Part 7

690 42 5
                                    


First of all sorry guys for not updating regularly. I have been occupied by office work past week, so I was unable to update. But from now on I'll try to update regularly.

==========================================

Kartik reached Malhotra Mansion and had dinner and went to his room.

Kartik POV:

I know yeh Rhea aur Dadi bhai bhabi ko kabhi kush nahi rehne degi, but ab mei kya karu kese roku unlogon ko....ek kaam kartha hun ghar ke bahar aur hall me CCTV cameras lagatha hun, haa yehi sahi hoga...par woh dono tho Dadi ke room me discuss karenge na, Dadi ke room me tho cameras fit nahi karsaktha na....ek kaam kartha hun, Dadi ke room me mic fit karwatha hun, haa yeh ekdum perfect hei, well done Kartik...chal ab soja kal bohut kaam hei

Next day morning after confirming Dadi is not at home, Kartik fitted CCTV cameras in hall, terrous, main gate, and also hid a mic in Dadi's room. Meanwhile Dadi and Rhea thought to start their plan after few days, because even if they do small mistake now, they will be caught easily.

In the office, Kartik came into Ahaan's cabin.

Kartik - bhai chipkali ka call aaya hei aaj, bohut din hogaye na woh chahthi ki ham sab kahi bahar jaake time spend kare saath mei

Ishqi - are wah yeh tho bohut acha idea hei, tum plan banao Kartik ham iss weekend pei jaayenge

Ahaan - haa plan banake Sonu aur Raj ko boldena

Kartik - thik hei, mei Sonu se discuss karke plan banatha hun

Same day in the evening,

Kartik - bhai meine aur Sonu ne plan banaliye hei, ham sab Saturday morning shopping jayenge, uske baad restraunt jaake khana khayenge aur uske baad ham old age home jaayenge, hame maasi se milna bhi hoga vaha ke logon ke saath time bhi spend karsakthe hei, aur next day pura ham aapke apartment mei rahenge, tho batayiye kaisa hei plan

Ishqi had tears in her eyes, because she didn't expect them to visit old age home.

Ishqi - thankyou Kartik old age home jaane ke plan banane ke liye, I promise aap log vaha bohut enjoy karenge

Kartik - arey thanks kis baat ke liye, hamne bohut sari parties mei gaye the, aur bohut concerts attend kiye the, par ab sach me hame vaha ke logon ke saath enjoy karna hei, past mei jo bhi hua uske baad realise kiya ki yeh parties kuch nahi hothe asli kushi tho dusron ko kush karne mei hei

Ahaan - vaise plan tho acha hei, par tumhara idea nahi lag raha, asked him teasingly

Kartik - haa, yeh idea Raj ka tha, par meine bhi uska saath the na, thoda sa credit dedo mujhe bhi

Ahaan - thik hei, thik hei itha rona mat

Ishqi - aap kyu pareshan kar raha hei mere pyaare devar ko, kam se kam woh kuch tho help kiya, aap jaise har waqt kaam kaam nahi karthe na khadus insaan

Ahaan - kya mai khadus hun haa, aur mei har time kaam kaam nahi kartha, mei ghar mei bhi tumhara help karraha hun na, khana banana bhi seekh raha hun, aur tumhe tho meri efforts kuch nahi dikhtha, sirf Kartik ka efforts dikhthe hei tujhe

Kartik - haa tho ham bhevar hei na issliye

Ahaan - yeh bhevar kya hei

Ishqi - aapko yeh bhi nahi pata, bhevar matlanb bhabi+devar, hified with Kartik

Ahaan - aap logon ka bas chale tho yehi sab karthe rehthe hei, chalo Ishqi ghar jaathe hei, late horaha hei, Kartik tum bhi ghar jao

They left for their respective houses. Like this few days passed. Today is Saturday, so Kartik and Soraj came to Ishqaan apartment. They had their breakfast and left for mall to shop. As soon as they reached mall, Sonu and Ishqi went towards ladies section and started shopping, whereas Karik Ahaan and Raj also went to men's section and they bought few things. They went to cafetaria in the mall and sat there talking about random things, but the girls were busy in shopping.

