10

1.5K 134 4
                                    


Next day,

12:30pm

Teja called sona.
T: sona, I miss you.
S: miss u too, but tu itni upset kyu hai.
T: yaar main bore ho rahi hu, mumma papa raat ko aayenge, Ada k saath plan bana tha, vo bhi main time pe cancel ho gaya.
She said with a bored face.
S: tu na Ek kaam kar, mere set pe aaja..
T: hain? Sachi, but tu toh shoot kar rahi hogi na.
She saw sona is wearing bridal outfit.
T: aur shadi sequence Bahat lamba hota hai I know that.
S: haan, but aaj last day hai mera shoot ka ,toh utna hectic nhi hai, abhi I think 5 baje k aas pass shoot hoga mera.
T: OK, toh main aa rahi hu, bye.
She said in excitement and cut the call
S: kya pagal ladki hai.

, in mall
Karan ,Pihu, Omi are having lunch.
P: papa muje chocolate chahiye.
K: nhi, aaj nhi, aapne Bahat khaya hai kal.
P: papa plz.
K: nhi.
He made a cute pout and looks towards Omi.
O: muje mat dekh, main kuch nhi karunga.
P: ( thinking) kya kalu? Haan golu mumma, pal vo toh chut pe hogi na, pal vo chocolate degi, main udal jaungi

Papa, muje golu mumma k pass Jana hai.
K: no.
P: kyu, muje jana hai.
K: no Pihu.
P: aap kitne gande ho, mumma se Milne nhi dete, ab golu mumma se Milne nei de lahe ho.
At that time, Omi is talking to arti ( her gf and sonakshi S manager ).
K: beta vo shoot kar rahi hogi na abhi, toh aap akele kya karoge. Hai na.
P: pal.. Muje Jana hai matlab jana hai.
And started fake crying.
O: aree beta, arti I will call u later, bhai jane do na, waise bhi abhi golu ka 3 ghante ka break hai
K: tujhe kaise Pata?
O: vo,, vo main arti se baat kar raha tha na.
K: Ohho, arti.. Thik hai, om Ek kaam kar tu isko chodke aa, Phir hum ghar chalenge aur golu ko bhi call karle.
P: yeah.. I love you Omi uncle.
K: oh hello, permission maine diya,, aur pyar Omi ko.
O: Pihu, tujhe kahi jalne ki badbu aa rahi hai.
Pihu and Omi giggles.
K: haah haah beta, Ho jao Ek Taraf, meri toh value hi nhi hai.
Both chukled
P: alee papa, aap sad kyu Ho lahe ho, Maine toh aite hi bola ta.
O: vo bhai, aap na akele ghar chale jao. Main Pihu ko chod k chala jaunga ghar.
K: tu apne ghar jayega ya arti k pass jayega haah
O: jaha bhi Jau, apko Konsa kisike bare main sochte ho.
K: tu abhi tak uss baat k liye gussa hai.
He didn't replied.
K: sorry, yaar nhi karunga, ab kab tak tum teeno baat nhi karoge.
O: bhai, Pihu hai idhar.
He said in low voice.
Karan thinks of to do emotional drama, but Omi knows that.
K: yaar main itna bura hu kya, Sab muje chod k chale jate hai.
And Pihu ne sun liya.
P: papa, kon tala gaya?
O: bola tha Maine.
P: bolo na, al aap bule nei Ho. Al main hu na.
Karan really got emotional. And he hugs her tightly.
P: alee, itta Zor se kyu daba lahe ho.. Chodo.

They finished lunch and sat on car And at that time, teja already in sonakshi's vanity and they are talking .
Jaise hi karan car main baith ta hai, sonakshi ko call karta hai, but vo kat deti hai.
K: yaar, kya hai ,phone bhi Kat diya. Chalo koi na, Omi toh Pihu k saath ja raha hai. Kal se baat nhi kar rahe yeh teeno, kya karu main?
Then they reached the set and he drops them.

