei yeh, aayiye andar aayiye mei sab explain kartha hun

(Guys mujhe pata nahi ngo kaise maintain karthe hei and anything related to that, I'm just writing as per my imagination)

Ahaan - isse miliye Prashanth aur Ragini, yeh dono lawyers hei aur husband and wife hei, jisse bhi uske husband par yaa kisi tharah ki case karni hogi, yeh dono uska help karthe hei

Prashanth - hey, mei tumhara besfriend bhi hun, sirf as a lawyer introduce kar rahe ho

Ahaan - sorry sorry, yeh mera bestfriend bhi hei, ab kush

Prashanth - hmm nice, vaise I have to say thanks to you Ahaan for giving us this chance to contribute as much as we can to the good work you are doing, and aunty ji aapke bete ne bohut mehnat ki iske liye, mei starting se Ahaan ke saath tha, and as a friend I'm very proud of him

Savithri - haa beta hame bohut acha laga tumse milke, aur ham sab bohut garv hei hamare bete ko dekhke

Ahaan - Rakesh, Prashanth, Nandini kal se meri maa aur chachi bhi join karenge, to manage everything here, and to provide moral support and necessary help if needed

Rakesh - ohh you're welcome mam, we all are really happy to hear this

Ragini - vaise Ahaan tum ek main cheej bhul gaya

Ahaan - kya.. kya bhul gaya mei

Ragini - tumne bola na, next time tum apne girlfriend ke saath aaoge aur usse hame introduce karwaoge

Ahaan - ohh, wait abhi milvatha hun, yeh rahi Ishqi meri girlfriend aur meri fiancee, chaar din baad hamari engagement hei, aur aap sabko aana hoga

Ragini - whatt, yeh hei tumhari girlfriend, she came and hugged Ishqi, oh my god I'm so surprised, vaise I'm happy for both of you, aur ham jarur aayenge

Kartik - Prashanth bhai, if I'm not wrong aap bhai ki school time bestfriend heina

Prashanth - haa finally tumne pehchana mujhe, vaise Ragini bhi vahi school mei hei, hamari love marriage hui thi

Sonu - ohh haa, Ragini di aap school ke topper ho na, thab se mujhe lag raha tha ki kahi dekhi si lag rahi hei

Ahaan - haa, yeh dono meri school friends hei, school ke baad hamari contact chut gayi, aur kuch hi din pehle ham mile the

Ishqi - haa, vaise acha laga yaha aap sabse milke

Ragini - haa, vaise engagement chaar din ke baad heina, tho ham shopping karenge aaj, tum mei aur Sonu, chale kya

Ishqi - haa jarur chalenge, par hame pehle hospital jaana hei, waha ka kaam hone ke baad mei tumhe call karungi tum aajao

Ahaan - hello, meri bhi engagement hie, mujhe bhi naye kapde leni hei

Ragini - tho tujhe mana koun kar raha hei, she hified with Ishqi and they all laughed

Prashanth - chod Ahaan ham bhi chalenge shopping pei, vaise bhi ladkiyon ke saath shopping jaane ka risk nahi lesatha mein

Ahaan/Kartik - they remembered the incident when they went shopping with Ishqi and Sonu, haa bhai ham akele hi jaayenge

Ishqi - kya matlab, aapko yeh lagtha ki ham bohut time lethe hei, haa she said angrily

Ahaan - nahi nahi Ishu, aap log shopping kijiye, hame shopping ke baad preparations bhi dekhni hei na, isliye hame time lagenge

Ishqi - thik hei ham chalenge

They went to restaurant and had amazing time together. After that elders went home with Raj, and Ahaan Kartik Ishqi and Sonu went to hospital.

//To be continued


You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Aug 14, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Together Forever💖Where stories live. Discover now