Part 34

343 35 5
                                    


After lunch everyone went to their rooms to rest for sometime. Ishqi went to Sonu's room to discuss few things. Raj and kartik went to hospital to check on 'her'.

Savithri - knocked Ahaan's room door, beta mei andar aau

Ahaan - aayiye maa, aapko puchne ki jarurat nahi hei, aap jab chahe aa sakthi ho

Savithri - kuch nahi beta, mei tumhari birthday gift dene aayi thi

Ahaan - maa aapko yeh sab karne ki jarurat nahi hei, aapne mujhe maaf kiya wohi mere liye kaafi hei

Savithri - aise kyu bol rahe ho, agli baar purani baate meri saamne boli tho thappad marungi tujhe, mujhe apni bete ko gift deni hei aur mei dungi bhi

Ahaan - ok...ok maa dikhayiye kya laaya aapne

Actually Savithri painted Ahaan's childhood birthday picture. She gifted it to Ahaan.

Ahaan - got shocked, maa... yeh

Savithri - haa beta, mujhe paint karna bohut pasand hei, par meine woh aadat chod di shaadi ke baad, ab socha ki tumhare liye yeh banake du

Ahaan - he hugged Savithri, thankyou maa... thankyou so much, yeh best gift hei...sabse best gift

Savithri - chal... maa ko koi thankyou kehtha hei kya

Ahaan - maa yeh dekhiye Sonu kithni choti thi, aur isme bhi woh Kartik se lad rahi hei

Savithri - haa beta, birthday tho tera hei, par woh dono lad rahe hei cake ke liye

Ahaan - haa maa, aur batayiye na aapki interests ke baare mei, mei janna chahtha hun

Savithri - ab yeh sab baaton ka kya faida beta, ab bas mere bache kush rahe vahi chahiye mujhe

Ahaan - nahi maa, please mei sachme janna chahtha hun, mujhe aapke liye bohut kuch karni hei, aapko bohut kush rakhni hei

Savithri - thik hei beta, mei tumhe kaise mana kar sakthi hun, woh bhi tumhari birthday pe

Ahaan put his head on Savithri's lap, and she is carressing his hairs.

Ahaan - aapne kab tak padai ki

Savithri - pata hei, meine degree pass kiye the woh bhi first class mei, uss time mei na.. mei ek hi ladki thi jisne uthna acha marks laya, phir shaadi ke baad kuch din meine school me teacher ka kaam kiya

Ahaan - woww, great aapne top kiya woh bhi uss time pe

Savithri - haa beta, tum bilkul mere jaise ho, padai mei, aur sab mei, gusse ke ilava sab kuch mere jaisi hi ho tum

Ahaan - maa, par usme mei kya kar saktha hun, mujhe gussa bohut aata hei, aur mei bohut try kar raha hun woh badalne ke liye

Savithri - haa beta, ek aur baat bhi hei, par ham kal discuss karenge iss baat ko

Ahaan - nahi nahi maa, abhi boliye

Savithri - beta, tum bohut ziddi ho gusse wale ho, par tumhara dil sacha hei, mei maanthi hun ki tumhe bohut bada dhoka mila, boht dard saha tumne, aur uske liye tum abhi bhi mummyji se naraz hei

Ahaan - maa dadi ke baare mei ham baat nahi karenge please

Savithri - beta ek baar meri baat sunlo, tumhari dadi ne mujhe bohut dard diya... mei apne bacho se dur rahi, par woh sab unhone uski bete ke liye kiya

Ahaan - par maa

Savithri - beta uski galti ka saza woh bhugat rahi hei, agar ham isse jyada saza usse dega tho usme aur hame kya farak hei, woh insaan jaise bhi hei, woh tumse aur Sonu se bohut pyaar karthi hei, beta ek baar soch lo

Ahaan - maa, meine iss baare mei socha, infact mei tho usse police station bhejna nahi chahtha, par mei kya kartha, uska sach bahar aane ke baad bhi woh dhamki diya tha ki woh aapk aur Ishqi ko haem karegi, aap batayiye mei kya karu, mei usse iss ghar mei rehne dene ka risk nahi leskatha ma

Savithri - tumne thik kiye beta, par mei ek baat bolthi hun tum sunoge meri baat

Ahaan - ji maa

Savithri - tum aur Ishqi kal jaake mummyji se miliye, usko tumhari shaadi ka khabar do, agar tumhe laga ki woh badal gayi hei tho please usse ek chance do beta, insaan chahe jaisa bhi ho hame usse ek chance dena chahiye, yehi tho hamari sanskaar hei

Ahaan - ok maa, mei jaatha hun kal waha Ishqi ke saath

Savithri - yeh hui na baat, I'm proud of you beta

Ahaan - maa, aapne hamari childhood pictures nahi dekha na, aayiye mei dikhata hun

Ahaan showed their childhood memories with Savithri, and they both spend time with eachother.

In Sonu's room:

Ishqi - Sonu tumara kaam kaisa chal raha hei

Sonu - haa bhabi acha tha abhi ke liye

Ishqi - aur ghar mei sab theek hei na

Sonu - haa bhabi sab teek hei, aapko pata hei, mummyji boht acha khayal rakh rahi hei mera, ab woh mujhe ghar ki kaam nahi karne de rahi, woh retire hogayi na.. isliye pura kaam wohi kar rahi

Ishqi - yeh tho bohut acha baat hei

Sonu - par Ishqi, mujhe dar lag raha hei

Ishqi - dar kis baat ka Sonu

Sonu - ab ghar ke saari kaam mummyji kar rahi hei, aur mei office jaa rahi hun, kal kisiko yeh baat pata chali tho, sab mujhe hi taane dege na ki mei mummyji se ghar ka kaam karva rahi hun

Sarla - she listened everything from outside, kisiko ithni himmat sarla ke bahu ko kuch bolne ki

Sonu - mummy ji...woh..woh ham vaise hi baat kar rahe hei

Sarla - arey Sonu ithni kyu gabra rahi ho, mujhe ek baat tho pata chala ki jab tak ham bahar waalon ki baate sunenge thab tak ham dil se kush nahi honge, tho tum bhi yeh sab mat socho

Sonu - thankyou mummy ji

Sarla - chal pagli, agli baar aisa khayal man mei aaya tho mere paas aakar share karo, mei tumhe ache se samja dunga aur sab sambhal lunga

Sonu - hugged Sarla, haa mummyji

Sarla - tum bhi aao Ishqi

Ishqi also joined hug happily.

Sarla - Ishqi, mei boht kush hun aakhir tumhari shaadi horahi hei, mei tho tumhari shaadi dhum dham se karungi

Ishqi - mom, woh mei simple shaadi karna chahthi hun, sirf hamari families ke saamne

Sarla - jaise tumhari marzi beta, par ladki waale hone ke naathe mei tho kuch kar sakthi hun na meri beti ke liye

Sonu - jarur karenge mummyji, ham bhaiya aur bhabi ki shaadi bohut ache se karenge

Ishqi - haa mom, aapki joh bhi ideas hei na ham woh sab karenge

Sarla - haa beta, usse pehle mujhe apne liye ek assistant dundni hogi

Ishqi - haa mei kardungi aap tension mat lijiye

Sarla - thik hei beta, ab mei chalke aaram karthi hun, warna party mei mera face pe glow nahi rahega

Ishqi - ji mom, mei aapke liye spinach ke juice bhejthi hun

Sarla left, and Ishqi and Sonu also slept for sometime.

//To be continued



Together Forever💖Where stories live. Discover now