THE FIRST AND FINAL FACE-OFF WITH CAPTAIN

824 96 40
                                    

The scene is so that deep in the woods,is an isolated building,not in a good condition,not completely built,but extreme silence and blackness all around.A man who was well equipped,but all his accessories were hidden,paper knife hidden in his socks,he was wearing a black jacket,wherein guns with silencers fixed were hidden,but yeah,his fair skin contrasted his all black attire,a close zooming will make you clear-it's Anubhav Singh,Raw agent.He walked slow,not making anyone realize his presence,there were some guards in the entrance,in a jiffy all were lying lifeless on the ground.He entered inside,only the first floor was occupied as above the construction was weak.Then he could hear some noise from behind a door,he knocked it and hid behind the door,someone opened it

g1-kaun hain bey(finding no one he was about to lock it back again when someone patted him on his shoulder,he turned back,only to face a punch,on his face,moment he collapsed,as the punch was enough to break his nose bones,listening to the voice some others came to look out,leaving their work of drug packaging and testing and using all sorts of drugs.These were the staff of th captain.And about the captain-to be revealed further.

These men who came out,all were shot at the centre of their foreheads,and all lying down in the pool of blood was the scene that was witnessed next.Yet again making no noise,as quite as the air,Anubhav reached the main door,he knew very well that the captain was inside,the moment he opened the door,he could hear a person,tall,nearly his height,a little tanned tone,having a mustache and slight beard covering his face.

person-bohot badhiya,aate hi humare saare admiyon ko dher kar diya,koi nahi,batao,anubhav singh ko mujhse kya kaam hain,kyu milne aaye ho

as-zafar,apne aap ko bohot shatir samjhte ho tum,par afsos,ahankar ravan jaise mahagyani,sarvgunn sampann raja tak ka sab kuch bigad diya,toh tum toh phir bhi ek mamuli insan ho

za-waise mana padega,jo kabhi bhi pakda nahi gaya,uske adde tak tum akele aa gaye,josh bohot hain,lekin kabhi kabar josh hi insan ka dushman ho jata hain,captain main hoon tumhe kaise pata chala,kyunki mere jiss admi ka phone tumne liya,woh number untraceable hain

as-wahi purane number track karne ke paitre nahi apna te hum,hume tum   theek se nahi samaj sakoge kabhi,par tumhe bakhubi samaj chuke hum,hum apne dushman ko bohot ache se samaj kar hi apna vaar nishchit karte hain

za-baatein achi kar lete ho,itne nasamaj main bhi nahi,akhir  Omar Zafar hoon main,world renowned druggist,drug supplier,drug dealer,zaroor haseena mallik ke mission ke through tum mujh tak pohonch sake na,waise haseena mallik,bohot josh main ayai thi mujhe pakadne(laughing evilly)uska josh bhi khatam kar diya,ussi ke thane ki robot-meera ko maine hack kiya,maine usse haseena mallik ko marne order diya,maine hi tumhare senior ajay bakshi ko tum par shak karne ke liye majboor kiya,maine hi haseena mallik par phir jaan leva humla karaya,akhir woh mera,Omar Zafar ka karobar ko bhang karne aayi,uski himmat kaise huwi,ab itni himmat ki hain toh uski shabashi bhi toh milna chahiye usse,maut ke roop main,mujhse jo takrayega,uski saza maut hain,sirf aur sirf maut,lekin kambakhat usne maut ko bhi ek baar maar diya,uski kismat main shayad tab maut na likha ho,lekin saali ko

as-ZAFAR...(he shouted on top of his voice,how could he tolerate any kind of slung words for his haseena)

za-arey main toh dar gaya(he said with fake fear)tumhe lagt hain,tum ek insan aur mujhse yaha se bach kar zinda ja sakte ho,apni mehbooba ko kal dekha nahi,nashe main,woh toh tum aagaye,,warna toh main usse kal hi maar deta,apna thoda fayda zaroor dekhta,ab usse marna hi hain,toh kyu na uske saath thode maze karke hi usse marta,isaliye uss itni high dosage drug diya,lekin nahi,phir tum aa gaye,usse bacha liya,aur jab woh uss din khayi se giri,toh tumhare uss ajay bakshi ne usse bacha liya,ab tum dono ko dekho,bakshi ko tum par shak ho gaya,aur tumhe bakshi par,mast khela na maine,dono jinko ek saath yeh jang ladna tha,ek dusre se hi ladne main busy ho gaye,aur mera kaam,kal subah tak uska bhi anjam hoga,sabse bada,iss duniya ka sabse bada bomb blast karunga,jisse pure lucknow toh kya,uske aaspaas ke sabhi ilakon tak iss bomb ka asar failega,aur iske peeche jab sab yaha dhyan denge,kanpur se saari badi badi drug deals ho jayengi,jiss tumhari police department najane kabse rokna chahti thi

When love lasts💞✅Where stories live. Discover now