In vanity van,
Teja and sonakshi are gossiping .
There is regular knock on the vanity door.
S: teja dekh na.
T: are tum...
S: kon hai..
T: are, baby, aa jao upar.
Pihu is crying a lot.
Teja niche Jake Phir Pihu ko vanity main lati hai.
Pihu hugs her.
P: mumma... Mumma
S: Pihu, kya hua, tu ro kyu rahi hai, aur yaha pe kaise aayi.
Teja made her sit in couch .
T: are iske haath pe toh cut lag gaya hai. Blood nikal raha hai.
S: tere side wale drawer Main first aid he nikal.
Phir teja bandage lagane lagi.
P: ahh! Mumma.
T: baby, kuch nhi hai ,thik ho jayega. Phu Phu... Ab thik ho jayega, OK.
Sonakshi is adoring them. Then she cuddles to teja saying mumma.
T: mumma? Baby, main aapki mumma thodi na hu.
Sonakshi dar gayi thi ki vo sach bol degi.
P:(sobbing) main mumma bolungi.
Hain na golu mumma.
S:(thinking )mujhe phasa rahi hai yeh ladki
Teja s heart is pulling towards Pihu unknowingly.
S: vo vo teju kya hai na isko jo bhi accha lagta hai vo usko mumma bol deti hai, hai na Pihu.
T: Ohh baby ,but aap mujhe mumma bologe toh aapki mumma ko bura nhi lagega?
P: nhi, she said hugging her. And looking at her with cute pout.
And teja chukuled and looking sonakshi
S: (thinking) aaise kyu dekh rahi hai teja, ab Konsa cover up Karu, haan...
T: sona, yeh.. Uski mumma...
S: vo nhi hai...
T: oh, I'm sorry,
(in Mind) bichari bachi,, ittu si toh hai.
Pihu, aap muje mumma Bula sakte ho, thik hai.
P: yeah.
S:( in mind )Bahat dino k baad isse itna khush Dekha hai.
T: aap yeh batao ki aapko yeh lagi kaise.
P: pata nei.
S: Pihu tu yaha pe kaise aayi? Kiske saath aur kyu?
P: alee itni chale Chawal (sawal ) puchti ho. Pihu and teja giggled.
S: OK, tu kaise aayi?
P: chal k. 😂 Teja chukled.
S: are matlab ghar se kaise aayi.
P: car se.😂😂
Teja can't control her laugh.
T: yeh sahi tha.
P: mumma, main sach bol lahi hu.
S:( with fake 😡) Pihu, kiske saath aayi hai.
Pihu makes a cute pout.
P: aapke gande bhai k saath. 😂😂
Now all brust into laughter. And hified.
S: thik hai, par bhai kaha Gaye.
P: pata nhi, chale Gaye toh main aa gayi.
T: what? How irresponsible, bacche ko Akela chod diya, agar tu nhi hoti toh yeh kaha jati, jab maine darwaza khola toh yeh akeli thi.
S: wth, She called him but he didn't pick up.
S: fir tu yaha kaise aayi, tujhe meri vanity pata thi.
P: nhi, Omi uncle k saath aayi.
T: aur unhone apko Akela chod diya.
S: aur vo kaha hai, arti k saath.
Uski toh., oh shit, main toh bhul gayi, Pihu tujhe kuch khana hai.
P: 🍫, ice clim.
Both smiled at her.
T: aapko aur kuch nhi khana.
P: 🍕
T: aapko lunch nhi khana. Yeh Sab toh time pass chize hai.
S: teja tere liye hai, yeh toh bacchi hai, yeh thodi na itna khayegi. Inna sa toh pet hai.
P: 😏😏
S: kya
P: phill aap mujhe itna kyu khilate ho,
Mumma apko Pata hai muje tush tush k khilati hai, par jab main 🍦 Mangti hu toh ittu si deti hai.
S: oh hello, tu pura ka pura tub kha jati hai Akela, aur 🍫 toh bilkul bhi share nhi karti, bilkul Teri Tarah hai.
They laughed.
P:😡😡 aap lao na ice clim .
S: thik hai.
T: gussa Iske naak pe hi rahta hai.
And pinched her nose.

Plz vote and comment.

Teri yaad rula deti hai Where stories live. Discover now