Everyone shocked. Anirudh stood immediately and asked "bondita kamre me nahi hai mtlb?? Kaha Jaa sakti hai is vakt?" He asked tensely. "Bondita ko kisi ne dekha bahar jaate huye?" Kaka asked to knowing about his becoming daughter in law.

Bela came near to "nahi maine bondita ko kahi bahar jaate nahi dekha, lekin.....mujhe uske kamre se ye letter mila hai." She said to showed the letter. Anirudh took it from her and read carefully.

Letter - agar chahte ho ki bondita tumhe sahi salamat mile! To is address par aa jana.

..... Bondita's well-wisher.

Kaka also looked at the letter and asked to anirudh. "Kya hua anirudh? Kya likha hai is letter me?" He asked being tensed. "Kaka kisi ne bondita ko kidnape kar liya hai!" He replied being nervous. Kaka also got scared "tum kaho to ham report likhvaye police station ne?" He asked. Anirudh denied. "Kisi shubhchintak ne bondita ko kidnape kiya hai!" He said being confused. "Par ye shubhchintak kon hai dada aur usne kyo biudi ka apharan kiya hoga?" Somtuk asked.

"Mujhe bhi nahi pata ye kon hai? Par isne kaha hai agar bondita sahi salamat chahiye to bina kisi ko bataye uske bulaye jagah par Jana hoga!" He replied being scared. "To phir anirudh soch kya Raha hai? Tu ja Bondita ko lekar aa, aur dekh kya firoti mangi hai usne?" Kaka advised him. "Firoti nahi mangi hai usne kaka usne bas kaha hai ki vo bondita ko janta hai! Aur agar vo bondita ko janta hai to phir usne uska kidnape kyo kiya hoga? Aur bondita ne ye sab kyo nahi bataya?" He asked to being confused to himself.

"Tu yahi par sawaal javab karta rahega anirudh ya use lene bhi jayegaa??" Kaka said to scolded him. Anirudh noded then he about to leave her mama mami stopped him and tell him about her well wisher. Anirudh after knowing him. Then he left hurriedly for taking bondita.

On the other side.
Someone bind her with chair and whisper in her ear "tumne mujhe halke me kaise le liya bondita?? Maine tumse kaha tha na ki me tumhe khud se door nahi Jane dunga? Aur dekha meri baat na manne ka natija utha liya maine tumhe tumhari shadi se?" He asked being closed to her.

"Jayesh tumhe sharam aani chahiye itna kuch hone ke baad bhi tum expect bhi kaise sakte kar ho ki me tumse shadi karungi?? Hargish nahi! Me sirf anirudh se pyaar karti hu aur unhi se shadi karungi. Tumhare liye acha yahi hoga ki tum mujhe chod do varna me bhul jaungi ki hamara bich kabhi koi rishta bhi tha!" She shouted at him. "I like your attitude bondita! Isliye to me tumse pyaar karta hu" he replied in seducing way.

"Agar tum mere friend ke lover nahi hote to me kabhi tumhe maaf nahi karti tumhari is harkat ke liye! Aur pyaar karna to door tum to dosti ke layak bhi nahi ho!" She replied to feeling guilty from inside.

"Acha!!! Mat bhulo bondita agar tum London gayi thi to sirf meri vajah se....varna tumhari study dhari ki dhari reh jaati" he replied while going closer to her. "Han! Sahi kaha vahi sabse badi galti thi tumhare sath jaake aur mat bhulo ki tumne mere saath kya karna chahte the" she remembered her incident when Jayesh went close to her when bondita slept in her bed. "Aur.....agar us din mujhe ruhi sab sach nahi batati to shayad me kabhi tumhara sach Jaan hi nahi paati!!" Bondita replied in moist eyes. "Oh come on bondita.....purani baato me mitti daalo aur chalo ek nayi shuruaat karte hai, aisa karte hai ham dono shadi kar lete hai!" He gives her option. "Kabhi nahi" She strictly denied in front of his mouth.

"Pata tha ki tum nahi manogi! Aur Aisa kya jaadu kiya hai tumpar us anirudh ne? Ki uske alava tumhe koi aur dikhta hi nahi? Kuch jyada hi usne tumhe pyaar se rakha hai tha kya apne bed me?" He asked while smirking on her. She burnt in anger and replied "unhone mujhe apne saath jarur rakha tha, par kabhi meri marji ke bina mere karib aane ka socha bhi nahi! Aur mujhe to ye sochkar bhi bura lagta hai ki kitni choti soch hai tumhari in chizo me!!" She replied in disgusting way to him.

"Acha acha koi baat nahi, Par mujhe ek baat batana tum jiski itni taarif kar rahi ho vo anirudh roy choudhary mujhse jyada handsome hai kya!! Jiske liye tumne mujhe bhulane me ek pal bhi nahi lagaya??" He asked while looking deep into her eyes. "Pyar kabhi roop rang dekhkar nahi hota jayesh! Pyaar ko to sirf sadgi pasand hoti hai, phir na vo chahera dekhta hai aur nahi hi rang vo bas ho jaata hai" she replied gently. "Aur tum mere anirudh ko apne se compare karna band karo, tumhe koi hak nahi hai khud ko unke saman samjhne ka samjhe tum??" She replied roughly. But he ignored.

"Bondita..... bondita...... bondita tum kab samjhogi mera craziness?? Shadi to ne tumse karke rahunga aur uske liye mujhe kuch bhi karna pade to me karunga, aur me bhi dekhta hu ki tumhara vo lover tumhe kaise bachata hai?? Aur aaj agar maine tumhe usse china nahi na to Mera naam bhi jayesh raaj nahi! because I love you more than anything" he announced proudly in empty hall. Bondita couldn't met her eyes with him. She thought in mind "agar me anirudh ko pahle hi bata deti to shayad ye jayash mujhe kabhi kidnape nahi kar pata!" She feels bad for herself.

"Kaha khoi hui ho bondita?? Aur tum kaise bhul sakti ho ki tumhare us mental instability ka responsible kon tha??" He intentionally asks her so. Bondita looked at him with teary eyes and said "vo sab tumne kiya tha??" She asked being confused.

How was the chapter? What will happen next? How was bondita's past of London? How anirudh will help her for came out this circumstance?

"Anidita - The Way She Loves Me🙈" (Completed ✅)Donde viven las historias. Descúbrelo ahora