THE FIRST AND FINAL FACE-OFF WITH CAPTAIN

Comenzar desde el principio
                                    

as-tum itne bade bewakoof honge laga nahi tha hume,itna kuch plan kiya,aur sab hume bata bhi diya,tumhe lagta hian ki humare zinda re...

za-tumhe yeh lagta hain ki main tumhe zinda chod dunga,ya tum zinda bachoge yaha se,tum ek akele admi,arey woh ib walon ki,secret agents ki file toh yeh sab chipane ke liye tha,woh toh sirf ek cover tha,pendrive kisse chahiye,par taaki sab ki dhyan iss aur bhatke,aur mera plan safal ho,isliye toh sabko uss pendrive ke peech laga diya.

as-shayad tumne hume parakne ki galti ki

za-na,tumhe parakne ki galti,ho hi nahi sakta

as-tumhe lagta hain ki hum yaha itne bade mission ko anjaam dene akele aajayenge,mana akele tum jaise chuhe se ladne hum kabil hain,lekin kya hain na tumhara plan bada hian,toh humari team bhi uss hisab se badi honi chahiye,yeh jin logone ke sahare,jinhe mask pehnakar tum chipaye rakhna chahte ho,ek baar dekh toh lete ki tumhare hi admi hain ya(while smirking,zafar's all colours blown away,he was surrounded by his men,that he thought were his and in ib ja bakshi and anubhav's entire team was listening and recording Zafar confession,and he had asked them to cover their face with masks so that they can't be recognised,zafar toh was known to internationally aswell.Zafar was a ruthless and powerful drug lord.,he was not from india,but he wanted to make india his next drug centre,he wanted to defame india,bring the indians under durg,make them druggist and make india the richest supplier of drugs,and no one could catch him,so he was not afraid of his identity being revealed,but he required people who could work undercover for him,looking normal,but were his men,his gang,but anubhav had switched his men with zafar's men.

za-ae,sab mask hatao(one by one all removed and zafar got the biggest shock of his life,he could see his plan flopping,and he could not let that happen,he had worked for years for this and at the last moment it could not fail.)

as-tumhara sawal samajhte huwe,jawab humse badhiya kaun hi de sakta hain,tumpe humari nazar tabse thi jabse haseenaji iss mission se wapas aayi,unhe thane se bachke janeko bhi humne kaha,lekin afsos meera waha bhi pohonch gayi,phir jab hume laga ki humne humari haseenaji ko humesha ke liye kho diya,toh tumse badla lene ki aag ka jwala phut gaya,aur humne tumhare har admi par,chip kar nazar rakhi,dheere dheere tumhare saare admiyon ko,tumhe bhi shak nahi hone diya,iss hisab se unhe apne admiyon se badal diya,yeh saare hi police officers hain,jo iss desh ko koi anch nahi aane denge,aur tum jaison ka safay toh taih hain,jab iss srishti main ravan bana hain,toh kahi na kahi usse harane ke liye ek ram bhi janm leta hain,tumhare papon ka bhar bad gaya hain zafar,tumhe ab apne papon ka prayschit karna hoga,abhi issi wakt,apni jaan gawa ke(za took out his gun,aiming it at anubhav)

za-jaise hi mujhpar goli chali,mere saath tumpar bhi chalegi

as-zafar,tumhe pehle bhi kaha,tumne hume parakhne main galti ki hian,kamse kam gaur farmate,inn ankhon main na maut ka khauf hain,na marne ka dukh,bohot bakhubi se humare humshakal ka istemal kiya tumne,usse humare baba ke baare mian bhi bataya,lekin shayad tum yeh nahi jante ki agar iss desh ke wajah se humare baba ne apni jaan gawai,uska hume khed nahi,hume sirf garv hain,ki humare baba iss desh ke liye shaheed huwe,iss desh ki mitti ke liye,jo sabse zyada pawan hain,jisne hume jeena sikhaya,hume woh banaya jo hum aaj hain,Anubhav singh se pehle hum ek bharatiya hain,aur tumhe tum jaise ghusbaithiye,jo iss bharat ki shan par anch uthane de usse hum agar aaj dher bhi ho gaye,toh koi baat nahi,kamse kam tum toh zinda nahi jaoge yaha se.Jiss din se humne yeh force join ki hain,uss din se hi apni zindagi sirf desh ke naam kardi hain,ab toh kuch khone ko bhi nahi hian humare paas(referring to haseena,as he thought maybe he would loose her again forever,his mother would be taken care well by his haseenaji and ks)