Kartik - bhai do ghante se ham yehi baithe hei, yeh log nahi aarhe hei 

Ahaan - lagtha hei pura shop kharid rahe hei

Raj - nahi nahi bhayya woh saare kapde dekhke phir ek do karide nikalthe hei shop se, aapko experience nahi heina, mujhe tho yeh sab patha hei, par aaj bohut relaxed hun Ishqi hei Sonu ke saath, issliye atleast baitke coffee pee raha hun, warna uske saath saare shops ghumna padtha

Kartik - woho yeh chipkali kuch jyada shopping karthe hei yeh tho pata hei, par ab bhabi bhi, yeh dono saath the tho aadha time baat karne mei hi nikal jaayegi

Ahaan - mujhe tho bohut bhook lagi hei, abhi tak do coffee pee chuka hun, yeh shopping tumhara plan hei na Kartik, agli baar plan mei shopping add kiya tho mujhse pitega thu

Kartik - mujhe kya pata ki yeh log ithna time lagenge, aur koi bhi galati dubara repeat karenge kya, mei bhi dubara shopping hamare plan me add nahi karunga

Raj - arey yaar aap log aisa mat kaho, agar separately shopping gaya tho uske saath hame bhi ghoomna padtha, so next time jab bhi shopping karni tho woh dono ko saath bhejenge, uska shopping bhi hojayega hame aaram bhi milegi

Ahaan - haa yehi sahi hei, aakir experienced banda bolega tho manni hi padegi

Kartik - banda...not bad bhai Ishqi effect

Ahaan - shut up Kartik, woh dekho woh log aarahe hei

Kartik - par ek hi bag hei unke haathon mei

Raj - woh log hi batayenge

Ahaan - aap log teen ghante se shopping karrahe hei par ek hi bag hei haath mei

Ishqi - yeh mall ka plan kiska tha, ek bhi kapde ache nahi the, woh tho bina kuch karide shop se nahi nikal sakthe na issliye kuch bhi kharid liye the, aur agli baar yeh mall ka plan banayenge tho bohut bura hoga

Sonu - haa ithna gume hamne par ek bhi dress ache nahi the

Ishqi - isse ache kapde tho Sarojini me honge, Sonu ham Sarojini chalenge waha saste mei bohut achi kapde mil jaayegi

Kartik - nahiiiii(he shouted because he thought if they go sarojini now boys will die of hunger😂), ab khaana khathe na bohut bhuk lagi hei, aur bhabi aap tho diabetic ho na aapko khana sahi time par khani hei, next time jaayenge na sarojini(Raj and Ahaan mentally thanked him)

Ishqi - thik hei, chaliye chalthe hei

The time is almost 2.30. They decided to go to restraunt which is in city outskirts, it is 2 hrs journey. They all have one more round of coffee and started for restraunt. Ahaan is driving, Raj sat beside him. Kartik, Sonu and Ishqi sat in the back seat. Ishqi and Sonu are discussing about clothes whereas Ahaan and Raj are discussing related to business, Kartik got bored and started playing games. Since Ishqi and Sonu were very tired, they slept on the way. Sonu slept on Ishqi's shoulder, Ishqi also put her head on Sonu's shoulder and they were sleeping. Meanwhile Ahaan Kartik and Raj were adoring them and their bond, they are finally happy because Sonu always longed for sisterly love and finally she got that from Ishqi, Raj clicked their pic and sent to their group, now finally Raj and Ishqi are added to their Babaji ki tigdi group.

They reached restraunt and ate food with lots of gossips and laughter, Ishqi want to surprise maasi, so she bought gife to maasi and as usual medicines for people who live there, Ahaan Kartik and Raj also got some gifts and they left for old age home.

//To be continued


Together Forever💖Where stories live. Discover now