za-main mar bhi jaun,par mere kaam ko anjaam zaroor mil jayega anubhav singh,aur tum dekhte reh jaoge,woh bomb blast hone ke liye sirf....(as didn't allow him to complete)

as-tch..1 sec bhi nahi lagega,kyunki tum jo humse apna itna lamba chauda confession kar rahe the,ib hq main sab kuch,humare iss jacket pe lage mike(pointing it)se udhar sun liya ja rah tha,ab tak toh team waha pohonch ke usse diffuse bhi kara chuki hogi(smirking)tum kya hume aur bakshi sir ko ladauge,arey hum aise bewakoof nahi bante,gumrah tum karna jante ho,toh hum bhi sahi rasta dhundhna jante hain.Aur rahi baat tumhare drug deal ki toh woh log toh pehle hi lucknow pohonch chuke the,toh unhe pakadna aur bhi asan ho gaya humare liye,akhir hum bhi toh kuch kshamta rakhte hain na jang jeetne ki,aur tum jaison se harna humne seekha hi nahi.Pade hain tumhare saare admi jail main,aur rahi baat jo chuhon ki tumne yaha apne aap ko protect karne rakha woh toh wahi dher ho gaye.Afsos,Zafar Teri haar toh saaf dikh rahi hain hume(he said with fake sadness)

za-tum shayad mujhe har jung main hara chuke lekin tum apni zindagi ki jung har chuke anubhav singh,mujhe tumhe marne se koi nahi rok sakta(he pointed the gun towards him and pulled the trigger,but nothing happened)

as-ab agar hum tumhare har admi ko apne admi se badal sakte hain,toh tumhari banduk kya cheez hain(with that zafar started fighting with him,the police officers were coming to stop him,but anubhav asked the to stay,a fight broke off between anubhav and zafar,zafar at start surely empowered over him,but soon was brought down by anubhav)

as-tumhare papon ki suchi dekhi jaye toh usme sabse pehla aata hain,humare desh ko badnam karne ka soch tak tumne kaise liya(he punched him hard,with each statement he punched him harder)dusra,humari haseenaji par waar karwana,arey hume tum kuch kar bhi lete,hume koi farak nahi,lekin haseenaji toh jaan hain humari,unkhi ankhon main sirf tumhare wajah se humne ansu dekhe,aur hum tumhe uske liye katai maaf nahi kar sakte,unhe koi dard de,yeh hume manzoor nahi aur jo de,woh apne zindagi se sambandh kho chuka hoga.(at last,he took out his revolver and shot him dead,all his men were killed,his entire gang was brought to an end,and here the entire ib hq,along with bakshi were sure that anuseena are strong together,not away from each other,the way they loved each other,he had not seen such true and pure love in this fake world.The drug king-Omar Zafar-to an end-India saved from a very big drug trap-made the headlines in newspapers,sure enough anubhav's name was not mentioned,but all the civil servants were told about him and yet again only his secret name,agent name was disclosed.It were just praises every where as finally he was caught and executed.Anubhav was promoted to the position of Senior field officer for making this mission a success,the entire police department apologized to him,for calling him as a traitor,but this was not made public.Catching zafar was a task that the armed agencies of many countries couldn't complete,but India did it,Anubhav did it,made it possible.Anubhav was yet again alloted to the post of DSP as cover so that he could keep a keen watch at all these,him being raw agent,he had only told it to ma and haseena and now even it is only known to these two that he is a raw agent,even Ajay bakshi knows it for this reason.The next day after giving all brief about the encounter,shutting close the case at delhi and after repoting to his raw senior,he returned back to lucknow,not knowing what was waiting for him.)

CONTINUES......

PLEASE VOTE,COMMENT AND SUPPORT IF YOU FIND IT WORTHY.KEEP WATCHING MADDAM SIR FROM MON-SAT AT 10PM.

THANKYOU!!!!

PRECAP-HASEENA????

When love lasts💞✅Donde viven las historias. Descúbrelo ahora